lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalch trader ko loss ki taraf ly jata h
    g dear member ummid hy ap sb theek hn gy , dear member main yahan yeh btana chahta hn k pak forex ma lalch bilkul bhi nahii karna chahyie q k lalch hamesha traders ko loss ki tarf ly kar jata hy . aur es sy koi profit bhi nahi hota hy blky loss hi loss hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

    hamain forum main loss ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi tab i hum run k ar skay hain aur forum main trader banany say pahly is k bary main learn karna ho ga tab hi hum sucess hon gay uar fourum main knowldge k begair hum kam nia ka rskaty hain tab hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum run karien gay
    • #3 Collapse

      Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

      Bilkul dear member Apne bilkul theek kaha hai Forex mein jo traders lalach Mein Aakar aur trading karte hain aur Market to understand Nahin Karte unko Hamesha loss ka Samna hi karna padta hai Hamen koshish karni hai ki Ham market ka anaras karte hue lalach ko avoid Karen aur Market ke up and down movement ko Dekhte Hue trading Karen Is Tarah Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki market ki up and down movement ko Dekhte Hue hi trading Karen aur for khojen
      • #4 Collapse

        Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

        Agar Ham lalchi Bankar kam Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai lalach Hamen nuksan ki taraf Le jata hai aur Hamara profit khatm kar deta hai agar Ham Forex Mein nuksan ko Khatam karna chahte hain To Hamen Apne andar ke lalch ko control Mein rakhte Hue hardworking per focus karna chahie aur Hamen mehnat Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

          Pehele lalach insan ko tabahi ke dahane per Le jaati isliye kaha chahta hai ki giridih jakar laaj bahut buri Bala hai hamen chahie ki hamen jo bhi kam Karen usmein lala chuna Ho kyunki forex business mein jab Ham trade kar rahe hote Hain to Ham CTET paper 2 social trade nahin lagana chahie is your account was out ho sakta hai aur hamen Le sakta hai thank you
          • #6 Collapse

            Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

            agr ham forex main lalch ky sath kam kary gy t hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho skata hain is main market ka yai haamru brokers k ou be qasoor nahi hota hain hamy apni galtio ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha bonsu hasil kar sakty hain or aik achy trader ban sakty hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

              Forex men nakami ki sab sy bari waja lalach hay, agar ham lalach sy trade karen gy kay kam account pay big big lost size karen zeada profit earn karny ki khatir to ye best ni ho ga ek do bar to trade nikal jaye ge but ek trade aisi ho ge jo apka pehla profit and current account sab wash kar lay ge so ap sabar sy trading karen gy to insha Allah life time chalty rahen gy aor by sabri karen gy to account wash hota rahy ga aor apki mehant zaya hoti rahy ge.
              Last edited by ; 23-07-2020, 06:53 AM.
              • #8 Collapse

                Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                G hn dear ap ny bilkul sahi kaha hai humko chahiye ke ham is main achi mehant k sat kam kry aur agar Ham ko ismein kamyabi yad nahin aaya to ismein humko chahie ke yahan mehnat ke sath kam Karen aur is mein lalach Na Karen agar hamesha khush Kar Diya hai to hamara gaon divorce ho sakta hai is liya ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry
                • #9 Collapse

                  Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                  Assalamu Alaikum G dear friend aapki baat bilkul theek hai Lalach aik trader ko loss ki taraf Lekar Jata Hai Forex trading Ek bahut hi broad business hai yah ki international level ka business hai to Yahan trading karte waqt Agar agr hm lalach Karega to is se nuksan ho sakta hai Kyunki lalach Buri Bala Hai to Lalach se kam lete Hue Yahan kam karne se Ham nuksan Ki Tarah Ja sakte hain to Ek acche trader Ko chahie ki use Agar Ek Dafa profit ho gaya hai to next lalach na Karen Kyunki lalach karne se vah profit ki taraf Nahin Ja sakta isliye trader ko chahie ki va mehnt se Yahan kam karta hai aur Soch Samajh Kar Yahan trading Kare Taki vah profit ki tarah Ja sake aur Loss sy bach sake
                  • #10 Collapse

                    Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                    Forex trading market har time move karti rehti hay es ka koi knowledge nahi hota kis time kis side pay move kar jay aksar up ja rahi hoti hay to trader buy laga daitay hain lakin foran woh down ho jati hay jis say trader ko loss ho jata hay trader jab aik martaba profit earn kar laita hay to phir dobara mazeed profit kay lalach main ya to esi trade ko jari rakhta hay ya phir new trade open kar daita hay jis say usay loss honay lag jata hay lehaza profit earn karnay kay bad news pay dhian daina chahiay aor phir news kay mutabiq hi trading karni chahiay ziada lalach nahi karna chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                      Lalach ka factor har business me hota he ye hanare business skills ka imtihan hota he k ham lalach se kese bach Kar future ki success par focus Kar pate hen hamen trading me lalach se hat kar trading karni chahie trading me kiun k profit ka chance ziada hota he is me kai traders arse hote hen Jo daily k lakhon kamate hen lekin un ki hardwork aur dedication ko bhi dekhna chahie ye un ka experience hota he k wo ziada earning possible banate hen hamen un ki time to time hardwork aur experience se seekhna chahie kiun k ham agar unki hardwork se lesson learned Kar trading tip le Kar trading karenge to hamen bhi a hi earning hogi lalach se trading Kar k hamen loss hota he is lie lalach se avoid Kar k trading Karen aur patience seekhen patience apki income ko yaqini bana sakti he
                      • #12 Collapse

                        Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                        ji han bilkul sahi kaha aapane kabhi bhi expert trader is per lalchi nahin karega aur lalach karne wala expert raider nahin hoga hamen chahie ki Ham bhi lalach Na Karen agar Ham bhi expert Rider banna chahte Hain kyunki kamyab raider hamesha vahan se entry karta hai jo jagah profitable hoti hai aur vah is per bahut experience hasil karke he is entry experience hasil karta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                          hamain discussion board main loss ko avoid kar okay hi hum achy say change karni ho gi tab i hum run k ar skay hain aur discussion board principal trader banany say pahly is k bary major examine karna ho ga tab hi hum sucess hon homosexual uar fourum main knowldge ok begair hum kam nia ka rskaty hain tab hello hum loss say bach sakty hain tab hello hum run karien homosexual
                          • #14 Collapse

                            Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                            Mere Khayal Mein Forex trading Mein lalchi shirts kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta Forex mein agar Hamen kamyabi Aanchal karni hai To Hamen chahie kya mulanchi bilkul Bhi Na Bane Kyunki Jo log bhi Forex Mein Lal ji Hote Hain vah Kabhi Bhi kamyabi Aasan Nahin kar sakte aur na Hi Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye main chahie ki ham log thi na Bane to kya mein kamyabi ho sake sake Agar mehnat ke sath work nahin kar paate Tum Par Lekh mein kabhi bhi kabhi Aasan Nahin kar
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalch trader ko loss ki taraf ly jata h

                              Good morning date per explain the kaise hain aap sab Puneet karte hain kya aap sab khairiyat se Honge aur Forex Businessman Apna Kam kar rahe Honge Achcha question kiya hai aap Logon Ne Kela Chor jaldbazi Hamesha expected credit loss ki taraf Lekar jaati hai isliye Hamen Lal Aaj Aur jaldbaji Se Kam Nahin Dena chahie bol ke mahine Mein Gori Ke Sath Apna Kam karna chahie Taki Ham Achcha profit gain kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X