Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain
    Mistakes chahay forum pay ki janay wali posts mein houn ya trading kay baad loss ki souret mein unko kbhi bhi weakness bana kur himmat nahi harnii chuhye bulkay khud ko relax rakh kur aik hope aur positivity Kay Sath kaam ko mazeed behtar bananay ki koshish kurni chuhye yani mistakes ko apni strength banaien aur wohi loug kamyab hutay hain jou apni kumzourii ko apni mehnat say strength aur determination mein badal detay hain aur unko kamyabi zaroor milti hay.Aur forex trade ka yuhi asoul hay Kay seekho ,himmat na haro,mehnat kartay raho jbh tak kay kamyabi na mil jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

    Forex per mehnat karne se hi sab kuch Hasil hota hai so Ham Sab Ko chahie Forex per kam Karen Jo success Hasil karne ke liye ek dusre ki help Karen Jo Pareshan Yahan per kam Karta Hai vah definitely Kamyab hota hai to isiliye Ham Sab Ko chahie Yahan per kam Karen aur job Apna knowledge apply Karen vah trading main Vahi Kamyab hoga
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

      mistakes ko void kar k hi hum cahy say trade karni ho gi aru forum main apni weakness ko strong karna ho g tab h ihum achy say trade kar k hi hum sucss ho sakty hain aru forum main kam kar k hi hum achy say traede kar k hi hum real main kam kar k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain ta k earn h
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

        Assalam walekum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen Apne mistakes ko weakness Nahin banana chahie unko correct karte hue kam karna chahie Taake Ham loss se bachake Agar Hamen loss ho sake a Jaaye To Hamen usse main use hokar give up nahin karna chahie Bal ke apni mistakes ko correct karte hue Apne full potential ke sath kam back karna chahie tha ki aap bhi acchi earning ko continue kar Saken isliye Har Mumkin hadtal koshish karen apni mistakes ko avoid Karke kam karne ki apni learning ko istemal Karen knowledge Ka istemal Karke Ham mistakes se avoid kar sakte hain aur Achcha kam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

          G belkul life mai hum se har jaga mistakes hoti hai lkn in mistakes se sekhna chahye mistakes ki wja se ap pryshan na hu balke in se sekh k inko correct kr k agy bhary is se hum bhtt kch hasil kr skty ha
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

            Dear members ap nay thk kha hay mistakes hi hamary loss ki waja hoti hain tu humen zyada say zayad mistakes ko avoid karna chahya or bar bar mistakes mat karen or agr ap ko loss ho bhi jay to ghbaraya mat ap apni mistakes ko improve karen mistakes tyrading main humn ya posts main loss hony par ya bonus na milny par kbhi bhi give up mat karen blky mehnat karen ap kamyab ho jain gain
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

              Ji han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai aur Main is Baat Ko manta hun kya Mein mistake kabhi bhi nahin Karni chahie Agar mistake Karenge Ham ismein bahut the ganda Khel aur Marenge Agar Ham is mistake Nahin Karenge to bahut hi Achcha profit Mein Payenge isliye main Chahe kya mistake Kabhi Nahin Karni chahie Agar mistake Karenge To Hamara bolane se Thoda Hai gawara mistake Nahin Karenge to Mara Banna sa ne profit bahut hi jyada aaega aur Hamen ismein mistake Nahin Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

                G Han bhi apki baat bilkul drust hi mistakes ko weakness nhi blky strength bnana cheay aur humien apni mistakes s dekhna cheay es yeah hm khmyab ho skty Hain age hm apni mistakes ko recover krna seekh jaty Hain tu humien koi mushkil no ho hi aur hum forex trading m apna mkam bna skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

                  Aapane bilkul theek Baat kahi hai ki Hamen apni Mein mistake Ko kamjori Nahin bol ke takat banana jaaiye Kyon Ke Shuru Shuru Mein galtiyan Hoti Hai Har chij Mein pahle Humse Galti Hoti Hai To hi Ham use samajhte Hain galtiyan Hamari Ustad hoti hain Jo Hamen Sikh Aarti Hain Ki Ab Humne Kaise kam karna hai jo log mistakes ko ignore Karte Hain vah Log kabhi bhi Aage Nahin badh Patte aur jo log apni galti se Sabak Hasil karte hain aur Agali dafa apni galtiyan Kori cover karne ki koshish karte hain Vahi log Kamyab hote hain isliye Hamen apni mistakes ko weakness Nahin strange banana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

                    Forex trading main aapko chahie ki Jyada mehnat Karen Agar kabhi aapka loss ho jata hai to aapko chahie use loss ko Mehak Karke aap osy change Karen Apne mistake ko recover Karen aur Pareshan na hone agar aap Chahte Hain ki aap acchi annoying start karen aapko chahie apni mistake ko recover Karen na ke give up na kry Forex trading ko kabhi bhi give up nahin karna chahie is per proper kam karna Jay Agar aapke mistake ho jaati hai to aap kya Ek Aur October Karen aur Jyada mehnat Karke hardworking Karke Jyada Se Jyada earnings Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes ko weakness nahi strength bnanien aur give up na karain

                      g hna ap ki baat theek ahe k ager hum koe bhe kam kerna pasund kertay hn to hamn is baat ka khayal rakhna chahe k hamn her trah say is mn acha work perform kerna ager is work mn hamri koe bhe mistake ni ho gi to kam ach ho ga ager kisi ksim ko bhe mistake ho gae to hamn is mn kam axcah ni ho ga ur hamn is mn mazeed mehnut kerni paray gii ur hum aisa kabhe bhe ni ekr saktayy hn kunn km ehnut he sub kujh haeb

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X