trading k liy ksi signal ki kitni importance hoti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bro agar ham signals waghera ko follow kren ge to hi ham profit kama sakte hnn hamen ye bhi note kerna chaahiye ke abb loss ki taraf jaa rahe hn ya profit ki taraf agar pata chale ke ab loss hoga aur ye signal aur down jaayega to hmn deal cancel ker deni chaahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My dear friends forex trading market main forex traders different kisam ke signals bhi use karte hain kiyun ke forex market main signals forex traders ko forex market ke bare main kafi had tak inform karte hain.
      • #18 Collapse

        g han signal pa kam karna chaheye lekan sae traha market ka analysis karny k bad trade karni chaheye sirf signal pa hi trade kar k ap nuqsaan b utha saktain hian
        • #19 Collapse

          JEe Dekhein Signal To h IK ham Khud banatein Hain or Signal Hamesha Asani se nh bantein Bal K Logoo se pochnaw parta hai OR Apne Signals b bana saktein hain JI S k Liye hame bOhat Experince Chahyeee! oki!
          • #20 Collapse

            forex trading mein earning karne k liay signals ki zaroorat usi aqt hi hoti hae jab admi forex trading mein apna zati skill use nahi karta hae kiunk mere dost jo admi forex trading mein anaylisis ko study karta hae us ko signals ki zaroorat nahi rehti hae.....
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              brother agar app forex mein maheer hoo tab appko signals se faida hoga aur app ka idea banaega magar agar app forex mein newbie hain toh meri aik hi rayee hai k app signals ko blindly follow na karien is se appka pura account wash hosaktha hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X