Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.
    Asslam o alikum my dear forex forum member trade krny ka lay 4 lot size use hoty Hain .
    Complete briefly detail main AP ka sath share Kar raha hon . trading main lot size ka istamial boht zurarai hai .or in ka bary main knowledge hona be zurarai hai.4 lot Hain Jin ko use Kar ka ham trading kar sakty Hain or ye lot daily bases par use hoti hai main in ko beachy brief Kar raha hon. Is main 4 main types of Lots:
    Standard Lot,
    Mini Lot,
    Micro Lot,
    Nano Lot
    Dear ye 4 qasim ke lot Hain Jin ko Ham Regular use Kar sakty Hain or or in ke madad SC Ham lot size select karthy Hain .Jo Sab SC bars lot size hai wo standard lot size hai.
    A standard lot is the equivalent of 100,000 units of the base currency in a forex trade. A standard lot is similar to trade size. It is one of the three commonly known lot sizes; the other two are mini-lot and micro-lot.
    Mini lot size .
    A mini lot is a currency trading lot size that is one-tenth the size of a standard lot of 100,000 units—or 10,000 units. One pip of a currency pair based in U.S. dollars is equal to $1.00 when trading a mini lot,
    Micro lot size.
    1,000 units
    A micro lot is 1,000 units of the base currency in a currency pair. A micro lot allows for smaller positions and/or greater fine-tuning of position sizes than a mini or standard lot. Other lot sizes include nano lots (100 units), mini lots (10,000 units), and standard lots (100,000 units
    My dear ye lot size Hain Jin ko Ham trading main use kaethy Hain or in ke madad SC hamy profit mita hai.
    Ab dosari bath ye hai ka jitna hamary pas balanes zaida ho ga ham othni Bari lot use Kar sakty Hain .age ham na standard lot use karni hai to pher investment be zaida karni hi ge .
    Trading ke market main daily am new ches seakny ko milti hai AP apni struggle jari raky or acha profit hasal Kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

    Walekum assalam dear aapane bahut hi informative post ki hai aur lot ke bare mein bahut hi perfect information Hamare Sath share ki hain Kyunki jab tak hamare pass lot size ki information Nahin hongi Ham kabhi bhi acche tarike se trading nahin kar sakte aur jab tak Hamari lot size ki selection perfect Nahin Ho Jaati Ham kabhi bhi safe trading nahin kar sakte aur ham ko nuksan Hota rahega isliye Ham Ko Lot ke bare mein complete information honi chahie aur iski selection Hamare liye bahut important Hoti Hai is Hawale se Kuchh information main bhi aapke sath share karna chahta hun jisse aapko lot ka idea aur iski selection Ka Pata Chal jaega.

    What is lot in trading:
    Ya aik quantity / miqdar hoti hai jo apki per pip movement per nuqsan or munafay ka sabab banti hai. Jitni lot zyda ho ge uthna zyda profit or loss ho ga.

    Importance of lot:
    Humko apni trading perfect aur behtarin banane ke liye lot size ki selection perfect banana Hogi jab tak Ham lot size ki selection acchi tarike se nahin kar lete Ham kabhi bhi safe trading karne ki position Mein Nahin a Sakte Agar Ham Apna account wash hone se Mehfooz Rakhna Chahte Hain To iske liye Humko Hamesha lot size ki selection Apne account balance ke mutabik Karni Hogi.

    Agar aap lot size ki selection acchi tarike se karna chahte hain to aapko money management ke rules and regulations ko follow karna hoga ismein aapko ya education Di jaati hai ki aap apne account balance ke mutabik ki apni lot size select Karen aur Hamesha aap ki koshish honi chahie ki aap minimum lot size ke sath trading Kiya Karen agar aap minimum lot size ke sath trading Nahin Karenge to aapko bahut nuksan ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

