How often can trades be made, in forex trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How often can trades be made, in forex trading.
    as we might expect, trading activity on any particular day, is usually dictated by the current market conditions. Most small or medium size traders normally make as much as 10 to 20 transaction in one day. In the process of not charging commission and giving tight spreads, forex investors can take meaningful positions as often as is necessary without concern for transaction costs.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading mein baar baar tades lena nahi balke is mein apko chahiye ke ap behtreen trade ka wait karena ur phir uske hisab se hi ap is mein trade len.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein hmein daily trading milte he aur ham es mein apne trading krte hien aur apne trading mein jo transactions krte hein hmein phr un se experience hota he aur ham apne trading mein experience acha profit earn kr lete hien
       
      • #4 Collapse

        forex trading mie ap market ke hisab se jitni chahen trade lagayen bs apko chahiye ke jb apk trading systemt ke hisab se koi bhi tarde aye to ap bs us pe trading karen.
        • #5 Collapse

          Forex Trading kafi purana business hai jo k time k sath,sath kafi popular ho chuka hai or mazeed ho rha hai.Forex market 1 huge online trading market hai jismay poori duniya say traders trading krtay hai or is market mai honay wali daily ki transections is equal 4 trillion hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            agar app ke pass bhot acha capital hai market mai tou koi masle ke baat nahi hai.app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai money management ko follow kerahe.aur earn kerahe.
            • #7 Collapse

              gee bhai hmein apne trading mein market ko ache trah se smjhna he aur hm apne trading mein market mein medium lot size ke trading krein aur apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein sahih market ke positions ko smjh kr trading krein
               
              • #8 Collapse

                forex man transactions per koi restrictiona nae hain trader jitny chahy account open ker k account man jitny trades open kerna chahy ker ksata laikin account verify kerwa layn ta k withdraw man masla na hu
                • #9 Collapse

                  G han ap ki baat bilkul theek hay kay market movement kay hisab say ham achi trading kar saktay hain jo small ye medium account rakhnay walay trader hain wo market ki movement kay hisab say ten to twenty transactions kar letay hain ye market ki tight conditions pay bhi dependent hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Forex trading sey big profit bananey ki bajaye small profit ko accept krna chaheye aur short short profits ley kar big profit banana chaheye. Aik successful trader utna hi sochta hy jitna us ka experience hota hy. Woh pehlay experience ko increase krta hy aur phir us key mutabiq trades lagata hy aur profit key leye koshish krta hy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Trading krney key leye forex ko learn krna aur is key bad demo account main trading ko practically seekhna zarori hota hy. Demo account main practice sey aap trading skills ko seekh saktey hain aur in ko use krtey hoi apni trading ko perfect bana saktey hain aur is business sey acha profit earn kr saktey hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X