Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota hai???
    assalamu alaikum Forex Ki duniya ke doston ummid hai aap sab log khairiyat se honge doston Pak Forex forum mein ek aksar error a jata hai aur hamesha Sab logon ka hi aata hoga ya tou 50 post ke complete hone per yah error a jata hai yah kabhi kabhi threads ke repeat hone par bhi aksar aisa hota hai...aisi kya wajah hai yeh kyon aata hai aur is se hum log kis tarah se bacha sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12466273
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

    Yah sirf ek hi bar aata hai agar Ham Logon Ne 50 post Kar Li Hai To tab yah Hamen pata hai ki aapki limit Puri ho chuki hai aap 50 post se upar Kam Nahin kar sakte agar aap Bar Bar 54 se upar kam karne ki post karne ki koshish Karte Hain To fir aaega tab Bar Bar aata hai aur aap ko rok Raha hota hai ki aapane isase Jyada Kam kimat Nahin Hai Aaj aapke liye aap to sirf reply pure Ho chuke hain Jo Aaj Kya film 8450 puri ho chuki hai use Raat Mein aata hai aur dusri Baat Ko time mention karta hai ki aap Logon Ko is time ke duration ke dauran aapane kam nahin karna aur Iske alava Agar ham log third Karen To Hamen Upar Kothri Upar Walon ke liye best hai aur isase Jyada Logon Ko tried bhi nahin karne Hote aur 50 post regular apni limit Puri Karni hoti hai isliye is ka gana aap bus kar le aur kam se ruk Jaaye Aisa nahin hai ki aap Bar Bar koshish Karenge to Fir aapko do teen din ke liye band Kiya Jaega aapka kam do teen din ke liye stop Kiya Jayega
    • #3 Collapse

      Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

      g han ye posts 50 kki limit ka erro hai so hamain is forum main limt main ra k hi hum froum main kam karna ho ga tab hi hum achy say trade karein gay tab hi hum sucesful trader ban sakty hain but hamain froum main enter hony say pahly is k bary main learn ka rk hi hum achi trade kar k hi hum real main kam karien gay ta k achi trade karein gay
      • #4 Collapse

        Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

        Pak forex main aap ko bar bar agar error ata hai tu ISS ka Matlab ya hota hai ka aap jab apna traget complete Kar latay hai tu aap ko error a jata hai ya pr aap thread pehly krtay hai or posting bad mein krtay hai tu aap ko error a jata hai aap ki limit pori ho jati hai aap or posting nahi Kar saktay iss Lia aap ko jab error a jata hai aap ko pr posting nhai karni chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

          Asslamualikum error hmen is waja se ata jb hm posting krty hyn to posting se phly threads krty hyn is waja se error aa jata hy try kia kren 10 posting k bd ek thread kia kren tb error nai ae ga and 4 se ziada threads kbhi bhi create na kren is waja se bhi error aa jata hy
          • #6 Collapse

            Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

            G ye eror tabhi ata hai jab hum apni poest or threats ki limit ko poora kar lete hain ager humari limit khatam ho jaye tab ye eror show hota hai or sath main is main ye bhi mention hota hai k ab hum kab tak dobara posts nahe kar saktay humain aonay kaam ko poora karna hai or dailly target 50 posts or 4 threats ko achive karna hai chahe koch bhi ho jaye tabhi hum aik acha bonus hasil kar saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

              g han acha swal pucha gaya hy k pak forex forum main jo bar bar 1440 ka error aata hy to eska ka kia matlb hota hy . to dear member jab ham start ma hi posts karny ki bajy threads create kar dety hain to phr ye error a jata hy ya phr jab hamari posts ki limit puri ho jatii hy tab bhi ye error a jata h
              • #8 Collapse

                Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

                Assalamu Alaikum dear Forex member of this error ki baat kar rahi hai vah Hamen Hamari limit Puri hone par aata hai agar yah Hamen 50 post ke bad aata hai to yah normal baat hai ki Hamari Kuchh post delete Hui Hai Lekin Agar yah Hamari Kuchh post ke bad Aata Hai for example 10 to 15 post ke bad Agar yah Hamen aata hai to yah bahut dangerous hota hai iska matlab hai ki Hamari Kafi post delete hui hai aur ham next Kam Nahin kar sakte isliye Hamen Is Tarah Se bachte Hue kam karna chahie specially yeah tab Aata Hai Jab Ham start main Threads kar lete hain isliye kabhi bhi start Mein threads Nahin karne chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Pak Forex forum mein jo bar bar 1440 ka error aata hai to iska kya matlab hota ha

                  Forex mai jab hum apna Target complete kar lety hai tab yeh error khud e a jata ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X