      forex aik international business hai Hamen ismein acchi lot lagakar trading ke liye capital invest karna chahie FIR hi Ham kam Karke profit Hasil kar Sakenge Agar Ham trading karte hue lot size Koi ignore kar dete Hain To Hamen nuksan ho jata hai Hamen nuksan ke bus Sabar karna chahie aur Hamen nextime apni galtiyo ko khatm karke kam karna chahie Forex Ek Aisa business hai jo ke kabhi bhi khatm nahin Hoga ismein UK or USA Jaise countries involved hain Ek Aisa business hai jo ke kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jata forex market Mein tradning karne ke liye Hamen market ko pahle proper analyse karna hoga aur Hamen market Mein indicators ka istemal karte hue trading Karni Hogi Agar Ham Apna capital safe Rakhna Chahte Hain To Hamen stop-loss ko istemal karna hoga Is Tarah Ham kam Karke acchi earning Hasil kar sakte hain aur nuksan ko khatm kar sakte hain Agar Hamen kam karte hue nuksan Ho Jaaye To Hamen Sabar karna hoga aur Hamen next time apni mistakes ko find out Karke kam karna hoga Agar Ham ismein lalchi Banke kam Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai aur ek se ek real business hai Hamen ismein Soch Samajh Kar kam karna chahie for business all world mein bahut Duniya Se famous ho raha hai hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

        Dear forex members forex trading may Jab haum trading start Kartay hay to haumay trading ki learning aur information ka hona bohut zayada lazmi hota hay Kyu Kay jab aopko trading ki learning aur information nai hoti hay tou app khabhi bhi achi aur profitable trading Kar Hi nai saktay hay haumay apna knowledge aur experience hamesha trading say related news aur trends Kay mutabiq set kartay hoye trading karni parti hay jab haum ko market ki movement ka pata hota hay aur phir app uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay forex trading may app ko learning Kay sath sath trading ki updates pay focus karna chahiye Kyu Kay international online business karney Kay liye aopko apna knowledge aur information way ko advance learning Kay sath relate karna hota hay phir app apni abilities aur skills Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hay to app zayada achi earning hasal Kar saktay hay.

        Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative management Kay sath trading karni hoti hay aur trading Kay liye ake sazgaar atmosphere dekhtay hoye apni trade place Karni hoti hay jab app trading may trade open kartay hay to appko uss may kisi bhi currency pair ya commodity pay trade kartay hoye lot size select karna parta hay app market ki movement Kay mutabiq aur apney trading account Kay balance Kay mutabiq trade may lot size ki selection kartay hay aur uss Kay mutabiq lot size small ya big figure may rakhtay hoye trade place Kartay hay haumay trading may iss bat ka khyal rakhna hota hay Kay haum trade open kartay hoye lot size kiss situation may big ya small rakhtay hoye trading karni hay .
        Forex trading may trade open kernay Kay liye traders ko hamesha apney knowledge aur experience ki base pay lot size ki selection Karin hoti hay aur lot size ki selection may appki trading strategy bohaut zayada important hoti hay.

        Forex trading may haumay zayada tar lot size market ki movement Kay hisaab say hi select karna parta hay.4 types Kay lot size zayada tar traders istamaal kartay hoye trading kartay hay Mini lot size
        Micro lot size
        Standard lot size
        Nano lot size.
        Haumy hamesha trading may Koi bhi lot size select karney kay liye apney account ki accountability aur market ki movement Kay trends ko samjhnay aur analaysis karney Kay mutabiq hi selection karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

