trading kb bnd deni chahhiy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kb bnd deni chahhiy?
    mera sawal ye ha k jb ap trading krty ho tuo konsa time esa hota ha k jb ap ko trading bnd kr dena chahiy taka ap loss se bach sky aur ap ko pta chall jy k market me koi bra move ana wala ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear jab market ap ki samajh se bahar ho tu risk nahi lena chahiye balke trade close kar deni chahiye kiun k ye business bht risky hai thodi dair me humara account wash bhi kar sakta hai so hume bahut careful rehna chahiye.
    • #3 Collapse

      Sir humain trade main zaida laluch nahi karna chayie, jab aap kay target kay mutabiq earning ho jay to trade close kar deni chahyie, agar zaida peofit ka laluch karo gay to loss ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        trading mein agar ap apne day ke ya week ke ya phir month ke targets achieve karchuke hote hian to tb apko trading band kardeni chhaiye,ya phir apko big loss hojaye.
        • #5 Collapse

          my dear agar ap short term trading krte ho to ap ko forex economic calendar ko har din dekhna chahiye ta k ap patta chal jaye k kon c ahm forex high impact news kis time ani hai ta k ap us time trade na lo
          • #6 Collapse

            jab ap apna dail budget pora kerle or apna target pora ker le then ap market se out hojey bhaley ap ko trades mil rahi ho or trades na le kiyun ke yhe trades ap ko trapped ker sakti hai ap losses main ja sakte hai
            • #7 Collapse

              my dear friend forex trading mein agar ye bijli wala masla na ho to bhi kafi asani se earning hasl ho magar my dear friend mera account ka 298 dollar abhi char din pehle hi bijli ki waja se hi loss mein chala gia......
              • #8 Collapse

                Forex trading mein jab hum koi trade open karty han tu hum knowledge se trade open karty han aur market ko dekh kar trade open karty han likn jab market ki samjh na ho k market kab kis tarf move ho gi tu trading close kar deni cahaiye aur news k waqt trading nhi karni cahaiye
                • #9 Collapse

                  Mr.tariqnehmood Sir humain trade main zaida laluch nahi karna chayie, jab aap kay target kay mutabiq earning ho jay to trade close kar deni chahyie, agar zaida peofit ka laluch karo gay to loss ho sakta hay
                  • #10 Collapse

                    i am agree with you that when some one is going to learn the forex they can really maake profit in the forex. but if you will not learn it and you are just going to guess the market trend it will harm your profit
                    • #11 Collapse

                      dear waisa to koi khas knowledge nhn ha es ka bara mn dear qn ka es market ko learn krna bh kafi zyada mushkil hota ha dear and es ka ander kam krna ka liya bh ap ko kafi mehnet ke zroret hoti ha dear so ap ko krna yeh chaya ha ka market ke movernet ko learn krna chaaya ha dear and es ko follow bh krna chaya ha dear
                      • #12 Collapse

                        Asslam-o-Alakum my dear friend forex market her time chelti rehti hai aur hum kabe b trading ker setkay hain but jeb forex main news ka time hota hai to main to trade ni lgata band ker data hoon kuin k is time main market ki movement kuch b ho sekti hai is k ilawa market k trend ko dakh ker kisi b time main trading ker lata hoon.
                        • #13 Collapse

                          Trading ka aik asool hai k aap ko bari lalach nahi karni chahiye aap ko bari hikmat e amali se kaam lena ho ga jis se aap loss se bach sakte ho aur haaan aap ko apna a target banana ho ga jis se aap profit hi fearn kar sakte ho loss bohat kam ho ga..
                          • #14 Collapse

                            Yes hummen market k hisab se chalna parta hai agar market bhoat ziada movement main hai to ap trading karty raho or morket jab down ho jay ge to apko chaye k wo apne trading ko close kar de warna us ko pher nuksan ho sakhta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              In my thinking hat you are use the time frame is H1 and H4 are the best time frame. You can use it regular base.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X