Lose honay pay Hamari feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose honay pay Hamari feelings
    Assalam o Alaikum Forex trading Mein ham log kam karte hain aur Aksar aisa hota hai ki Ham Logon Ko fayda hota hai Aksar aisa bhi ho jata hai ki hum Logon Ko loss hota hai kya aap log ko Jab loss ho jata hai tu sad feel karte hain aur apne aap ko Low feel karte hain Yah apne aap ko ya samjhate hain kay aap se trading ke dauran Jarur Koi Galti Hogi Jiski vajah se aapko loss hua hai aur ham use Galti ko nikalne ki koshish karte hain yah Dil Bardashta ho kar Forex trading Se Dur jaane ka sochne Lagte Hain Mere Se jab Forex trading Mein Galti hoti hai mujhe loss hota hai To Main Apni galtiyo ko thik karne ki koshish karta hun theek Karke Dobara se kam karta hon aap logon ko kya lagta hai ki kya Hamen emotional hokar sad ho jana chahie ya Fir Bhi Hamen kam karna chahie Mujhe Apni Rai ke bare mein bataiyega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lose honay pay Hamari feelings

    Los hone per Hamari feelings bahut Buri hoti hain Hamen bahut jyada uska abhi a Raha hota hai lekin Ham Aaye unfeeling per Kabu Rakhna padta hai Kyunki Agar Munh feeling per Kabu Nahin Rakhenge Aur gusse Mein Aakar use Los ko pura karne ki koshish Karenge to usse Hamen aur jyada nuksan ho sakta hai isiliye main koshish Karni chahie ki Hamesha Thande dimag ke sath freshman ke sath aur healthy mind ke sath kam karna hoga Kyunki Agar Ham Kisi problem Mein Honge ya Kisi vajah Se usse Mein Honge to use Surat Mein Ham acche analysis nahin kar Payenge aur koi bhi galat Faisla Mein Majid Los De sakta hai isliye koshish Karni chahie ki Hamesha apni feelings per control rakhte Hue kam karna chahie Forex mein
    • #3 Collapse

      Re: Lose honay pay Hamari feelings

      agar humian es mian loss ho jata hain to humain es main apne feling ko kabu mikan rkh kar humain es main kam karna ho ga our hum es main boht sbr say our hum es main boht mahant say hum es main kam kar kay hum es mian sucess ho skty hain our forex kbe be na bnd haony wala acha business hain our forex 1 acha business hain our hum es main bgir pisopn kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Lose honay pay Hamari feelings

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum Forex trading Mein ham log kam karte hain aur Aksar aisa hota hai ki Ham Logon Ko fayda hota hai Aksar aisa bhi ho jata hai ki hum Logon Ko loss hota hai kya aap log ko Jab loss ho jata hai tu sad feel karte hain aur apne aap ko Low feel karte hain Yah apne aap ko ya samjhate hain kay aap se trading ke dauran Jarur Koi Galti Hogi Jiski vajah se aapko loss hua hai aur ham use Galti ko nikalne ki koshish karte hain yah Dil Bardashta ho kar Forex trading Se Dur jaane ka sochne Lagte Hain Mere Se jab Forex trading Mein Galti hoti hai mujhe loss hota hai To Main Apni galtiyo ko thik karne ki koshish karta hun theek Karke Dobara se kam karta hon aap logon ko kya lagta hai ki kya Hamen emotional hokar sad ho jana chahie ya Fir Bhi Hamen kam karna chahie Mujhe Apni Rai ke bare mein bataiyega
        My dear loss honay per to fir main bahut hi jyada sad Ho jaati hai kyunki jab bhi kisi ko class hota hai to isliye ceiling Hamesha shadi hoti hai lekin hamen nahin chahie karni chahie aur apni ladkiyon ko karte hue hainkam karte Hain to hamen se bahut hi achcha profit ho sakta hai agar Ham apni mohabbat ko Chari rakhte hain aur apne Allah aish aur jyada mujhe the to hamen is se acha profit hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Lose honay pay Hamari feelings

          W/s Dear,
          Forex trading main loss ki big waja sl Ka na lagana ha. Forex trading main first of all learning ki taraf tawojoo den kabi kabi luck sath dy bi dyta ha but 1 din sub work khatam ho jata hai apny money ka khas khyal rakheay forex trading business main jab ap wrong hoty hn to sochen or goro fiker Karen then you will be successful person in every field of life. Apny mantor ki baat ko tawojoo sy suny or instructions pr implement Karen bar bar demo pr practice Karen or methods ya strategy ko bar bar dekhen kahen ap wrong to nahi hn or news jab a rahy ho tab work na Karen or 1 time table create Karen or money management ka khas khyal rakheay forex trading business is risky business without learning.
          • #6 Collapse

            Re: Lose honay pay Hamari feelings

            Hit bhi hmara misfortune hota he to us waqt ham log bahut pareshaan hotay hain

            Aesa bilkul hona chahiye magar ak baat ka khayal zaroor rakhain keh es fundamental ham log us waqt tk kaamyaab nahin ho ge jb tk ham es baat ko nahon samjhain ge keh hamara misfortune q huwa hai
            Abdominal muscle kuch hmari apni hello ghatiyaan hoti hain jin ki wjah se ham log exchanging principle losss karty he aur doosra yeh keh ham primary persistence nahin hota aur jaldbaazi me misfortune krty he.
            • #7 Collapse