          Aoa dear members forex ek asi market hai jis me ham different cheezo p trade KR k acha profit Kama salty Hain but aksar logo ko dekha gya hai k market me unko loss ka samna krna parta hai. Ye loss inko apni hi mistakes ki waja sy hota hai. Aur asa b hota hai aksar log apna acount bilkul hi wash KR bethty Hain so hamain is me ehtiat krni cheye. Because forex me mistakes ki gunjaesh bht Kam hoti hai. Because Ye ek practical market hai. Hamain apny acount ko dekhty hoey lot size ko choose krna cheye agr hamary acount me Kam balance hai tab hamain lot size jitni ho saky Kam rakhni cheye and agr hamary acount me balance Iada hai tab bhe hamain cheye k lot size bht zoda na barhaen jab Tak hamain full confidence na ho . Lot size jitna Kam ho ga utna hi hamain loss hony k chances bhe Kam hon gy. Yaha ek technique bht Kam ati Hain jis money management kehty Hain. Is me ham trade eapny acount me balance k hisaab sy krty Hain so dear hamain nuqsan ka margin rakh k trade krni cheye. Hamaesha hi is technique ko mind me rakhna cheye aur hamesha trade krty hoey isi apply b krna cheye . Because agr hamain nuqsan ho bhe jata hai to hamara acount bilkul wash na ho balky acount me balance mojood ho jis sy ham apny trade to continue rakh sakain aur apna loss bhe recover KR sakain but ham loss ka margin nai rakhain gy aur lot size bary sy Bata rakhain gy to loss honey ki soorat me hamara acount bilkul wash bhe ho sakta hai . To is soorat me ya to hamara acount block ho jaey ha ya phir hamain dobara say Investment krni part hi..
          Is main 4 main types of Lots:
          Standard Lot,
          Mini Lot,
          Micro Lot,
          Nano Lot
          Dear ye 4 qasim ke lot Hain Jin ko Ham Regular use Kar sakty Hain or or in ke madad SC Ham lot size select karthy Hain .Jo Sab SC bars lot size hai wo standard lot size hai.
          A standard lot is the equivalent of 100,000 units of the base currency in a forex trade. A standard lot is similar to trade size. It is one of the three commonly known lot sizes; the other two are mini-lot and micro-lot.
          Mini lot size .
          A mini lot is a currency trading lot size that is one-tenth the size of a standard lot of 100,000 units—or 10,000 units. One pip of a currency pair based in U.S. dollars is equal to $1.00 when trading a mini lot,
          Micro lot size.
          1,000 units
          A micro lot is 1,000 units of the base currency in a currency pair. A micro lot allows for smaller positions and/or greater fine-tuning of position sizes than a mini or standard lot. Other lot sizes include nano lots (100 units), mini lots (10,000 units), and standard lots (100,000 units
          My dear ye lot size Hain Jin ko Ham trading main use kaethy Hain or in ke madad SC hamy profit mita hai.
          Ab dosari bath ye hai ka jitna hamary pas balanes zaida ho ga ham othni Bari lot use Kar sakty Hain .age ham na standard lot use karni hai to pher investment be zaida karni hi ge .
          • #6 Collapse

            Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

            Forex Trading ka daromadar achay analysis aor money management, time table, jis currency par ap trade karnay walay hen us ka intikhab aor esi tara bahot sari chezen jo kay hamary zehan men honi chayen, wo sab hon gi to ham Forex Trading men kamyab tareen traders hon gay, jesa kay ap nay bahot he khobsorat andaz men lot size kay baray men malomat den hen ye sab pata honay chayen sab un members ko jo Forex men Trading kar rahay hen, jab tak lot size kay baray men hamara concept clear nai ho ga tab tak ham Trading say munafi hasil nai kar saken gay kyn kay jab hamen pata he nai ho ga kay lot size ka kirdar kea hay Forex Trading men to ham munazam tarekay say trade men kamyab nai hon gy, ais tara to kabhi loss ho jaye ga aor kabhi profit to ye silasal youn he chalta rahay ga hamen chaye kay ham Forex kay baray men mukamal jankari kay bad he Trade karen to ham kafi faida autha saken gay.

            Men ap sab members say mazeed ye kehna chahon ga kay MT-4 me, trade kay bary men jo jo malomat hona lazmi hen wo sab pata honi chayen jin men sy ye hen:-

            1. Balance kea hay?
            2. Equity kea hay?
            3. Margin kea hay?
            4. Margin level kea hay?
            5. Free margin kea hay?

