Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi
    Ji han bilkul Lalach emotional Jazbaat Aur jaldbazi Ko Agar Ham ignore Karenge to hi Ham acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham Lalach emotional aur Jazbaat ko control Mein Nahin Rakhenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen lalach aur emotional Aur Jazbaat Aur jaldbazi Ko control Mein Rakhna chahie tha ki Ham Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karte To Ham Apna account zaaye kar denge Jaise Hamen bahut zyada nuksan Hota Hai lalchi Log Hamesha na Kami ka Samna karte hain Kyunki lalach karne se Hamen Kuchh Bhi fayda Nahin balki nuksan hi hota hai Lalach eik Buri Bala Hai Jaise Hamen Dur Rehna hi Behtar Hoga emotional jazbat Hamen control Mein rakhkar Hi Kam karna hoga Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen him cheezo ko ignore karna chahie tha ki Ham ismein Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Ke muntazir Nahin Ho Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

    Forex Trading me agar hum Lalach, emotional, jazbaat aur jaldbazi ko khatam krna hoga tb kamyabi Mumkin hai hamare leye. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

      greed and emotions puja provide karenge to hamen success jarur milegi isliye hamen greed ke sath working nahin karna hai agar Ham garib ke sath working karte rahenge to hamen success nahin milegi aur ham lose Ho jaenge hamen apne emotions ko avoid karke trading karni hai tab hamen success milegi aur agar Ham apne emotions ko avoid nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen apne emotions ko jarur white karna chahie tab hi hamen success milegi otherwise success ka Milana hamare liye impossible hai
      • #4 Collapse

        Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Azaz پيغام ديکھيے
        Ji han bilkul Lalach emotional Jazbaat Aur jaldbazi Ko Agar Ham ignore Karenge to hi Ham acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham Lalach emotional aur Jazbaat ko control Mein Nahin Rakhenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen lalach aur emotional Aur Jazbaat Aur jaldbazi Ko control Mein Rakhna chahie tha ki Ham Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karte To Ham Apna account zaaye kar denge Jaise Hamen bahut zyada nuksan Hota Hai lalchi Log Hamesha na Kami ka Samna karte hain Kyunki lalach karne se Hamen Kuchh Bhi fayda Nahin balki nuksan hi hota hai Lalach eik Buri Bala Hai Jaise Hamen Dur Rehna hi Behtar Hoga emotional jazbat Hamen control Mein rakhkar Hi Kam karna hoga Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen him cheezo ko ignore karna chahie tha ki Ham ismein Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Ke muntazir Nahin Ho Sakenge
        Dear forex members, forex forum per hamen kamyabi hasil kerna k liye apna kam consistently hardworking aur learning ki waja sa milti ha. Hamen daily targets ko informative bana ker weekly bonus acha le sakta han. Daily targets ki quality ko improve kerna hamen apna post aur thread man spelling mistakes ko remove karen. Aur asan alfaz man tafseel ko mokamal aur jama likhen. Aur apni post aur thread ki explaination kam sa kam 10 s 11 lines ki honi chaheye. Hamen seniers ki post aur thread ko acha sa read aur learn ker k apna knowledge increase ker sakta han. Forex forum per trading ko b time dena chaheye aur trade related knowledge ko Demo account per acha sa practice ker k trade experience hasil ker k Real Account pa kamyabi k sath profit hasil ker sakta han.
        • #5 Collapse

          Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

          Assalamu Alaikum dear friend bilkul Hamen Tamam emotional jaldbazi ringtone chijon ko ignore Karke trading Karni Hogi Varna Hamara account was ho sakta hai Kyunki Jab Se Kam Apne emotional mein jo hai emotions per Kam Nahin Rahenge motion to control Nahin Karenge to kabhi bhi Ham iskandar kamyabi Hasil Nahin Karenge Hamare emotions are mein kya Kahate Hain Ki Hamen lalach ki taraf Lekar Jaate Hain aur overtrading ki taraf Lekar Jaate hain lekin Hamen Se Bachana Hoga aur avoid karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Azaz پيغام ديکھيے
            Ji han bilkul Lalach emotional Jazbaat Aur jaldbazi Ko Agar Ham ignore Karenge to hi Ham acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham Lalach emotional aur Jazbaat ko control Mein Nahin Rakhenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen lalach aur emotional Aur Jazbaat Aur jaldbazi Ko control Mein Rakhna chahie tha ki Ham Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karte To Ham Apna account zaaye kar denge Jaise Hamen bahut zyada nuksan Hota Hai lalchi Log Hamesha na Kami ka Samna karte hain Kyunki lalach karne se Hamen Kuchh Bhi fayda Nahin balki nuksan hi hota hai Lalach eik Buri Bala Hai Jaise Hamen Dur Rehna hi Behtar Hoga emotional jazbat Hamen control Mein rakhkar Hi Kam karna hoga Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen him cheezo ko ignore karna chahie tha ki Ham ismein Achcha result Hasil kar sake Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi Ke muntazir Nahin Ho Sakenge
            Jo trader is market Mein lalch aur emotions per control kar leta hai vah is market mein aasani se kamyab ho jata hai kyunki Jo trade abhi lalach karta hai vah is market Mein apna nuksan kar leta hai aapko chahie ka office market Mein apne account per soch samajh Kar kam karte rahen aur apni emotions per control Karen ki dafa aapki trade per nuksan hota hai to aap emotional hokar is market Mein Koi aisi mistake kar dete Hain jiski vajah se aapko extra nuksan bardasht karna padta hai aap agar is market Mein apne emotions per control karenge to aap is market mein nuksan se bus sakte hain aur apne account per achcha profit generate kar sakte hain Jo tradus market Mein minut karte hain unko kafi jyada profit Mil jata hai magar uske liye hard work karna padta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

              Dear brother forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay jo log ziyada profit ya ziyada loss ki waja se apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh bhi nakam ho jatay hen aur jo log jaldi profit lenay k liay jaldi men trading kartay hen aur bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay inn tamam cheezon se avoid karen aur phir mehnat karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

                Dear g han lalach sy ham forex trading me nakam hoty hy apby emotions ko controll nhe kry gy tu ham is me kam,yab nhe ho skty hy ham apny jazbat ko ingore kry gy tu hamye loss ho ga kbhi bhe jldbazi me trade ko open nhe krna chahiye open kry gy tu ham nakam ho skty hy hamrye liye zarori hy ham forex ky mutabiq kam kry ur jb kam acha ho ga tu hamrye knowledge me izafa ho ga ur ham kamyabi hasil kr sky gy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach emotional+ jazbaat aur jaldbazi ko ignore krna hoga tb kamyabi Mumkin hi

                  ASSALAM O ALIAKAUM, Jab Ham Forex mein lala emotional jazbaat aur jaldbazi Ko ignore karte Hain to kamyabi mumkin hai agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen Forex mein ful mehnat ke sath kam Karni hogi lalach se dur rahana hoga jazbaat ko control karna hoga jaldbaji nahin Karni hogi kyunki Forex mein hamesha bolo kamyab hote Hain Jo Sabar ke sath himmat ke sath kam karte hain agar Ham Sab aur himmat ke sath kam Karen to Ham acchi aur successful trading kar sakte hain raksha profit kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X