please define bearish and bullish

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    please define bearish and bullish
    salam to all members,forex k candle charts pe bullish and bearish candles kia hain inka kirdar kia hai please explain in detail????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: please define bearish and bullish

    Forex trading me candle stick pattern bahut familiar pattern hen in me do tarah ki candles banti hen agar uptrend ho to green candle banti he is trend ko bullish ka name dia jata he aur jab candle red me banti he to is downtrend ko bearish ka name dia jata he in do abreviations ki ek history he aur ye do name in ko khas maqsad se die jate hen jab market me upwards move hoti he tab ye manna jata he k sell se ziada buyers hen aur buyers ko bull kaha jata he isi tarah agar downward trend ho to sellers ki tadad buyers se ziada hoti he
    • #3 Collapse

      Re: please define bearish and bullish

      Agar aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to aapko candlestick pattern ke bare mein Janna bahut zaruri hai.candlestick pattern mein two candles bahut zyada important hoti hain yah candles Bearish candle aur bull candle ke naam se jaani jaati Hain bearish candle down candle bhi kahlati hai aur yah initial point se low ki taraf movement karti hai us waqt aap ko specific currency pairs ko sell karna hota hai aap profit gain kar sake aur bearish candle up candle bhi kahlati hai is waqt aapko trading karte hue specific currency pairs ko buy karna hota hai Taki aap profit earn kar saken.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: please define bearish and bullish

        Assalamu Alaikum FX trading business Mein Hosla Mangalore Hi Kam yah Bahut Hain Jo ismein jaldbaji se emotional hokar kamyabi Hasil karne ki koshish Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte to main Tumhen Sathiyon se kahunga Kyon Forex trading agency Mein Sabar lagane ka halat mein kamyabi Hasil karne ki koshish Karenge Kabhi bich Mein motion hokar aur Lal Ka Shikar hokar kamyabi Hasil Karne Ki Koshish Na Karna Kyunki bullish and bearish I think you have a bahut hi botan sakti hai factoring Business mein kamyabi Hasil karne ke liye to ismein Sabar lagane ka Daman Kabhi Hath se nahin chhodana chahie aur is business ko acchi Tarah understand karne ki koshish Karni chahie

        اب آن لائن

        Working...
        X