            Dear jab tak ham sab ko ain terms ka achi tara say pata nai ho ga to ham Forex men nakam hen aislye hamen ain kay baray men kankari kay bad he trade karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
              Asslam o alikum my dear forex forum member trade krny ka lay 4 lot size use hoty Hain .
              Complete briefly detail main AP ka sath share Kar raha hon . trading main lot size ka istamial boht zurarai hai .or in ka bary main knowledge hona be zurarai hai.4 lot Hain Jin ko use Kar ka ham trading kar sakty Hain or ye lot daily bases par use hoti hai main in ko beachy brief Kar raha hon. Is main 4 main types of Lots:
              Standard Lot,
              Mini Lot,
              Micro Lot,
              Nano Lot
              Dear ye 4 qasim ke lot Hain Jin ko Ham Regular use Kar sakty Hain or or in ke madad SC Ham lot size select karthy Hain .Jo Sab SC bars lot size hai wo standard lot size hai.
              A standard lot is the equivalent of 100,000 units of the base currency in a forex trade. A standard lot is similar to trade size. It is one of the three commonly known lot sizes; the other two are mini-lot and micro-lot.
              Mini lot size .
              A mini lot is a currency trading lot size that is one-tenth the size of a standard lot of 100,000 units—or 10,000 units. One pip of a currency pair based in U.S. dollars is equal to $1.00 when trading a mini lot,
              Micro lot size.
              1,000 units
              A micro lot is 1,000 units of the base currency in a currency pair. A micro lot allows for smaller positions and/or greater fine-tuning of position sizes than a mini or standard lot. Other lot sizes include nano lots (100 units), mini lots (10,000 units), and standard lots (100,000 units
              My dear ye lot size Hain Jin ko Ham trading main use kaethy Hain or in ke madad SC hamy profit mita hai.
              Ab dosari bath ye hai ka jitna hamary pas balanes zaida ho ga ham othni Bari lot use Kar sakty Hain .age ham na standard lot use karni hai to pher investment be zaida karni hi ge .
              Trading ke market main daily am new ches seakny ko milti hai AP apni struggle jari raky or acha profit hasal Kary.
              G han dear ap ki bat theak hai kay ager kam ap nay karna hai tu ap ka kam hai kay ap in type pay acha kar saktye hajn jub ap apnye kam mai learning laye kay atye hain tu ap kaliye kafi achi ho jati hai tu ap kamyab ho jatye hain tu hamesha mahnet kay sath kartye hain tu ap mahnet kay sath kam kartye hain lot size ka khayal rakhna zaroori hota hai ap ka kam hai kay ap hamesha lot size kam rakha karwin kiyu kay kam lot size mai ap ka nuqsan kam hota hai jub kay ap ka faida tu pher ap ko pta hai kay faida tu kabhi kam ho he nhi sakta hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap kam lartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap apna kam mai mahnet laye kay ain ap ka kam jitna acha ho jata hai ap ka atna he faida hai jub kay ager ap apna kam mahnet say hat kay kartye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu sp ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kat sath kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai lot size kam say kam rakha karain kiyu kay baz dafa aisa hota hai kay market kafi fast ho jati hai jis ki waja say ap ka kafi nuqsan ho sakta hai tu ap ks kam hai kay ap acha kam kartye rhain ta kay ap aik na aik time pay kamyan ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap lot size ka istmal chota kiya kartye haun tu ap kamyab hai jub kay ager ap lot size bari lagye howi hai aur ap ka nuqsan ho jata hai tu us ko recover karna kafi mishkil ho jata hai jis kay bad ap ko account wash karna parta hai jo kay ap kartye hain tu ap kaliye kuch acha ho pata hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam karain mahnet aur lagan kay sath kam karain aur kosesh kiya karain kay ap apna kam acha karain ager ap ka kam acha ho jata hai tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain kiyu kay ap nay kam acha kiya hota hai jis kay bad ap ez mai kabhi nakam nhi hotye hain ap kamyab ho jatue hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
                Asslam o alikum my dear forex forum member trade krny ka lay 4 lot size use hoty Hain .
                Complete briefly detail main AP ka sath share Kar raha hon . trading main lot size ka istamial boht zurarai hai .or in ka bary main knowledge hona be zurarai hai.4 lot Hain Jin ko use Kar ka ham trading kar sakty Hain or ye lot daily bases par use hoti hai main in ko beachy brief Kar raha hon. Is main 4 main types of Lots:
                Standard Lot,
                Mini Lot,
                Micro Lot,
                Nano Lot
                Dear ye 4 qasim ke lot Hain Jin ko Ham Regular use Kar sakty Hain or or in ke madad SC Ham lot size select karthy Hain .Jo Sab SC bars lot size hai wo standard lot size hai.
                A standard lot is the equivalent of 100,000 units of the base currency in a forex trade. A standard lot is similar to trade size. It is one of the three commonly known lot sizes; the other two are mini-lot and micro-lot.
                Mini lot size .
                A mini lot is a currency trading lot size that is one-tenth the size of a standard lot of 100,000 units—or 10,000 units. One pip of a currency pair based in U.S. dollars is equal to $1.00 when trading a mini lot,
                Micro lot size.
                1,000 units
                A micro lot is 1,000 units of the base currency in a currency pair. A micro lot allows for smaller positions and/or greater fine-tuning of position sizes than a mini or standard lot. Other lot sizes include nano lots (100 units), mini lots (10,000 units), and standard lots (100,000 units
                My dear ye lot size Hain Jin ko Ham trading main use kaethy Hain or in ke madad SC hamy profit mita hai.
                Ab dosari bath ye hai ka jitna hamary pas balanes zaida ho ga ham othni Bari lot use Kar sakty Hain .age ham na standard lot use karni hai to pher investment be zaida karni hi ge .
                Trading ke market main daily am new ches seakny ko milti hai AP apni struggle jari raky or acha profit hasal Kary.
                forex market Mein kam karne ke liye lot ki 3 types hoti hai agar aap is market Mein standard lot size use karte hain to usmein aap aapko profit ka bhi jyada ho jata hai agar aap kis market Mein log size kam use karte hain to usmein aap ko kam profit aor loss hota hai, Jo trader is market Mein apne account ko dekhte hue lot size shirt karte hain unko achcha profit Mil jata hai magar aap apne account mein micro lot ja mini lot size use karte hain to use per aap ko kafi jyada bachat Ho jaati hai aapke account per itna jyada nuksan nahin hota jiski vajah se aapko account Bhaskar na pade agar aap is market Mein apne account ke liye hadse lot size select karte hain to use per aapko achcha profit Mil jata hai is market Mein kam karne ke liye har trader ke pass trading plan available hota hai hai agar aap trading plan ko use karti hui is market Mein trade karte hain to aapko ismein profit ho na start ho jata hai jo trader is market Mein trading plan se hatkar kam karte hain yah discipline ke sath Kam nahin kar sakte vah is market Mein Na kam ho jaate Hain is market Mein kamyab hone ke liye aapko soch samajh Kar kam karna hoga uske bad aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai Jo tradus market Mein achcha decision leta hai usko fayda ho jata hai agar aap is market Mein hard work karte hain to aapko ismein kamyabi mil jaati hai is market Mein kam karne ke liye aapko soch samajhkar decision Lena hoga uske bad aapko is market Mein achcha result Mil jata hai agar aap is market Mein apni learning complete karne ke bad money management ke sath kam karte hain to aapko is market Mein success mil jaati h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                  Account banate hue hamen apny account ki management khud ud karna hogi.


