Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?
    maximum members aise hi kijo fast movement mein aur acche se trading co continue kar rahe hote hain lekin aise members bhi hai ki jo slow movement main market ko acche se trading kar rahe hote hain yah har ek number ki apni choice hoti hai ki vah kis tarah se trading karne ko like karte hain aur har EK member ka apna experience hota hai ki vah apni trading ko kis tarah se successful kar rahe hote hain aur har EK member ke pass trading se related experience hona jaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

    forex market move karti hain hamy is ki movement ko achy sy samj kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hian ham is main out off csot account bana kar be kam akr askty hjan yai aik aam jb sy best busiess hain is main ham aony boss ap hi hoty hauin
    • #3 Collapse

      Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

      jab ki market ki umra bahut jyada slow aapane trading se white karna hai kyunki trading jab aap lagate Hain to aapko samajh nahin aati ki market ka next trend kya ho sakta hai lekin market job normal ho aur aapko achcha result Dene ke chakkar mein Ho to aap mein Dal me trade open karni hai aur aap ko ya fayda bhi degi slow moving every ke sath apni apni trade bilkul ok nahin karni aur aapane trade final Na Ho baat karni hai japani fully satisfied ho aap apni trading se bahut jyada profit free karne ke chakkar mein Hun to aap kamyab honge trading mein aapane apni market aur apne analysis ko prakat banana hai aur ab biwi aap denge Jo log trading mein apni chijon ko mein nahin karte ho bahut jyada problem karte hain aur abhi trading bhi acchi nahin hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

        Yes dear forex trading ma market ki fast or slow movement matter ni karti. Forex trading ma hamy serf achy point ka wait karna chahe. Forex trading ma acha point mel jae to ye matter ni karta market fast move ma hai ya slow move. Forex trading ma fast movement sy trader bhot khus ho jaty hain but ye he fast movement unk lae vabal e jan ban jata hai.
        Last edited by ; 24-07-2020, 10:21 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

          Dear jab market bahot slow ho to aus time ap ko ais market mai trade nai karni chaye kun k ais market mai ap ne agar achi trade lagani hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga ap agar ais market mai acha kaam kar rahy hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna ho ga aus k baad ap ko ais market mai achi trades mil jati hai aor ap acha profit bana skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

            dear Har EK member ka aur Har EK trader ka apne tarike se mind set hota hai kuchh log slow movement per trading karne ko pasand karte Hain aur kuchh log fast movement Ko dekhkar ke hi trading Kiya karte Hain aur donon hi apni jagah per sahi hote hain kuchh logon Ko jyada experience hota hai to vah fast movement Ko dekhkar ke hi trading karte Hain jab market ki movement jyada fast Ho jaati Hai aur kuchh log jinke pass itna achcha experience nahin hota To vah slow movement Ko dekhkar ke hi trading karte hain isase donon ko kafi kuchh sikhane ko bhi Mil jata Hai aur Market ko aur Behtar tarike se samajhne ko bhi Mil jata Hai aap Forex ki market Mein jitne acche tarike ke sath kaam karoge utna hi aapko jyada profit Hasil hoga Har EK trader ki apni choice hoti hai aur Har EK trader apne plan ke tahat aur money management ke tahat aur analyses ke tahat Hi Kam karta Hai bus target sab ka ek hi hota hai ki Forex Se achcha profit Hasil karna hai chahe vah kis tarike se bhi Karen Har EK trader ka way apna banaya hota Hai aur Har EK trader ki startegy chahie ek dusre ke strange hoti hai aur Har EK trader ka Kam Karne ka tarika alag hota Hai bus goal ek he hota hai ke forex se achcha profit earn krna hai
            • #7 Collapse

              Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

              Salam to all dear forex members dear friend Pakistan forex trading mein agar Ham market ka analysis kiye bagair trade open karte Hain to hamen loss hi hota hai isliye koshish karen apni analysis skills ko improve Karen aur market ko watch karke hi trade open Karen agar Ham bagair soche samjhe trade open karenge to hamen loss hoga isliye jab market ki movement slow ho to use waqt trading hargiz Na Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Slow move markete may trading kerna kesa hota hay ?

                Dear friend forex trading men kabi kabi market ki movement bahut ziyada slow hoti hey iss liay slow movement men trading karna mushkil hota hey kiun k trend ki samaj nhi aati iss liay wait karen jab market ki movement fast hoti hey tu uss waqt aik trend k sath lambi movement karti hey aur uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen

                اب آن لائن

                Working...
                X