Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beshak Allah sabar karne walun k saath hai
    Assalam o alaikum,,, Forex k dostun ko mera salaam,,, umeed hai k aap saab khush o khuram hun gay aur khairiyat say hoon gay,,, dostun zindagi nashaib o faraz ka naam hai,,, utar charao zindagi main ate rahte hain lekin insaan ko har haal main apnay Rab ka shukar adaa karna chaye aur sabar say kaam lena chaye,,, isi trah jab hum forex market main nayi nayi trading karna shuru karte hain toh is ka hargiz matlb nahi hota k hum pehli baar main hi kaamiyaab ho jayen gy,,, balke bohat bar insaan ko loss hota hai,, bohat trades loss main jati hain aur insan mayoos ho jata hy aur shadeed depression main chala jata hai,,, lekin iska ye matlb Bilkul nahi k humain kamiyaabi nahi mile gi,,, aap zaroor kaamiyaab hoon gay lekin sachi mehnat aur lagan k saath zaroori hai k ap apnay Rab par bharosa rkhain aur hamesha sabar say kaam layen,,, kyun Allah sabar karne walun ka dost hai aur apki mehnat kabhi bhi zaya nahi honay deta,,, bas achay ki umeed rkhaye toh acha hi ho ga,,,������



    Click image for larger version

Name:	forex profit.jpg
Views:	2
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12466237
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum,,, Forex k dostun ko mera salaam,,, umeed hai k aap saab khush o khuram hun gay aur khairiyat say hoon gay,,, dostun zindagi nashaib o faraz ka naam hai,,, utar charao zindagi main ate rahte hain lekin insaan ko har haal main apnay Rab ka shukar adaa karna chaye aur sabar say kaam lena chaye,,, isi trah jab hum forex market main nayi nayi trading karna shuru karte hain toh is ka hargiz matlb nahi hota k hum pehli baar main hi kaamiyaab ho jayen gy,,, balke bohat bar insaan ko loss hota hai,, bohat trades loss main jati hain aur insan mayoos ho jata hy aur shadeed depression main chala jata hai,,, lekin iska ye matlb Bilkul nahi k humain kamiyaabi nahi mile gi,,, aap zaroor kaamiyaab hoon gay lekin sachi mehnat aur lagan k saath zaroori hai k ap apnay Rab par bharosa rkhain aur hamesha sabar say kaam layen,,, kyun Allah sabar karne walun ka dost hai aur apki mehnat kabhi bhi zaya nahi honay deta,,, bas achay ki umeed rkhaye toh acha hi ho ga,,,������



    [ATTACH]16397[/ATTACH]
    Walekum assalam dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki Allah Tala Unka Sath deta hai jo Sabar karte hain aur daliton unhi ko kamyabi deta hai Dear forex members, forex forum per hamen kamyabi hasil kerna k liye apna kam consistently hardworking aur learning ki waja sa milti ha. Hamen daily targets ko informative bana ker weekly bonus acha le sakta han. Daily targets ki quality ko improve kerna hamen apna post aur thread man spelling mistakes ko remove karen. Aur asan alfaz man tafseel ko mokamal aur jama likhen. Aur apni post aur thread ki explaination kam sa kam 10 s 11 lines ki honi chaheye. Hamen seniers ki post aur thread ko acha sa read aur learn ker k apna knowledge increase ker sakta han. Forex forum per trading ko b time dena chaheye aur trade related knowledge ko Demo account per acha sa practice ker k trade experience hasil ker k Real Account pa kamyabi k sath profit hasil ker sakta han.
    • #3 Collapse

      Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum,,, Forex k dostun ko mera salaam,,, umeed hai k aap saab khush o khuram hun gay aur khairiyat say hoon gay,,, dostun zindagi nashaib o faraz ka naam hai,,, utar charao zindagi main ate rahte hain lekin insaan ko har haal main apnay Rab ka shukar adaa karna chaye aur sabar say kaam lena chaye,,, isi trah jab hum forex market main nayi nayi trading karna shuru karte hain toh is ka hargiz matlb nahi hota k hum pehli baar main hi kaamiyaab ho jayen gy,,, balke bohat bar insaan ko loss hota hai,, bohat trades loss main jati hain aur insan mayoos ho jata hy aur shadeed depression main chala jata hai,,, lekin iska ye matlb Bilkul nahi k humain kamiyaabi nahi mile gi,,, aap zaroor kaamiyaab hoon gay lekin sachi mehnat aur lagan k saath zaroori hai k ap apnay Rab par bharosa rkhain aur hamesha sabar say kaam layen,,, kyun Allah sabar karne walun ka dost hai aur apki mehnat kabhi bhi zaya nahi honay deta,,, bas achay ki umeed rkhaye toh acha hi ho ga,,,������



      [ATTACH]16397[/ATTACH]
      forex market me up agar sabar karte hain to aapko ismein kamyabi jarur milti hai kyunki jo bhi sabar ke sath kam karta hai usko itna jyada nuksan nahin hota is market Mein Kam Karne wale traders ko khud soch samajhkar decision Dena hota hai jo tradus market Mein achcha decision nahin lete unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie ka office market Mein kaam karti hui ye analysis Karen aur unke likha se trade open karke sabar Karen agar aapki trade per nuksan chal raha hai to aap usko nuksan Mein kabhi bhi close mat Karen apni trade ke sath take profit aur stop loss use Karen jab aapki trade ka starflow set Ho jaaye to use nuksan ko recover karne ke liye recovery plan use Karen kafi aapka nuksan khatm ho jaaye.
      • #4 Collapse

        Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

        Dear friend ji aapki baat bilkul theek hai beshak Allah Pak Sabar karne walon Ke Sath Hai Jo log Sab karte hain Vahi Kamyab hote hain isiliye Sabra karna zaroori hai Sabra ka fal Meetha hota hai jo log Sab Nahin karte ho kabhi Kamyab Nahin Hote jaldbazi karte hain nuksan hota hai isiliye Agar acchi Nahin karni hai aur Kamyab Bana Hai Tu Soch Samajh Kar Sabar ke sath trading Karen market ko Chitra analysis Karke Taki aap acchi hai nahin kar sake aur Kamyab treatment isiliye Hamesha mehnat aur Himmat ke sath kam Karen aur delete app in West Karen for unlimited earning karni hai to Subah karna jaruri hai ek Kamyab Hamesha Subah ke sath trading karta hai aur Achcha profit karta hai
        • #5 Collapse

          Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

          G ha thek kaha hy apny, hamien ab saber karna chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamie is mian kafi ziada fiada hoskta hy is lye hamien is mian mehan tkarny chaye au rpher ziada sy ziada work karny ki koshish karny chaye jis sy pher kamyabi hi kamyabi hosakty hyso hamein saber ky sath wwork karna chaye
          • #6 Collapse

            Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

            Ge dear ap na bohat he important bath share ke hai Jo sabar Kary ga us ko acha result Mily ga .kion ka Allah sabr karny walon ka sath hai or hamy is network main Regular menath karni hi ge other he ham acha result hasal Kar sakty Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

              Bayhsakk ap ki baat say may 100 percent agree kartay hun hamen forex trading karni ho ya koi bhi kam hamen saber say kam karna chaheye q kah saber kay sath hi insan aik achay faislay kar sakta hey or kamyab ho sakta hey saber say kam lainay wala achay andaz may trading bhi kar sakta hey or mind ko relax rakh kar achi trade kar sakta hey. Forex trading karnay kay leay bhi hamen saber ki bohat ziada zururat hey ager ham jitna ziada saber karen gay utna hi ham behtar andaz may ham trade kar saken gay bayshakk khuda saber karnay waloon kay sath hey.
              • #8 Collapse

                Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
                Assalam o alaikum,,, Forex k dostun ko mera salaam,,, umeed hai k aap saab khush o khuram hun gay aur khairiyat say hoon gay,,, dostun zindagi nashaib o faraz ka naam hai,,, utar charao zindagi main ate rahte hain lekin insaan ko har haal main apnay Rab ka shukar adaa karna chaye aur sabar say kaam lena chaye,,, isi trah jab hum forex market main nayi nayi trading karna shuru karte hain toh is ka hargiz matlb nahi hota k hum pehli baar main hi kaamiyaab ho jayen gy,,, balke bohat bar insaan ko loss hota hai,, bohat trades loss main jati hain aur insan mayoos ho jata hy aur shadeed depression main chala jata hai,,, lekin iska ye matlb Bilkul nahi k humain kamiyaabi nahi mile gi,,, aap zaroor kaamiyaab hoon gay lekin sachi mehnat aur lagan k saath zaroori hai k ap apnay Rab par bharosa rkhain aur hamesha sabar say kaam layen,,, kyun Allah sabar karne walun ka dost hai aur apki mehnat kabhi bhi zaya nahi honay deta,,, bas achay ki umeed rkhaye toh acha hi ho ga,,,������



                [ATTACH]16397[/ATTACH]
                Assalamu Alaikum dear Forex member Forex farm Ek accha business hai is Mein Hamen bahut jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai tab hi Ham is Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Kuchh log Aise Hote Hain Jo ki Apne luck per depend Karte Hain luckily Kuchh Logon ke luck Unka Sath deta hai lekin Kuchh log Aise hote hain Jin ka Sahi time par Kam Nahin Karta aur unko log ho jata hai aise log apni love ko apni hardworking se change kar sakte hain Kyunki hard work Ek Aisi chij hai jisse aap Kuchh Bhi Badal sakte hain Forex form mein bhi Yahi Rul hai hai agar aap bahut jyada hard worker hai aur mehnat per yakin rakhte Hain Kisi bhi kam se ghabrat nahin hai regularly Apne daily ke task ko acche se complete karte hain Jyada Se Jyada demo account ko time Dete Hain Taki aapko trading Sama Ja sake to aap ismein kabhi bhi na Kam Nahin ho sakte Kyunki Forex form mein aap Jitna Jyada quality work focus Karenge utna hi jyada aap jaldi Kamyab Honge isiliye koshish karen ki Jyada Se Jyada hardware repair depend Karen Jitna Jyada aap hardworking per focus Karenge Apna Jyada aapka luck aapka Sath Dega aur aap ko kamyabi Hasil Hogi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Beshak Allah sabar karne walun k saath hai

                  A s g beshak sabar karne beshak Allah sabar karne walon ke sath hota hai to vah kyunki sabar karna mushkil Kam hai uska bhi Jo milta hai vah sabse achcha hota hai aur Sabra ka pul bahut meetha hota hai aur Allah hamesha sabar karne walon ke sath hota

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X