              Re: Lose honay pay Hamari feelings

              aggar humm losds men chalen jaaye to hamein haar nahe maanne chahe aur nahe hamein pareshaan hiona chahe tasnbb he hum meik kaamiyaab trader bunn sakte hgain areshan Nahin Hona chahie balki Hamen Apneoss hony par kabhi bhi preshann nahinn hona chaye balke hamin firex min more sy moer mheny karty hyb apny loss ko recover karny ki kosish kamry chaye take hhm.asaani ka stah acha profit haisl kat skain
              • #8 Collapse

                Re: Lose honay pay Hamari feelings

                Hm loss hona par bht ho afsos hota hy is Lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga achi qulit ka kam kra soch semjh kr treading kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Lose honay pay Hamari feelings

                  yes dear 100% right loss hone py kafi darad b hota hain par ek trader ko apne loss say kafi learning mil jati hian jaab tak ek trader apne loss say learn nhe kare ga tu feature main kamyab b nhe ho skta hian forex trading main loss hota rehta hain ek trader regular agar loss karta hain tu uys apne loss ko accpet karna parta hain har trader loss karta hain vo exprt trader ho ya pher new trader ko forex trading main loss and profti dono hain
                  ​Sadaf Khan
                  • #10 Collapse

                    Re: Lose honay pay Hamari feelings

                    Kuch time k Lia post krne ka Dil NH krta bs or kuch nh
                    • #11 Collapse

                      Re: Lose honay pay Hamari feelings

                      Khudara caster unfortunately I'm a Las ho jata hai Hamare feeling acchi honi chahie Hamara Dil bilkul Tuta Nahin chahie Ham Apne jo hai na usko Mein karne Kamyab ho sakte Agar Mujh Par Kamre Ham news par focus kiya to next time Kamyab Honge Kyunki first time jawab Kisi Kaam karte hain usmein aap ko nuksan ho sakta hai meri cal main aap bilkul hi Pareshan na ab strictly cases per focus karen to Kamyab Hona last mein aapke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: Lose honay pay Hamari feelings

                        Ek Bar lock ho jaaye To Hamen Himmat Nahin aani chahie unke Bhakt per kam karna chahie Jitna mark per Waqt par kaam Karenge To Ham utna acche aur kam Yapral band Sakenge Na Lage Na Karen Kitni forging Limited mukmmal jawab post ke liye mere Ko Mukammal Karenge tumko bhi aapko Sakenge hamen bhi achcha Laga
                        • #13 Collapse

                          Re: Lose honay pay Hamari feelings

                          Jis tarh kamyabi zndgi min lazmi milti hai isi tarah nakami bhi zndgi ka hisa hai tu insan koi bhi Kam karta hai tu us ko nuqsan bhi a jata hai tu jab hamin nuqsan hota hai tu ham mayoos ho jaty Hain or is bat ko Dil par rakh ky bas sary ksm choor daity Hain yeh bat thk Hy Hy nuqsan jab hota Hy tu hamin thori tension honi chahyi lakin bs ik mukarar krda thory time ky ly q keh ham ik ik Kam nakam ho jaty hin tu Thora mayoos bnta hi lakin us ky dobara double mehnat Kar ky us nuqsan ko pura Kia jai
                          • #14 Collapse

                            Re: Lose honay pay Hamari feelings

                            W.slam Tariq
                            thk kah apne jab humy nuqsan ata ha trading me yah humy acha bonous ni milta to dil mat hará kare is se murad naumeed na ho apni ghltiyo se sehakeh aur sabq hasil kare apni ghltiyo ko show kare take dosry members wo ghltiya na kare self confident rahe dheet ban kar hardwork kare nuqsan hona zindagi ka hissa ha dil khrab na kare is se I hope ap samjh gae honge🤞😍❤️
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lose honay pay Hamari feelings

                              Dekhen Ham jitne bhi Forex ke member Hain Ham jante Hain ki duniya mein Koi bhi business Ho usmein aksar aisa hota aaya hai kabhi insan ko bahut jyada profit milta hai bahut jyada fayda hasil hota hai aur kabhi nuksan bhi hota hai last bhi hota hai jab hamen profit achcha milta hai aur achcha bonus Mil jata hai to hamari feelings bahut hi jyada acchi hoti hai matlab ke a hamari feelings hota hai ki Ham bahut khush hote hain aur happy mood mein rehte Hain magar aisa hota hai ki jab loss hone ki vajah se Ham disappointed Ho jaate Hain mayusi ka shikar Ho jaate Hain aur is na kami ko apne sar par sawar kar lete hain aur apne dimag per awaaz banaa lete Hain ine sab chijon se avoid karne ke liye fresh rahana aur active Dena bahut jaruri hai kyunki jab tak Ham kisi bhi business mein loss nahin karte Ham usko prepared tarike se a samajh nahin paate kyunki insan apne aap ko loose karne ke bad hi hi Jeet per Jeet hasil karne per majbur karta hai kyunki hamen pahle bahut sare problems ka samna karna padta hai aur bahut sari shoes ka samna karna padta hai tab jakar Ham acche trader Ban sakte hain aur acchi businessman Ban sakte hain Forex main bhi aisa hi hai jaisa ki ek aam routine ke business mein hota hai aur Forex online business hai jis par jitne bhi jyada mehnat ki jayegi utna hi jyada reward hasil Kiya jaega kyunki insan jab efforts karta hai to uski usko spare parts ke fruit jarur milte Hain thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X