Ager hamari trade running loss main ho or hamain khatra ho keh is say hamara account wash ho sakta hay, to ham apny account ko wash hony say bachany kay liye hedging kar sakty hain, hedging ka maqsad profit laina na ho balkeh sirf trade ko lock karna hi, or jab trade wapas aye to second trade ko profit main close kar dain, q keh account ki safety kay liye ham say jo mumkin ho saky wo karna chahiye. Comments please.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим