Assalamu Alaikum. Trading karte waqt sabse pahle Hamen market ko analyse karna chahie aur money management ke hisab Se Apna lot size use karna chahie forex trading mein humein asy he kbhi bhi loss nahin hota hy jab tak hum koi mistakes nahin karty hain jab bhi hum koi mistakes karty hain to he hum forex trading mein loss hota hy aur agar humein loss ho jaye to humein tension lene ky bajaye apne mistakes se sabaq seekhna chahiye aur apne apko improve karna chahiye tab he hum es mein kamyab hoty hain forex trading mein hum sab se zayada apne mistakes se he apne learning kar sakty hain aur forex trading ka acha knowledge aur expoerience bhi gain kar sakty hain es liye humein chahiye keh hum loss hone par apne mistakes ko search kiya karen aur phir apne apko improve kiya karen tab he hum es mein kamyab hon gy aur aik achy trader ban sakty hain thanks phr Bhi Agar aapko Forex trading Mein loss ho chuka hai to aapko chahie aap apna loss acche tarike se recover Karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим