Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy
    Assalam o Alaikum,,,, forex ki duniyaa kay dostun ko salaam aur dairun duayen,, umeed karti hoon kay aap saab khairiat say hoon gay,, ji han forex k members is main koi shak nai aur ye azmaai hui baat hai k zaroorat say ziada khud aitmaadi insan k liye nuqsaan de hain,,, forex ki duniyaa main trading karte waqat humain kabhi bhi apni lagai hui trades par zaroorat say ziada yakeen nahi kar lena chaye kay hamari trades sirf profit main jayen gi,,, balke insaan ko har situation k liye deemaghi tor par tyaar rehna chaye aur soch samaj k trade lagani chaye kyun k ap ki zara si laparwai say apko bohat bara nuqsaan ho sakta hai,,,, isi liye trading karte hue is cheez ka khaas khayaal rkhayen, shukariya...������


    Last edited by ; 23-07-2020, 05:28 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

    G han traders ko kabi be zarorat se zeyada confident nahi hona chaye kesi be profession me deka jaye agar traders over confidence key sath work karen gey to un ko nuqsan ho sakta hay Forex market me trading me be esa hi hay jab traders zarorat se zeyada confident ho kar trading karny lagty hey to ghalat trading key sath un ki trading be risky hoti hay es waja se esy traders kabi kamyab hi nahi ho sakty hey aur na hi future me achi trading karny me khud ko kamyab hota dake sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum,,,, forex ki duniyaa kay dostun ko salaam aur dairun duayen,, umeed karti hoon kay aap saab khairiat say hoon gay,, ji han forex k members is main koi shak nai aur ye azmaai hui baat hai k zaroorat say ziada khud aitmaadi insan k liye nuqsaan de hain,,, forex ki duniyaa main trading karte waqat humain kabhi bhi apni lagai hui trades par zaroorat say ziada yakeen nahi kar lena chaye kay hamari trades sirf profit main jayen gi,,, balke insaan ko har situation k liye deemaghi tor par tyaar rehna chaye aur soch samaj k trade lagani chaye kyun k ap ki zara si laparwai say apko bohat bara nuqsaan ho sakta hai,,,, isi liye trading karte hue is cheez ka khaas khayaal rkhayen, shukariya...������


      [ATTACH]16392[/ATTACH]

      Salam, zarurat sy zyada bhi forex aik essa platform ha jahn market ka pta nhi chlta hamen her pal market ko smj ky trade krna ho ga , yahn self confidence km nhi krta zahanat matter rkhti.
      • #4 Collapse

        Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

        Assalamu alaikum zarurat se zyada self-confidence insan ko Le tu insan confidence hona bahut zaruri hai kyunki agar confidence nahin hoga to hua kuchh bhi nahin kar sakega Zindagi aur agar confidence hoga zindagi ka har kam aasan se kar
        • #5 Collapse

          Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

          yes you are right zrurt se ziada self confidence ko hm over confidence b keh skty hen jo k hmen le doobta hai so keep your confidence up but not over jo ap asman se zameen per phenk de lekin iska mtlb ye ni hai k ap apna self confidence ko khtm kr den apne andr atmad rkhen k mai ye kam kr skta hun or krun ga IN SHA ALLAH to dekhna wo apka kam ho jaey ga lekin jb ap ye kaho k ye kam to mai 1 chutki me kr skta hn isme kia bri bat h to ye chez le doobti hai
          • #6 Collapse

            Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

            G mjy tu asa he lagta hai k ap sahi keh rahy hai zarorat sy ziada confidence insan ko loss he deta hai jo log kamyab hoty hai wo srf confidence ki waja sy kamyab hoty hai kiun k jo b over confidence hota hai wo loss he karta hai apna business ma so over confidence ni hona chaheya life ma
            • #7 Collapse

              Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

              G belkul forex mai kam krne klye hume confidence krna huga ager hum over confidence hu jae ge tu humra apna nuqsan huga
              • #8 Collapse

                Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                Han gee dear apki bat bilkul theek ha jab ap over confident ho kar kam karty hain to hmasha us waqt ap galt faisly karty hain kuy kah us time ap ma sochny smjhny ki power nahi hoty ap bgair sochy smjhy trade karty hain kuy kah ap ko lgta ha bus ap jo kam kar rahy han wahi theek ha lakin asa nahi hota dear sometime yahi hnara over confidence humy la dobta ha jis sa humy bary loss ka samna karna par jata ha..
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                  Absolutely right Dear,
                  Forex trading main first of all learning ki taraf tawojoo den kabi kabi luck sath dy bi dyta ha but 1 din sub work khatam ho jata hai apny money ka khas khyal rakheay forex trading business main jab ap wrong hoty hn to sochen or goro fiker Karen then you will be successful person in every field of life. Apny mantor ki baat ko tawojoo sy suny or instructions pr implement Karen bar bar demo pr practice Karen or methods ya strategy ko bar bar dekhen kahen ap wrong to nahi hn or news jab a rahy ho tab work na Karen or 1 time table create Karen or money management ka khas khyal rakheay forex trading business is risky business without learning.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                    bil kull hamein apne auqaat men rah kerr acha ce achwe kaamm karne chahe aur achas bonus bhe haasil karna chahe tabb he humm loss ce buch nsakten hain aur humm mko chahie ki trade ko acchi Tarah Sanjay aur Sine Se mashvara Karke pet trade karen to Agar Ham yah aur complaint Mein Aakar trade Karenge To Hamen bahut jyada love Hoga aur loss korika karna FIR Hamare liye Mushkil Jo Ho Jaega aur yah Hamen nuksan ki taraf Le Jaega To Hamen, To Hamen chahie ya ki Hamen vah comment Nahin Jana phone Nahin chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                      Assalam.o.alaikum
                      G han aP nay theek kaha hy forex main zarort say ziada self confidence insan ko lay dobta hay lehaza hamain es business main dekh bhal k kam karna chahiye ziada laluch or jaldbazi nahin karni chahiye warna hamain loss ho sakta hy loss say bachny k liye hamain ziada say ziada mehnat karni chahiye ta k hum pakistan forex forum main kamiyabi hasil kar sakain...
                      $#@#i Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                        Pakistan Forex forum mein confidence ko group karna sabse pahla step hota hai hamen chahie ki Ham Pakistan flux from ke business mein kam karte hue sabse pahle Jo kam karna hai vah Ham learning Karen jitna jyada Ham learning aur knowledge gain karke kam karenge utna jyada hamara confidence level breakup hoga agar ham agar Ham ine sab baton ko follow Kar Le to hamen hamari ummid ke mutabik achcha bonus milega jisse Ham best way ke sath acchi trade laga sakenge Jo sirf aur sirf hamare confidence ke upar depend karti hai confidence Hasil karne ki sabse jo pahle baat hoti hai vah ji hai ki Ham is business mein kitna knowledge aur kitna experience gained karte hain jitna jyada experience or knowledge gain karenge utna jyada confidence group hoga aur hamara mind positive ke sath acchi trade aur accha business yahan per kar sakega jisse hamen bahut jyada fayda hoga aur ham apne future course kyon kar sakenge
                        JazakAllah
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaroort say ziada self confidence insaan ko le doobta hy

                          Ji aapane bilkul theek kaha ke jarurat Se Jyada self-confidence Hamen le dupata Hai Hamen conference ke liye minut Mein Heera kar kam karna chahie Hamare andar confidence Ka Hona bhi jaruri hai Magar ek din tak Hona chahie Agar Ham aur conference ke sath kam karte hain aur over self-confidence use karte hain to use Hamen nuksan hota hai isliye Hamen Apne confidence ki limit Mere Kar kam karna chahie Hamen nuksan ka Samna karna padta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X