Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?
    Dear traders forex mai taqreeban har koi losses ko face karta hai aisa koi nahe hoga jesko loss nahe howi hogi lekan in sub kay bawajood agar koi committed hoga aor mehnat ko jari rakega chahe wo mehnat es forum kay zareye ho ya dosre forex related cheezo mai tho kamyabi zaror milege personally mujay be kafi ziyada losses howay hai lekan mai haar nahe mantha aor apni struggle aor mehnat ko barqara rakta hun aor mujay yaqeen hai kay ik na ik din mujay kamyabi zaror hasil hogi
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

    hamain forum main ghr mainbeth k hi hum achi trade kar saty hain aur forum main kam kar k hi hum acha earn karein gay atb hi hum loss sayy bach sakty hain btu ahmain forum main knowdlge acha ho ga tab hi hum real main kam kar k hi hum sucesful tradr ban sakty hain ab hi hum perform kar sakty hain tab hi hum run karein gay
    • #3 Collapse

      Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

      Agar Hamen nuksan Ho Jaaye To Hamen Sabar karna chahie Forex Ek online business hai agar Ham ismein analysis ko aur indicators ko istemal karte hue kam Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi yah business Kabhi khatm Nahin Hoga Hamen ismein Soch Samajh Kar kam karna chahiye ya Ek real business Hai Jo Kabhi Khatam nahi hoga
      • #4 Collapse

        Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Dear traders forex mai taqreeban har koi losses ko face karta hai aisa koi nahe hoga jesko loss nahe howi hogi lekan in sub kay bawajood agar koi committed hoga aor mehnat ko jari rakega chahe wo mehnat es forum kay zareye ho ya dosre forex related cheezo mai tho kamyabi zaror milege personally mujay be kafi ziyada losses howay hai lekan mai haar nahe mantha aor apni struggle aor mehnat ko barqara rakta hun aor mujay yaqeen hai kay ik na ik din mujay kamyabi zaror hasil hogi
        Ji han dear main agree karta hun aapane Jo Baat Ki Hai bilkul sahi hai Forex trading mein agar Hamen nuksan Hota Bhi Hai To Hamen ismein mehnat Jari rakhni chahie Agar Ham ismein apni main Jari Rakhenge To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai Kyunki trading Aisa business hai jis mein Itni Jyada mehnat karte hain aur apni mehnat ko continue Karte Hain To aapas Mein Achcha profit Le sakte hain Forex trading Mein losses Hote rahte hain isliye aapko chahie kya aapas Mein Apna loss recover karne ki Jyada Se Jyada koshish karen aur ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen
        • #5 Collapse

          Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

          ji han aapke pass bilkul theek hai agar hamen ismein ek mat nuksan Ho jata hai to hamen jyada pareshan hone ki jarurat nahin hai balki Ham acchi mehnat karte rahen kyunki Jo log ismein main karte rahte Hain to ismein unko hi jyada fayda ho sakta hai aur hamesha music kamyabi hasil kar sakte hain jab tak hamara kam achcha ho sakta hai aur hamesha jaldi se kamyab ho sakte hain aur apne kam ko achcha banane ke liye hamesha her back mehnat kar dena chahie tha ki hamen achcha kam karne ke liye fayda ho sake aur ham jaldi se kamyab Ho chuke hain aur hamare Socha tha abhi kaun logon Ko kamyabi Mil sakti hai jo apne limit ko pura karte hain aur jo apna Kam acche se karte hain aur isliye apna hi hamara achcha fayda ho sakta hai hum hosh mein kamyab ho sakte hain apna Kam jitna achcha hoga Ham utna jyada fayda sarkar sakenge uth nahin hamen kamyabi mil Saki
          • #6 Collapse

            Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

            g han loss ho janay pe himat haar k nahi baith jana chahye balkeh loss ki wajah ko find krein aur iskay sath sath loss ko recover krnay k leye planing krein.aur har haal mein loss ko recover krein.loss se dar k agar trading kabhi na choren.aur apni mehnat ko jaari rakhein pehlay se hhi ziada.
            • #7 Collapse

              Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Dear traders forex mai taqreeban har koi losses ko face karta hai aisa koi nahe hoga jesko loss nahe howi hogi lekan in sub kay bawajood agar koi committed hoga aor mehnat ko jari rakega chahe wo mehnat es forum kay zareye ho ya dosre forex related cheezo mai tho kamyabi zaror milege personally mujay be kafi ziyada losses howay hai lekan mai haar nahe mantha aor apni struggle aor mehnat ko barqara rakta hun aor mujay yaqeen hai kay ik na ik din mujay kamyabi zaror hasil hogi
              Agar ksi ko forex trading kay andar loss hojata hai to pher woh kam karna chor deta hai to pher usny forex trading Kay andar nakam hi hona hai agar wohe banda apna kam aur mehnat bari rakhay ga to Woh ek na ek din loss sy nekal kar profit mein ajaega...
              • #8 Collapse

                Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

                Greetings to you dear member aapane bilkul theek kaha hai agar hamen Pakistan pariksha matric ka Tibet ek bar last jata hai to hamen chahie ki hamen himmat aur mehnat se kam Lena chahie aur is Vasco recover karke achcha profit kajal kar lena chahie agar Ham hosla har baithenge to hamen isase Koi fayda nahin hoga Mal ke hamari mehnat bhi Jay Ho jayegi isliye hamen chahie ki Ham thodi si main aur karke is lost to recover Karen aur achcha perfect Hasil Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Losses kay bawajood mehnat jari rakna kamyabi dilate hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Dear traders forex mai taqreeban har koi losses ko face karta hai aisa koi nahe hoga jesko loss nahe howi hogi lekan in sub kay bawajood agar koi committed hoga aor mehnat ko jari rakega chahe wo mehnat es forum kay zareye ho ya dosre forex related cheezo mai tho kamyabi zaror milege personally mujay be kafi ziyada losses howay hai lekan mai haar nahe mantha aor apni struggle aor mehnat ko barqara rakta hun aor mujay yaqeen hai kay ik na ik din mujay kamyabi zaror hasil hogi
                  walekum assalam dear forex member aapki baat sahi hai ki agar hamen lost diye ho jaati hai hai lekin hamen apni man Nahin chodni chahie kyunki yahi Los cal ko hamara kamyabi mein tabteel ho sakta hai agar Ham regular aur kar kam karenge.hamen Kabhi bhi Apne loss se mayus Nahin Hona chahie balke use apni kamyabi ki sidhi banakar kamyabi ki taraf chalna chahie.
                  Your limitationit’s only your imagination.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X