Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen
    Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil hota lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay loss jitna bhi recover ho jata hey lekin jaldi loss recover karnay k liay bari lot nah lagaen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k loss ko recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

    forex trading mein sabse mushkil kam aapka recovery of loss hai jab bhi aapko loss Ho jaate Hain phr aapke liye bahut hi mushkil hota hai ki aap apne loss carry forward kar sake aur apni trading ko achcha Karen jab bhi aapko loski recover ke marne ke liye ready rahana hota hai to aapke trading acchi nahin hoti aur aap bahut jyada upset Ho jaate Hain trading co aapane perfect banana hai to kamyab hona hai no doubt ke forex trading Mela story cover karna bahut hi mushkil hai lekin aapane ek dava lazmi koshish kar nahin Ho trading co perfect banana hai ki kaise aapane trading acchi karni hai aur kaise kam control karna hai mein aapane perfect kaise paida karna hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

      Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen Forex trading karte waqt Apne loss ko recover Jarur karna chahie Taki Hamara account safe Rahe Forex per Jab Ham trading ka kam Shuru Karte Hain To Ham Apne trade ki message karte hain Taki Hamare loss ke chances kam se kam ho aur profit jyada ho lekin Hamen kabhi kabhi look San ho hi jata hai ismein mayus Nahin Hona chahie Bal ke apni mistakes ko correct karte hue Apne full potential ke sath kam back karna chahie Taki Ham bhi dusre Logon Ki Tarah achi earning kar sake aur Agar Hamen Kabhi loss Ho Jaaye to usko recover Jarur Karen Kyunki Agar Ham Apna loss recover Nahin Karenge To Ham next Kam Nahin kar Sakenge aur Hamara account band rahega isliye Hamen Apne account ko saaf rakhne ke liye loss ko recover karna padta hai time per tar ke Ham Aage jakar acchi earning ko continue kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

        hamy loss ko cover karna chahey agr ham loss ko cosr nahi kary gy to hamara acount be wash ho sakta hai is main market ka yai hamry broekes ka koi be qasoor nahi hota ham forex man live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount be invest ka rsakty han hamy aik time table bana kar is main dauily base par kam karna chahey pher hi ham kam pora kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

          Loss ko recover karne ki learning Jarur Hasil karne chahie Kyunki Forex trading Mein Koi Bhi Aisa trader Nahin Hai Jisko nuksan Na Ho Har trader ko Forex trading Mein nuksan Hota Hai Aur Achcha trader wahi hota hai jo aap ke nuksan ko recover karna Jaanta ho isliye Hamesha nuksan ko recover karne ki learning lete Rahe aur jab aap ko nuksan Ho Jaaye to use to recover karna aapke liye Aasan Ho Jaaye isase aapki trading acchi ho jayegi
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

            Hmm apna loss recover krna ki koshshi krni chya hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra market ko analysis kra mouvmnt ko semjhna demo account par practice kra learning kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga or account bh wash nhi Ho ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

