Dear ham janty hai k forex ko agr ham na samjh kar trading na ki to yah ho ga k hamain bohat loss ho sakta hia. or jo banda b forex to kia chahy jo b business karta hia us ka purpose just profit earn karna hota hai loss main jana us ka purpose nahe hota per phir b sab ko loss ho jata hia. to hamain yah daikhna ho ga k ham ko losses q aty hai. to jahan tak main yah samjhta ho k ham market ka fully anlysis karny k beghair he order place kar daity hai or to at the end ham ko loss hota hia. q k jab order market main capture ho jata hai us ko withdraw karwana mushkal ho jaty hai . mazeed bat yah hai k jo log forex ki nature ko understand he nahe karty un ko forex main loss hota hia. yani wo proper learning nahe karty ya forex main majoood risk ko judge nahe karty to un ko problems hoty hai. finally jo bnda forex ko time and mahnat lagata hai us ko loss nahe hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим