Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin
    Assalamu Alaikum senior and junior members main aapko yah Kahana chahta hun ki aap indicators ki acchi Tarah learning Hasil karne ke bad unko apni trading per apply Karen Taki aap indicator ke proper benefits Hasil kar Saken agar aap unko learning ke bagair istemal Karenge to yah kabhi bhi aapke liye ek acchi indication Ka Sabak Nahin Ban Sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

    indicator ke bare mein agar aapane apni practice acchi ki aur indicator ke bare mein aapane sari chijen learning ki to aapke liye trading bahut aasan hogi aur aap trading co isiliye main karna bhi Sikh jaenge forex trading mein yah kam Bada aasan hai Kya Karen aap indicator ki madad se trading karte hain tha isliye achcha propertist kar lete hain aur market ki movement ko aap samajh sakte hain trading mein jab aap newly aate Hain to sabse bada problem aapke liye hota hai kya market ko open karna nahin jante ki kahate market ko indicator ki madad se open karna hai aur kahan aapko galti ki vajah se aapka kaun vahan hota hai jab bar bar Muni chijon ko forex trading mein karte Hain to aap ke liye itna aasan nahin hota trading co perfect karna aur with the help of indicator achcha banana ek acchi trader ki nishani hai aur aapane bhi achcha indicator used karke ek achcha trader banna hai to wish you best of luck
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

      hamy indicators ko achy sy samaj ka is ki achi learnign haisl kar ky is main mehant sy kam akrna chahey pher hi ham kmayb ho sakty han or acha bonsu hasil kar sakty han ham is main out off cost account baan kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wal aik ral busienss han agr ham is edy ban kar kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakyta ain main gre
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

        Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen Apne indicators ki learning Karke unhen Apne trade per apply karna chahie Hamari trade Kamyab Ho isliye Hamen chahie ki Jab Ham Lagane Lage To Apne tradekey ki acchi Tarah Anjali says Karyalay market ki situation ko dekhne aur indicators ko understand Karke trade lagaen Hamare loss ke chances kam se kam ho aur ham achha profit banaa sake analysis ke Baki dusre tools mein se indicators bahut important roleplay karte hain Hamari trade ki analysis mein isliye indicators ko learn karna sikhen
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

          wa alikum assalaam,juniors aur seniors sb members ko chahye k woh apni trade mwin indicators ko apply krein q k indicator hum ko market movement ki 80%right prediction detay hain.magar indicator ko use krnay k leye oska knowledge ka hona bhi zarori hai.juniors k leye to sb se easy indicator moveing average hay jo aasani se samjh aajata hay aur iska result kafi behtar hai.is leyw juniors isko laazmi apply kiya krein.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

            G Han thek kaha apny k jo indicator ki learning karte hain wo hameshs is main kamyan hote hain isliye hum sabko cahye k hum.is maim socj smajh k or learning k bad he is main kam karen taa k hume is main faida he fiaifa hasil ho or hum.is maim.asani sy successfull ho saken.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum senior and junior members main aapko yah Kahana chahta hun ki aap indicators ki acchi Tarah learning Hasil karne ke bad unko apni trading per apply Karen Taki aap indicator ke proper benefits Hasil kar Saken agar aap unko learning ke bagair istemal Karenge to yah kabhi bhi aapke liye ek acchi indication Ka Sabak Nahin Ban Sakte
              Indicators ka usage forex trading mai buhot ahmeyat rakti hai lekan indicators ki samaj rakna buhot mushkil hai sub say pehlay humay indicators ko samjna hoga jaisay kay moving averages indicators hai ya relative strength index indicator hai jab ik baar eski achi knowledge hasil hojaye tho pir eskay zareye say trading buhot asaan hojati hai lehaza koshish yahe honi chaheye kay indicators ka usage zaror kiya jaye
              Zuhaib9988 Trading journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

                Yes indicator ko use karna chay or indicator hamary lay bohat important Hain or hamy indicator SC help Lani chay my dear friend is set up main Regular practice karni cahy.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

                  Indicators k bary me ap ny agr apni prectis achi ki or bht chezain learn ki to ap acha experience hasil kar sakhty hain ap ko achaa knowledge or achy experience ki zarorat hy jb hum achaa indicators ko apply karty hain to hum successful hon gy es lye hum forex me kam karny k lye guideline karna ho ga ta k hum zyda sy zyda bonus ly sakhyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum senior and junior members main aapko yah Kahana chahta hun ki aap indicators ki acchi Tarah learning Hasil karne ke bad unko apni trading per apply Karen Taki aap indicator ke proper benefits Hasil kar Saken agar aap unko learning ke bagair istemal Karenge to yah kabhi bhi aapke liye ek acchi indication Ka Sabak Nahin Ban Sakte
                    Walekum salam dear Forex member indicator ko sikhana chahie. Aur ise kis Tarah apply kiya jata hai yah bhi sikhana chahie aur ye kis Tarah hamari help kar sakti hai indicator har junior aur senior member ko samajhna chahie isase hamari trading aasan hoti hai aur ham profitable trade dhundh sakte hain hamen chahie ke Ham jyada Se jyada mehnat Karen aur aur trading ke bare mein learning Karen agar Ham chahte Hain Ki Ham profitable trading karen to iske liye hamen market ko kis Tarah analyse karte hain yah samajh Na Hoga jab tak ham indicators charts aur tere ko sahi tarah se nahin samajh sakte hain Ham Sahi profitable trading nahin kar sakte hain.
                    Your limitationit’s only your imagination.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

                      Han gee dear ap na bilkul sahi bat ki ha indicator ap tab use kary jab apko un ka knowledge ho un ki information ho kah hum indicator kab aur kahan use kar skry han aur kon sa indicator hum use kar ka acha profit hasil kar skty han in sab ka ap ko ilam hona bahot zrori ha learning ka bgair ap kabhi bhi ya kam na mar kuy kah learni g ka bgair kia jana wala kam kabhi bhi profit nahi data us ma humy loss hi hota ha is ly forex ko acha trah parh lan smjh lan phr trade lgay..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator ki learning hasik kr k uny apply krin

                        G bilkul hamain cheay k hum trading k Sath Sath indicator ko b learn karna cheay knu k ais sy hamain trading main help milte Hy aur ap achay trader ban sktay hain aur profit b hasil kar sktay hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X