                  1. Standard lot size selected tb hoti hai jub ham ny standard account bnaya hua ho micro account select karne se micro lock size lagti hai.
                  Agar aap log trading market mein standard setting karenge to aapko maloom ho sakta hai ki humne kahate kya kar sakte hain. Independent trading ke liye hamare pass demo account hai.

                  Nano and micro note size account selection per depend karta hai trading member hamen basic information honi chahie. trading market mein complete knowledge or experience ke bad trading start karna hoti hai.
                  Account management karne ke liye hamen senior trading members to use karna chahie.
                  Standard lot size example jo curde oil sy smkhi ja skti hain
                  1. .01 lot size = .10
                  Mirco lot size 0.1 lot size = 0.1
                  Nano lot size 0.1 = .01
                  Basic terminology aur metatrader 4 ke bare mein information hasil karte hue humne kam karne hain tab jakar ham kamyab ho skty hain is ky leay ham ny trading chart bhi use krna hai indicator bhi use krny hain aor oscillating indicators ko bhi istemal ma lana hiai.
                  Acha management ky leay candle stick chart ko use krna bahot acah faisla ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                    Market Mein 4 lot size hote hain Hamen market Mein Apne capital ke mutabik in ko select karna chahie Hamen Agar Jyada capital invest kar rahi hai To Hamen standard lot Lagani chahie aur Hamen trading Karni chahie aur Agar hamare pass small account Hai To Hamen Mini Lott Lagane chahie Hamen market Mein Apne experience ke mutabik kam karna hoga free Ham kam Karke acchi admin cancel kar Sakenge Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue mistake kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen market ke movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie ya business or world mein bahut taze se famous ho raha hai ismein UK or USA Jaise countries involved hai ya business Pakistan mein bahut Teji se famous ho raha hai agar Ham ismein struggle Karte Hain To Hamen kam Ke Bhi Hasin Ho Jaati Hai Agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market Kaya broker ka koi bhi Kasur Nahin hota agar Ham kam karte hue lalach Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Hamen isliye Soch samajhkar market Mein entry points Lekar trading Karni chahie Agar Hamen market ki movement ki samajh Nahin a rahi tu mere liye Kam Nahin Karna chahie forex market ko samajhna bahut Mushkil Hai Hamen ismein analysis ko istemal karke aur indicators ko istemal karke trading Karni chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Forex Ek International karobaar hai jo ke kabhi bhi khatm nahin ho sakta ismein Ham apni Marji ke mutabik time table select Karke kam kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                      Agar Ham hundred percent success Hasil karna chahte hain To Hamen market Mein Achcha capital invest Karke standard lot ko istemal karte hue trade open karne chahie FIR hi Ham kam Karke profit hassil kar Sakenge yah kam thoda risky hota hai lekin Hamen ismein profit Bhi Jyada hota hai aur Agar Ham risk-free kam karna chahte hain To Hamen Mini lot ko istemal karke market Mein kam karna chahie Forex main Laut ki 4 types Hai Hamen Inko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki Agar Ham Inko ignore kar dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jata hai aur ek se ek online business hai ismein Ham apni Marji ke mutabik time table select Karke trading kar sakte hain trading Ham Hafte Mein 5 din kar sakte hain Kyunki weekend per do din market close Hoti Hai Saturday or Sunday ko Jab market close Hoti Hai To Hamen posting kar leni chahie Kyunki posting karne se bhi Hamen benefit hota hai Hamen Achcha bonus Mil Jata Hai Aur trading karne ke liye hamare pass bonus Jama ho jata hai Forex Ek bahut bada business Hai Isko samajhna Aasan Kam Nahin Hai Agar Ham ismein struggle Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil Ho Jati Hai Hamen market Mein risk Dena Hoga FIR