              Forex main kaam karte bue ager humw loss hojata hai ti hume us loss ko cover karne k vare main sochna chaye or planning karni chaye q k loss ko recover karne ki planning sy hume hamesha is main profit hota hai isliye hume chaye k hum is main soch smajh k or analysisk bad or news ko read karte hue is main trade lagani chaye taa k hume is maim ziada sy ziada faida haisl ho.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                Pakistan Forex platform per loss ko cover karne ke liye hoti hai tu apne last ko dipawali kar sakenge last ko recover karne ke liye bahut mushkil hota hai magar mehnat ek aisa trend hai jisko karne se har namumkin se mumkin koshish ko bhi mumkin banaa Diya jata hai agar mehnat sacche Dil aur newzealand ke sath karte Hain to Forex mein successful jarur milati hai hamen apne lash ko recover karne ke liye ye bade lots nahin lagana chahie Bal ke chhote chhote lots lagane chahie Taki gradually gradually Ham apne laskari cover kar sakte hain thank you
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                  Forex m loss ko recover krna bhot tough hai but apni mehnat s recover kea jaa skta hai.Loss p ziada preshan ni hona cheay because profit and loss business ka part hain ho insane just profit hasil krna chata hai wo b khamyab ni ho skta Jo admi profit and loss donu ko bear kry uske leay acha hai ke wo loss time b tension ni leta blky loss ko recover krna seekhta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                    Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil hota lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay loss jitna bhi recover ho jata hey lekin jaldi loss recover karnay k liay bari lot nah lagaen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k loss ko recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
                    Jab losses hojaye tho sub say pehlay jes kaam ko karna chaheye wo hai apni losses ko recovers karna yani first priority loss ko cover karnay ki honi chaheye jaisay be ho successful trading kay leye kaam karna hoga aor aos tamam mistakes ko dobara repeat na karna hoga jeski waja say already losses ho chuki hai jab es tarha say kaam kiya jaega tho behtar results mil sakta hai
                    Zuhaib9988 Trading journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                      Yes dear members ap ny ye sahi kha hy jb hum forex me kam karty hain to jb humy loss hota hy to humy us ko cover karna ho ga tb hi hum achaa earn kar sakhty hain forex wahid esa international business hy jo hum kesi b waqt kar sakhty hain humy chaye k hum forex me mehnat sy kam kar k acha bonus layn ta k zyda sy zyda profitable hon jb hum apny loss ko cover kar lety hain to us sy humra account b save hota hy or hum profit b ly sakhty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                        Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil hota lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay loss jitna bhi recover ho jata hey lekin jaldi loss recover karnay k liay bari lot nah lagaen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k loss ko recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
                        dear agar Ham Yahan se achcha profit chahte hain aur achcha bonus chahte Hain to uske liye hamen daily limits ko pura karna chahie hamen chahie ki Ham Yahan per regular hokar kam Karen aur mehnat se kam Karen jitna Ham regular hokar kam Karenge to hamara bonus utna hi achcha banega hamen chahie kya Ham Yahan per quality kam Karen aur knowledge aur information ko share Karen Is Tarah hamen ek dusre ki help Karni chahie hamen chahie ki new topics discussion Karen agar Ham quality kam Karenge to hamen bonus bhi achcha milega.
                        سرکار
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                          Los korika Bikaner sabse acchi baat hai Kyunki Agar Ham Ne Market Karol ke mutabik hi nahin Lagaye To Hamen bahut Chala sakta hai aur ham nuksan Utha sakte hain isliye job worker Nevasa Samay Himmat imaandari ke sath Karen Jab Hamara Waqt Achcha Hoga To Ham utani sabse Achcha ab Lenge mark Achcha Nahin Hoga Tumse kam ya nahin Ban Sakenge Ek Bar lock ho gaya to recover karne mein Waqt lag Jaega isliye Kaun Aisa Karega main Dobara se Main Na Karna Pade sabse acche sabse acche Nahin aaenge Jab Hamara bhi Chahta Hai To Hamen Jo log Apne account ko padhaane ke liye Yad Karte Hain To wala kam ho Jaate Hain unko kamyabi bilkul Nahin Hoti Hai isliye Ham lalach na Karen Kyunki kam Achcha karna hai to acche quality ke sath Karen chitraacha workout Naam acche se thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                            Loss recover kernay ka Matlab apnay account ka balance waapis Pura kerna hai. Loss recovery profit gain kernay say ziada sensitive kaam samjha jata hai kiyu kay loss recover kernay kay liye trading say pehlay ziada calculations kerni hoti hai takay already weak account ko mazeed koi ghalti nuqsaan na ker dey. Forex trading mai aisa hona mumkin hai kay traders apnay apnay loss ko recover kernay kay liye scalping ker lain aur loss jaldi recover ker kay again profit mai chalay jaey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men loss ko zaroor recover karnay ki koshish karen

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                              Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil hota lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay loss jitna bhi recover ho jata hey lekin jaldi loss recover karnay k liay bari lot nah lagaen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k loss ko recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
                              Jab Apko forex trading mein loss hojata hai ap ya to kam karna chor dety hain ya pher new deposit kar letay hain Apko aesy nahe karna chahie apko chahie kay ap ek chotta deposit Karen aur pher usky zarye apna loss recover Karen...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X