Hedging in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging in forex
    Forex hedging is one way to protect your account form loss.It is a good risk management strategy.Hedging allows you to keep your trade in the market and make money with another trade.To be able to use hedge profitable the trader should be well experience and have a clear picture of trading conditions.give suggestion???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear friends forex trading market main hedging ka use app ke account ko protect kar sakta ha. jab humari koi trade loss main ja rahi hoti ha to hum is ko rokne ke liye is trade ke against ek trade laga dete hain.
    • #3 Collapse

      forex emin hedging usko kehte hain ke ap ek hi waqt mein buy aur sell dono ka order laga lena ur market ke dono side pe jane se bharpoor faida utha len.
      • #4 Collapse

        forex trading me agr ap ka account crash hony lagy to ap ko chahiy k us waqt hedge use kry lakin hedge tabhi ap use kro jab ap ko maloom ho k hedge ko profit me kis trha close krna hy
        • #5 Collapse

          main to hedging ko perefr nahi karti aur apko nahi chahiye ke ap hedging karen apko chhaiye ke ap is mien speculation karen aur profits banayen.
          • #6 Collapse

            my dear friends forex trading market main app ke account ko protect karne ke liye hedging bhi bohat achi option ha. or forex traders is ke use se apni trades ko ziada loss se bacha sakte hain.
            • #7 Collapse

              dekho bhai hedging ka mtlab to asal ma ye ha kay agr hum ne aik entry li ha aur humy us ma loss ho rha ha to hum apny usi pair ma us kay opposit order lga skkty hain aur apna loss recover kar skty hain es ka humrey acount ko safe rakhney ma kafi ahem role ha .aur hedging kafi types ki hoti hain lakin humy bari twajja se ye qdam athana chahye.
              • #8 Collapse

                forex trading mai app ko chaiye ke app jo hai woh kabhi bhi jo hai woh hedging per kaam nahi kerahe kuin ke hedging bhot mushkil hote hai.aur bhot he trick ke sath kaam kerna hota hai is mai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Hedging wo strategy jisay traders apnay loss ko recover or account safe rkhnay k liye use krtay hai or agr jb b koi b trade long term k liye phas jati hai to usay bahi nikalnay k liye hedging use ki jati hai or hedging krnay k b different methods hotay hai jisay hr trader apnay mutabik use krta hai.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X