Jbh kbhi trade mein loss hou aye tou bohut say traders ya tou tension aur frustration mein loss recovery ki koshish mein mazeed loss face kurtay hain ya bilkul he himmat haar jatay hain aur sometimes give up kur detay hain.lehaza in my opinion after a loss trader ko thouri dair ka trading break Lena chuhye takay khud kay emotions ko control kiya ja sakay aur kisi mazeed nuqsan ya frustration say bacha ja sakay aur analysis ka bhi mouqa mil sakay with relaxed mind so that galitiyoun say seekh kur patience kay sath doubara start kiya jaye tou profit hasil hou esliye trade mein break lenay ki bhi apni aik significance hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим