Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai
    Assalam o alaikum Pak Forex forum k saathiyoon ko mera bohat bohat salaam aur naik duaayen,,, dostun is baat say tu har koi wakif hai k forex pori duniyaa ka saab say bara aur profitable bussiness hai,,, lekin jahan ye bohat faide deta hai wahan hum say ye bhi tawakoo karta hai kay hum kabhi bhi jazbaati ho kar market main trading na karain,,, balke hamesha soch samaj kar aur bohat hi dehan say apni trades lagain,, kyun k aesa karne say hi hamara faida ho ga aur hum ziada say ziada munafa kamaa payen gay aur forex main apnaa aik naam paida kar payen gay,, umeed karti hoon kay aap meri baat say agree karain gay shukaria...

    Click image for larger version

Name:	MW-FI103_trader_ZH_20170314150322.jpg
Views:	1
Size:	142.1 کلوبائٹ
ID:	12466310
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

    Yes. Forex trading ma apny jazbat ko kabu ma rakhna chahe. Je forex ma zara sy profit sy khus or zara sy loss sy pareshan ni hona chahe. Forex trading ma profit or loss sath sath chaltyn hain. Agr ap wish kartyn hain k forex ma serf apko profit he ho or loss na ho to ap kbi kamyab trader ni ban sakty. Forex trading ma kamyabi k lae mustaqil mezaj hona bhot zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

      hamy apney jazbat Ko Kabu me Rakhe Forex Mein kam karna chahie Forex Ek online business hai Ham ismein hardworking Karte Hain To Hamen kam Ke Bhi Hasin Ho Jaati Hai Agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar denge To Hamen nuksan ho jaega Agar Ham Kis Mein kam karte hue galtiyan Karte Hain To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota Hamen market Mein Apni mistake ko remove Karke kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
        Assalam o alaikum Pak Forex forum k saathiyoon ko mera bohat bohat salaam aur naik duaayen,,, dostun is baat say tu har koi wakif hai k forex pori duniyaa ka saab say bara aur profitable bussiness hai,,, lekin jahan ye bohat faide deta hai wahan hum say ye bhi tawakoo karta hai kay hum kabhi bhi jazbaati ho kar market main trading na karain,,, balke hamesha soch samaj kar aur bohat hi dehan say apni trades lagain,, kyun k aesa karne say hi hamara faida ho ga aur hum ziada say ziada munafa kamaa payen gay aur forex main apnaa aik naam paida kar payen gay,, umeed karti hoon kay aap meri baat say agree karain gay shukaria...

        [ATTACH]16550[/ATTACH]
        Dear sister aapki baat bilkul theek haihamen chahie ki trading karte waqt Ham Apne jazbaat ko control mein rakhen hamen kabhi bhi trading mein emotionally involved Nahin hona chahie kyunki agar Ham han per emotionally involved honge to isase hamara trade effect Hoga to hamen chahie ki emotions ko Ham site per rakhen aur cool mind aur positive Man ke sath Yahan per kam Karen market ko samjhaie market ko analyse Karen aur planning ke sath trading Kiya Karen aur kabhi bhi trade mein emotionally involved Nahin hona chahie kyunki isase hamara profit loss mein convert ho sakta hai.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

          Ji han bilkul aap theek Karen Forex Mein Hamen Apne jajbat Ko kab aur rakhne mein hi Hamari Jeet Hai Agar Ham Apne Jazbaat ko kaaboo Mera Karva Karenge To Ham Inshallah Jarur kamyabi Hasil per Jaenge Agar Ham ismein Apne Jazbaat ko control Nahin Karenge to kabhi bhi achcha profit Aage nahin kar sakte isiliye Hamen S Mein Apne work ko Kamyab banane ke liye Apne jajbat Apne emotional ko control Mein zaroor Rakhna Hoga Taki Ham Kaise Mein acchi earning kr ska
          • #6 Collapse

            Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

            Forex ki market ke andar kam karne ka sabse important Tarika yah hota hai kya aap Logon ne apni motions ko control mein rakh kar kam karna hai aur Jitna Achcha kam aap log kar lenge aap Logon ke liye hi fayda hoga market ke andar working karna bahut important hota hai smart working karna aur Jyada important hota hai profit Hasil karna bilkul bhi Aasan Nahin Hota uske liye Din Raat mehnat Karke kam karna hoga ABC ke liye Kaisi market hai jo hardworking required karti hai aur jitni maximum aap log kam kar rahe hote hain aap Logon ke liye profit increase Hona shuru ho jaega aap Logon Ne koshish karni hai Kabhi Bhi lalach Na Karen market Kendra jawab log lalach karna start kar dete Hain To nuksan Hona shuru ho jata hai hardworking Karte Rahe apni taraf se maximum mehnat Karenge to fayda bhi aap Logon Ko maximum Hona shuru ho jaega
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #7 Collapse

              Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

              Assalamoalaikum Bht sahi bat hai k hamesha koi b kam karain soch samjh kar dhiyan say karian or ye Forex ma ap ko bht zaida khyal karna hai bht zaida seekhna hai or bht ahista agay brhna hai jaldbazi bht c mushkilat paida kar sakti hai, is liye bht zaida ghoro fikar sy chalna parhta hai or sb sy important bat ye hai k ap forex ki market ko samjhye baghair kabhi b agay na brhain is say ap ko sirf loss hoga or Forex forum Aisi jaga hoti hai jahan hum ye sab discuss karty hain or jo expert hain un ko guide karna chahye Forex market k hawalo sy seekhna or samjahana chahye ye aik bht hi acha qadam hoga, Jo log Forex krna chahty hain unko guidance milti rahygi to zaroor kamyabi milygi
              Last edited by ; 25-07-2020, 11:22 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                jee bilkul mn apki baat sy agree krti hun forex ak bht bara business h or es mn hmesha soch smjh kr kam krna chahiye or mehnat krni chahiye apny jazbaat ko qabo mn rakh kr kam kren kiun k profit k sath sath es mn loss b hu skta h or jo log jazbati hu kr trades lgaty hen unko loss ka samna krna par skta h or jo log loss ki wajah sh himat har jaty hen or jazbati hu kr faisla krty hen unko faida nhi hota or wo log kamyab nhi hu skty
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                  Forex main kamyb hona hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or hsil kra soch semjh kr jazbt ko kabu main rkh kr achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky GA jitni mhynt sa soch semjh kr achi qulit ka kam kra ga itna Ho ga or profit hsil kr sky GA
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                    ji bilkul theek kaha hai aapane forex Mein Apne jazbaat ko kabu mein rakhne mein hi hamari Jeet Hai kyunki ki jo members bhi Forex ko join karta hai agar Forex per usko work karte hue kuchh loss ho Jata Hai to mayus Nahin Hona chahie balki Apne jazbaat ko kabu Mein rakhne chahie hamen jazbaat Mein aakar Forex ke work ko left nahin karna chahie blky sabar se kam Lena chahie Agar ham sabar karenge to successful honge kyunki vahi log kamyab hote Hain Jo sabar se kam lete hain aur forex aisa online business hai jismein hamen sabar se kam karna hota Hai tabhi jakar ham successful bante Hain
                    Always hopes for good
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                      G Han forex men kaam krty hvy hmen apny jazbat ko qabu men rkhna ho ga isi soorat men hm kamyab vho sakty hen so mehnatbkren aur cool mind s kaam kren ye aik mehnat talb kaam h is men hm aik he din men kamyab NH ho sakty so jazbat ko qabu men rkh k he kaam kren aur kamyab hon AP jitny cool minded hon gy wasy he win krny k chance hen anger aur stress ko door bgha k kaam kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                        Ji han bilkul aapki baat theek hai Hamen apne jazbaat ko kabu Mein rakhna chahie Ham apne jazbaat ko kabu Mein rakhenge ISI Mein hamari kamyabi hai Hamen soch Samajh Kar kam karna chahie Dil lagakar kam karna chahie aur apne emotions ko control karna chahie tab hi Ham Forex Mein hardworking karke successful ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                          Ji haan Mere Pyare dost aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business Ek Aisa business hai jismein loss or profit donon hi Sath Sath Hote Hain Jo member loss ko bardasht kar sakta hai sirf vahi is business ko join Karen Agarwal osco Bardaasht nahin kar sakta to Vasco join na Karen Kyunki is business main duniya bhar ke log kam Karte Hain Jo trade aap bye Mein lete ho Usi trade ko Kuchh log Sal Mein Lete Hain To Agar chal wale log Jyada Honge to aapko loss ho sakta hai aur agar aap lost bardasht kar sakte hain to hi is ko join karne Varna Chhod De Apna time waste na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                            G hy bilkul thk kha hy hm forex main kamyb hona hy to hm soch semjh kr konwldg or experience ky sath kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky GA hm yha apna jazbt kbhi bh zhir nhi krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr sky GA
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main apnay jazbat ko kabu main rakhney main hi hamari jeeti hai

                              The Forex market ki market ke andar kam karne ka sabse critical Tarika yah hota hai kya aap Logon ne apni motions ko manipulate mein rakh kar kam karna hai aur Jitna Achcha kam aap log kar lenge aap Logon ke liye hi fayda hoga marketplace ke andar working karna bahut crucial hota hai smart running karna aur Jyada important hota hai profit Hasil karna bilkul bhi Aasan Nahin Hota uske liye Din Raat mehnat Karke kam karna hoga ABC ke liye Kaisi market hai jo hardworking required karti hai aur jitni most aap log kam kar rahe hote hain aap Logon ke liye profit boom Hona shuru ho jaega aap Logon Ne koshish karni hai Kabhi Bhi lalach Na Karen market Kendra jawab log lalach karna begin kar dete Hain To nuksan Hona shuru ho jata hai hardworking Karte Rahe apni taraf se most mehnat Karenge to fayda bhi aap Logon Ko most Hona shuru ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X