hi Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge forex market Mein Hamen indicators Ka istemal Karna chahie aur Hamen market Mein stop-loss ko istemal karte hue trade open Karni chahie Agar Ham ek time Mein Ek trade open Karenge To Hamen kamyabi Jarur mil Jayegi lekin Agar Ham kam karte hue Koi Chhoti Si mistake bhi kar dete Hain To Hamen big nuksan ho sakta hai isliye Hamen nuksan Se Har Hal Mein Bachana Hoga aur Hamen market ke Har EK room ko follow karte hue kam karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                        foreign exchange aik international business hai Hamen ismein acchi lot lagakar trading ke liye capital invest karna chahie FIR hi Ham kam Karke earnings Hasil kar Sakenge Agar Ham buying and selling karte hue lot size Koi forget about kar dete Hain To Hamen nuksan ho jata hai Hamen nuksan ke bus Sabar karna chahie aur Hamen nextime apni galtiyo ko khatm karke kam karna chahie forex Ek Aisa commercial enterprise hai jo ke kabhi bhi khatm nahin Hoga ismein uk or united states of america Jaise countries concerned hain Ek Aisa enterprise hai jo ke kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein element time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein complete-time bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jata forex marketplace Mein tradning karne ke liye Hamen market ko pahle proper examine karna hoga aur Hamen marketplace Mein indicators ka istemal karte hue buying and selling Karni Hogi Agar Ham Apna capital secure Rakhna Chahte Hain To Hamen prevent-loss ko istemal karna hoga Is Tarah Ham kam Karke acchi incomes Hasil kar sakte hain aur nuksan ko khatm kar sakte hain Agar Hamen kam karte hue nuksan Ho Jaaye To Hamen Sabar karna hoga aur Hamen next time apni mistakes ko find out Karke kam karna hoga Agar Ham ismein lalchi Banke kam Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai aur ek se ek actual enterprise hai Hamen ismein Soch Samajh Kar kam karna chahie for commercial enterprise all international mein bahut Duniya Se famous ho raha hai hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                          what is lot size ?
                          Forex trading simple words mein jo lot size ki definition han yah hai ki Jab aap Forex trading mein Koi trade open Karte Hain to aap ismein profit aur loss ki ek ratio rakhte Hain Ki aap ko kis Speed se loss aur profit Ho to uske liye Ham lot size set Karte Hain Forex trading ke andar lot size ka use karna compulsory hota hai aap lot size ke bagair koi bhi trade open nahin kar sakte . Lot size ki four types hai .
                          Standard lot size
                          micro lot size
                          Mini lot size
                          Nano lot size
                          Forex trading main jo zyada tar broker Hain vah first three types ke lot he provide karte hain standard lot,miro lot , mini lot .
                          Nano lot size ki facility bahut hi kam brokar provide karte hain isliye Ham ismein 3 types ko explain Karenge .
                          Standard lot size .
                          Standard Lot size matlab 1 (1.0 ) Loi size aur Ek standard lot 100,000 unit ke barabar hoti hai .
                          Unit . 1 standard lot 1 lakh unit ke barabar hota hai ismein ab aapko yah Maloom Hona chahie Ki ye unit kya Hote Hain agar aap Kisi bhi broker ke andar account open karte hain aur vah broker aapko 200 ka leverage provide karta hai . 200 leverage ka matlab hai ki aapka Jo capital hai aap ose capital se 200 Guna Badi trade Laga sakte hain .
                          100,000 unit / 200 account leverage = 500 dollar equity . Yani ke Agar aapke account ka leverage 200 hai aur aap standard lot open karna chahte hain to aapke pass 500 dollar ki equity hone chahie Agar aapke pass 500 dollar ki equity hai to aap standard lot siz open kar sakte hain .
                          1 pip = 10 dollar
                          matalab apney EUR/USD ke oper trade li 1.1200 sey or trade closs ki 1.1210 par to ap ko 100 dollar ka loss ya profit huga .
                          micro lot size

