Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe
    Asalm o alikum dear forum users umeed ha ap khariat se hoge mera kahne ka mtlb ye ha ke agar ham koe trade lgae or us me hame loss ho jae to hame preshan ni hona chahe or na he umeed chorni chahe agar ap achi umeed se dubara kam karege to inshAllah kamyabi naseeb hogi kamyab or nakam insan tab he hota ha jab kuch krta ha agar bnda darta rahe or risk be na le to ye nakami se be badtar ha ic lie kosish zarur kare dunia umeed pe kayem ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

    yes. forex trading ma loss ho jay to pareshan ni hona chaiay bl k achay ki umeed rakhni chaiay, apnay experience ko use kar k loss k factors ko maloom karain aur unhain clear kar k ayenda repeat na honay dain tb hi professional trader bna ja sakay ga aur loss par control kar sakain gay
    Last edited by ; 24-07-2020, 08:42 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

      Assalamu Alaikum jee dear friend you are right I agree with you Agar Hamen loss Ho Gaya To Hamen kabhi bhi ummid nahin Chhod De chahie Forex Ek international level ka business hai aur Yahan loss or profit donon Sath Sath Chalte Hain Agar Hamen loss Hogi Kya Hai To Hamen mayus Nahin Hona chahie ummid Nahin chhodana chahie Agar Ham Is Tarah mayus Ho Jaenge Ham yahan se acchi earning nahin kar Sakenge Agar Hamen loss ho gaya To Hamen chahie ki Ham use ko recover Karen mistakes ko Dekhen aur mistake ko next avoid Karen Taki Ham next earning kar sake aur loss sy bach kr profit ki taraf Ja sake
      • #4 Collapse

        Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

        gee han agar loss ho jaye trading mein to ummed na chorein q k loss aur profit donu business ka hisa hain.hum profit ko to accept krtay hain aur loss pe mayoos ho jatay hain.mayoos nahi hona chahye balkeh ue socha jaye k loss ko lazmi recover krna hay.agar hum loss ko recover krna seekh jatay hain to samjho hum trading business mein kamyabi taraf ja rahay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

          Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen mayus Nahin Hona chahie aur na hi naumeed Hona chahie ke apni on mistakes ko Janna chahie Jo hamari loss Ki vajah Bani aur FIR on mistakes ko correct karte hue Apne ful potential ke sath kam karna chahie Taki aap bhi dusre members Ki Tarah Kamyab ho sake aur acchi earning kar sake loss to her Business mein ho sakta hai isliye Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke pahle usko recover Karen aur an mistakes ko theek Karen Jo aapke loss Ki vajah Bani uske liye aapko learning ke jarurat padati hai isliye aapko bataiye ki aap learning Karen Achcha knowledge Hasil Karen aur mistakes ko avoid karte hue kam Karen Taki aapka kam Achcha aur quality ka aur aap acchi earning kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

            Yes dear you are right Jahan Tak ke sawal hi baat hai to unhen aapko yah batana chahte Hain Forex trading agar aap aur last ka samna ho to aapko himmat nahin harni chahie aur dihart ho ok bat nahin Jana chahie bol ke pahle se jyada mehnat karke maidan mein aana chahie ho sakti hain pehle se jyada minute karke apne aap ko loss ko profit mein badalna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haris5125 پيغام ديکھيے
              Asalm o alikum dear forum users umeed ha ap khariat se hoge mera kahne ka mtlb ye ha ke agar ham koe trade lgae or us me hame loss ho jae to hame preshan ni hona chahe or na he umeed chorni chahe agar ap achi umeed se dubara kam karege to inshAllah kamyabi naseeb hogi kamyab or nakam insan tab he hota ha jab kuch krta ha agar bnda darta rahe or risk be na le to ye nakami se be badtar ha ic lie kosish zarur kare dunia umeed pe kayem ha
              Ji han Bilkul theek bat ki ha apny Insan ko omeed ka damin kabhi hat se nahi jany dena chaye ager ap pur omeed han to aik na aik din apko kamiyabi zarorr mily gi lekin ager ap mayoos ho kar forex ko he chor dety han to phir apko kamiyabi kese hasil ho sakti ha. Dear members forex aik asia business ha jis mein apko profit ky sath sath loss bhi ho jata ha to apko Gabrana bilkul bhi nahi chiye balky apni mehnat ko lagan ky sath jaro rakhna choye. Jb ap dill laga kr mehnat krein gy to yaqeenan apny nuqsan ko recover kr lengy.apko forex pr trading ko chorny ky bajay apni mistakes ko chorna chaiye jo ky apky loss ki waja ban rahai han. Ap khosish yeh karien ky ap apni mistakes ko note krein or un se chutkara hasil krein. Isky bad ap yaqeenan kamiyab ho jin gy
              • #8 Collapse

                Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                Slam all members agr kise bhe kam min ap work krty hen to agr ap ko loss a giya hy to us loss ko cover krain ye na k maind kr or himt chor dain Pakistan forex min mehant krna waly ko loss ni ata agr thora boht a bhe jay to wo recovr kr ly ga
                • #9 Collapse

                  Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                  ahar humain losss ho jay to humain himmaat nhi harni chahiye humain e main apna km himmat kay sath kurna chahiye or humain es main aachay saay apna kam kurna chaahiye jis kay bad humaain es main say asani say success gain ho jay gii to es trah saay humain es maain apna best dayna chaahiye or humain kamyabi ki umeed rukhni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                    Yes dear aapane sahi kaha agar hamen loss ho jata hai to hamen ummid nahin chhoti chahie hamen chahie ki ham pahle se bhi jyada mehnat Karen apne roz ke target ko complete Karen agar hamen loss ho jata hai to hamen ummid nahin chhode nahin chahie hamen chahie kya Ham apne loss ko profit me tabdeel krnay ki koshish kre. Kabi b himat nai harni chiye.. ap success no zaroor ho gay...
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haris5125 پيغام ديکھيے
                      Asalm o alikum dear forum users umeed ha ap khariat se hoge mera kahne ka mtlb ye ha ke agar ham koe trade lgae or us me hame loss ho jae to hame preshan ni hona chahe or na he umeed chorni chahe agar ap achi umeed se dubara kam karege to inshAllah kamyabi naseeb hogi kamyab or nakam insan tab he hota ha jab kuch krta ha agar bnda darta rahe or risk be na le to ye nakami se be badtar ha ic lie kosish zarur kare dunia umeed pe kayem ha
                      ji assalam walekum ji aapki baat bilkul sahi hai agar mein loss ho jaaye to hamen bilkul bhi tension Nahin leni chahie because lost bhi ek business ka hissa hai so next time hamen use mistakes ko dara Nahin chahie Jo last time hamare loss ki vajah ban gai thi so keep up the good work
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                        agr ham ko loss hota ha tu ham ko chye k ham is mn mayoos na hn bal k is mn mehnat karain tu ham is mn dobara kamyab ho sakaty hn agr ap chty hn k ap is mn dobara kamyab hn or ap is mn achi earning karain tu ap ko chye k ap market ko daily bases per analyse karain tab ja kar ap is mn achi earning hasil kar sakty hn or ap is mn kamyabi hasil kar sakaty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                          Assalam u Alaikum dosto kesy hn ap sub khariyat sy hngy dosto forex mn kam krny ke doran hmen kbhi kbhi loss bhi ho jata hy Q ke loss bhi business ka hissa hy lekin loss hmen hmari kisi glti ki wja sy ho jata hy ya phr hmari jaldbaazi ki wja sy hmen loss ho jata hy to hmen aisi sorat mn ghbrana nh chahye blky sabar sy kam lena chahye Q ke agr hm himmat har jaen gy aur mayos ho jaen gy to hm kbhi bhi success hasil nh kar saken gy ia liye loss hony ki sorat mn himmat sy kam lena chahye taaky hm apna kam jaari rkh saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                            Dear forex membar umeed karta hn ap sab khariat say hn gay Hain Forex trading agar aap aur last ka samna ho to aapko himmat nahin harni chahie aur dihart ho ok bat nahin Jana chahie bol ke pahle se jyada mehnat karke maidan mein aana chahie ho sakti hain pehle se jyada minute karke apne aap ko loss ko profit mein badalna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar apko loss ho jae to umeed ni chorni chahe

                              Profit and loss is the part of business Yahan per aapko profit Bhi Hoga aur loss be hoga, isliye aapane heart rate per ya nahin sochana ki main sirf profit banana hai yahan per aapane meant bhi taiyar hona hai nuksan ke liye bhi aur munafa ke liye bhi so Agar aapko koi bhi trade Mein Aur nuksan Ho Jaaye to Fir aapane ghabrana Nahin Hai cal ke apne use nuksan se sikhana hai ki aapko Kyon hova ya nuksan.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X