Success milna mehnet per depend karta hai !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success milna mehnet per depend karta hai !
    Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta hun ki mehnat karne se a hi kamyabi milati hai Ham jitne mehnet kre gay. Jitna time forex forum per de gay. Otni hi sucess hume hili gi. Hume chiye hum mehnat karte Rahe result acha hi ho ga. Ku k mehnet kabi waste nai hoti. Hamare Experience or knowledge me azafa ho ga. Hum trade ko behter say behter bna sakte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

    hamain forum m ain sucess hony k liye mhnt karni ho gi tab hi hum run kar skaty hai aur forum main depend ho k hi hum forum main kam nai kar skaty hain but hamain foruum main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi ab hi hum cahi trae karny k kail ho sakty hain tab hi hum real main kam karein gay ab hi hum sucs hon gay atb hi hum sucess hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

      Je han. Forex ma kamyabi usko he melti hai jo mehnat karny ma kio kasar ni chorta. Forex trading ma kio kam mehnat kartyn hain or kio zayada. Forex har kisi ko uski mehnat k baraber phal deta hai. Agr kio zayada mehnat karta hai to wo jaldi kamyab ho jata hai mehnat na karny walo ki nisbat sy.
      • #4 Collapse

        Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

        Agar Hamen mahnet Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil Ho Jaati Hai aur ek se ek Online bijali Hai Jo Kabhi Khatam nahi hoga Ham ghar mein baith Kiska kam kar sakta han Humse Part timee be kam kar sakte hain aur ham ismein full-time kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi Chhoti Si galti kar dete Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan Mein market ka koi bhi Kishor Nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

          hamy is main mehnat or lagan sy trading or posting karne chahey yai aik asa karobar hain jis ko hum aik din main nahe samj sakty hum is main aik sal ke practice ky bad expert trader banty hain hamy daily base par kam ko pora karna chahey hamy is main soch samj kar kam karna ho ga yai asa karobar hain jo ky kabe be band naghe ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zain_Ul_Islam پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta hun ki mehnat karne se a hi kamyabi milati hai Ham jitne mehnet kre gay. Jitna time forex forum per de gay. Otni hi sucess hume hili gi. Hume chiye hum mehnat karte Rahe result acha hi ho ga. Ku k mehnet kabi waste nai hoti. Hamare Experience or knowledge me azafa ho ga. Hum trade ko behter say behter bna sakte hen.
            Agar aap Forex a success Chahte Hain To iske liye jaruri hai ki aap Jyada Se Jyada Apne a skill ko improve Kiya Karen Hamesha acche ki ummid Rakha Karen aur kam karte hue Apne a confidence ko Bahar Rakha Karen Jyada Se Jyada confidence Rakha Karen Jitna confidence ke sath aap kam Karenge Nahin aap Jyada fayda Utha sakte hain agar aap Achcha bonus Dena Chahte Hain To uske liye jaruri hai ki aap Jyada Se Jyada acchi quality ki trading Kiya Karen information ke sath ko share Kiya Karen Jab acchi quality ke sath information ke sath sharing Karenge to use per aapko Achcha response Milega aur aapko Achcha bonus Milega Jab aapko bonus acchi Ho Jaaye to Uske bad trading co successful banane ke liye jaruri hai kya aap Jyada Se Jyada Apne senior members se khareed lete Raha Karen Jitna Jyada aap guideline ke sath kam Karenge utna hi Aap Ko fayda Hoga Hamesha positively Apne kam ko pura Karte Raha Karen aur koshish Kiya Karen ki aapko Jyada se jyada fayda ho
            • #7 Collapse

              Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zain_Ul_Islam پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta hun ki mehnat karne se a hi kamyabi milati hai Ham jitne mehnet kre gay. Jitna time forex forum per de gay. Otni hi sucess hume hili gi. Hume chiye hum mehnat karte Rahe result acha hi ho ga. Ku k mehnet kabi waste nai hoti. Hamare Experience or knowledge me azafa ho ga. Hum trade ko behter say behter bna sakte hen.
              Ji han forex members ap jitni mehnat krein gy apko utni he zaida kamiyabi hasil hogi. Misal ky tor pr ager ap mehnat se kaam krty han to mistakes ky chances bht km hongy jis ky sath apky loss ky chances bhi kam ho jaiy gy. Or sath he ager ap hardworker han to apka experience barhy ga jiski waja se ap professional trader ban jy gy. Mehnat bht zroori ha members osky bina ap trading seekh ni payen gy or jb sahi tarh seekhy gy ni to kar bhi nahi payn gy.
              • #8 Collapse

                Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zain_Ul_Islam پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum dear Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta hun ki mehnat karne se a hi kamyabi milati hai Ham jitne mehnet kre gay. Jitna time forex forum per de gay. Otni hi sucess hume hili gi. Hume chiye hum mehnat karte Rahe result acha hi ho ga. Ku k mehnet kabi waste nai hoti. Hamare Experience or knowledge me azafa ho ga. Hum trade ko behter say behter bna sakte hen.
                Dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai kya Garam form Kyon per acchi aur quality working karen to tab hi Ham Ishwar per kamyabi Hasil kar sakte hain Jitna Ham Yahan per senior score follow Karenge unke post ko acchi tarike se read learn Karenge Itna Himesh Mein fayda Hasil kar sakte hain aur Hamen chahie ki Ham Delhi ke knowledge ko Apne trading account ke upar bhi floor follow Patra hai aur apne aap ko Kamyab karne ke liye Jyada Se Jyada is form ke upar time de aur apne aap ko Kamyab karne ki koshish karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                  ji han bilkul aapki baat theek hai success Milana mehnat per depend karta Hai Ham jitni mehnat Karenge utna hi successful honge Hamen jyada Se jyada mehnat Karni chahie Dil lagakar kam karna chahie tabhi Ham acchi Tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                    Ji han Hamara kam Hamari kamyabi Hamari mehnat per depend Karti Hai forex for main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo log mehnat karte hain mehnat hi kamyabi ki Chabi Hai yah Ne Jo log mehnat karte hain Vahi aage badhate hain mehnat mein azmath hai jo log heartbreaking karte hain unhi azmath Hasil hoti hai agar Ham bhi azmata sikhana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Forex ko Kabhi Bhi Na chhode aur is Mein mehnat Karte Rahen aur Azmat Hasil karne ki aur aage badhane ki koshish Karenge Kahiye bahut Achcha aur useful business hai isme kam Karke Ham bahut Aage badh sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                      Forex mein aap use Waqt hi success Aasan kar sakte hain Jab aap ismein Din Raat mehnat Karen aap ismein jitni mehnat Karenge aapki success ke chance Apne jyada ho Jaenge isliye Forez main success hasal karne ke liye Kabhi D shortcut Ka istemal Na Karen Hamesha minut se kam Karen market ki news per Dhyan De market ko samjhaie aur analyse Karen demo account per acchi practis Karen aur jab aap professional Ho Jaaye Uske bad real account per trading start karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                        Bilkul thk bhi min apki bat sa agree krta hm success milna wakes e mhnat p depend krta hy or jo mhanat krta hy wo lazmi Tor p successful hota hy or mhanat kea krne wo time p apna kam pora krna hy forex hamen start Mily deti hy k hm Jo chaty hen hasil kren bs mhnat lazim hy bki sb khud ba khud ho jata hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                          Assalam.o.alaikum g han apki bat bilkul drust hy l success mlna mhnat pr depend krta hy ap jtni mhnat krein gy uska utna ziada faida hasil hoga jo log mtnt krty hn whi uska acha faida hasil hota hy Allah pak ksi ki b mhnat zaye ni krta jon ntna mhnat krta hy uska phal laxmi mlta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                            Forex Business bhttt achaa business hai is me hume mehnat ki bhttt zrort hoti ha bger mehnat k hume kch nahe milta is mai hume zeada se zeada time invest kr k mehnat karni hoti hai is se humra knowledge or experience gain hota ha or hume business mai bhttt help milti ha or humri mehnat kbhi zaya nhe jati
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Success milna mehnet per depend karta hai !

                              Ye forex furum pehla aesa forum hai jis pe apko success tab milta hai jb ap isme time dete ho apka mehnath apko samne nazar ata hai I
                              hai is furum pe jitna ziada post kro ge utna bunas paoge bunas apko kisi b tareqe se mil sakta hai pir faida tab melega jb ap us bunas ko real me istemal kro mtlb aesa trade kro k apko profit ho jo with draw kr sako

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X