                          micro lot size ka matlab hai (0.10 ) lot size . Micro lot 10,000 unit k brobar hta hai
                          10,000 unit/200 account leverage = 50 dollar equity lazmi huna chahie hai micro lot ka use karny k lia
                          1 pip = 1 dollar
                          matalab apney EUR/USD ke oper trade li 1.1200 sey or trade closs ki 1.1210 par to ap ko 10 dollar ka loss ya profit huga .
                          mini lot size

                          micro lot size ka matlab hai (0.01 ) lot size . Micro lot 1,000 unit k brobar hta hai
                          1,000 unit/200 account leverage = 5 dollar equity lazmi huna chahie hai micro lot ka use karny k lia
                          1 pip = 0.10 dollar

                          matalab apney EUR/USD ke oper trade li 1.1200 sey or trade closs ki 1.1210 par to ap ko 1 dollar ka loss ya profit huga .
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karnay ka lay 4 lot size use hoty Hain.

                            Dear brother aapane bahut hi acchi information share Ki Hai jismein aapane A trading main use of what size ke bare mein bataya hai dear Agar ham Forex trading Mein Dekhen Tu ismein different lot size ki selection ki Jaati Hai jis mein lot size ko Apne capital ke hisab se select karna bahut Jaruri hota hai agar aap ismein money management ke sath kam karte hain to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai.

                            Dear forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To ismein sabse pahle aapko Apne account kae capital ko dekhna hota hai aur ismein aapane risk reward ratio ko dekhna Hota Hai Uske bad aapane ismein Apne lot size ki selection karna hoti hai aap ismein Jitna Jyada risk Lena Chahte Hain use hisab se aap ismein lot size ki selection kar sakte hain agar aap ismein Jyada risk Lena Chahte Hain To uske liye aap ismein standard lot use kar sakte hain

                            Dear agar aap apne account mein lot size ki selection capital ke hisab se Karenge to aapko ismein fayda tab hi hoga agar aap ismein bagair soche samjhe aur without analysis koi bhi Bangalore to use karte hain to aapko ismein itna hi jyada Awaaz ho sakta hai Kyunki aap ki lot size ki selection per hi aapka profit or loss depend karta hai aap ismein jitne Jyada lot size big use Karenge aapko ismein itna hi loss Bhi Jyada ho sakta hai aur aap ko ismein itna hi profit Bhi Jyada ho sakta hai to lot size ki selection ke liye aapko ismein bahut Soch Samajh Kar kam karna hoga.

                            Dear forex market mein Main Mini lot aur Mini micro lot bhi use ki jaati hai jismein aap trade Laga sakte hain isliye aapko lot size ki selection mein bahut jyada Soch Samajh Kar kam karna hoga Kyunki aap Agar ismein lot size bagair soche samjhe use Nahin Karenge to aapko ismein bahut jyada vah bhi ho sakta hai aur lot size ki selection aap apne account ki leverage ke hisab se bhi set kar sakte hain jitni Jyada leverage Jyada Hogi aapko ismein Itna Jyada kam capital per bhi aap Big Lot use kar sakte hain big leverage account Mein Aapki Big Lot bhi use ho sakti hai lekin usmein bahut jyada risk ho sakta hai.
                            Last edited by ; 26-07-2020, 12:03 PM.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X