Market always Hamare favour Mein Nahin rahti aur ham Yahan bahut strong analyse ke sath bhi trade open kar rahe hain to bhi Hamari trade sometime big loss Mein Chali jaati hai aur long time tak loss Mein Chalti rahti hai yahan per Jab Hamare trade Apna loss kam karne Lagti Hai To Aise mein Hamen Lage ke market again Apna trend change Karegi To Hamen Yahan Kuchh loss ko accept karna hota hai ki maine ke Thode loss ko accept karna Hamare liye bhi gloss ko face karne se Kahin behtar hai so Agar aapko Yahan big loss se bachne ke liye istemal loss ko accept karna Pade to ismein bilkul Koi Har chij Nahin Hai Yahan per Ham Apne small loss ko aasani ke sath recover kar sakte hain lekin big loss ko recover karna Itna Aasan Kam Nahin Hai To always Hamen vah Khud careful hokar sochana chahie aur Market ko pahle different ways main proper analyse kar lena chahie because jab Ham Yahan market ko proper tarike se analyse karte hain aur proper money management ko follow Karte Hain To Hamen loss ke chances Bhi kam Hote Hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим