lot size kam profit thori our loss bhi thora
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

    dear forex participants hamain hamesha lot size kam use karna chahye agar ap lot length kam use karen ge to ap ko income kam hogi lekin is ke sath sath ap ko loss bhi kabhi zyada nhi hoga our sab se badi baat ye hai ke hamara account wash nho hoga kyun ke loss ko get better ho jata hai lekin account wash ho jai to hamare hath fundamental kuch qabi nhi rehta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

      Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki lot size se kam profit or loss bhi kam hota hai bilkul aise hi bata agar aap log lot size kam rakhoge isase aapko profit bhi kam hota hai aur loss bhi kam hota hai jitna aap lot size badhate rahoge ab close bhi hota rahega utna hi aur aapko profit bhi hota rahega isliye soch samajhkar lot size choose karni chahie Taki aapko loss kam aur profit acche se accha ho thank you so much aapko Meri baat acche tarike se samajh aati hogi
      • #18 Collapse

        Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

        Bohat achi baat proportion ki hai aur yeh aisi recommendation hai jo senior aur junior sub he traders kay liye bohat faida mand hai. forex buying and selling mai jo buyers iss baat ko samajh laitay hain wohi kaamyabi bhi haasil kertay hain. Aisay traders ko lot length Kamm rakhtay hain woh profit tou Thora Thora ker kay jama kertay hain laikin unn kay losses bhi thoray he hotay hain jiss ki wajah say unn ko recover kernay mai mushkil nahi hoti hai aur over all woh buyers hamesha earnings mai he rehtay hain
        • #19 Collapse

          Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

          Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein adjustable lot size ke sar trading Kare agar aap Forex me apna lot size adjustable rakhenge tabhi aap kamyab honge aur aage badh sakte hain isliye jitna ziada ho skay achy s kam kren
          • #20 Collapse

            Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

            Assalamu Alaikum ummid karta hun aap Sahab basher Riyaz se Honge Allah Ke Karam Se Ji Bhai aapane Sawal kiya hai ke lod's hi's kam perfect Jodi Aur lod's Bhi thoda ji bilkul aapane theek hai yaar main lod ko Apne amount ke hisab se Jose karna chahie Agar hamare pass amount Kam Hai To Hamen ismein kam loda Lagane chahie FIR hi Ham ismein acche profit hasal kar
            • #21 Collapse

              Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

              Aslam o alaikum
              May umeaid krta hun k aap Tamam Forex members khariyat sy ho gay Aor apna kam waqat par kr rhy hun gy g ha doston aap Tamam Forex member ko chahie Kya jab aap trading Karen Tu lot size bilkul kam rakhen agar aap lot size bilkul kam rakhenge to aapko bahut jyada fayda hoga aur lose bhi kam hoga agar aap lot size kam rakhenge to aapko ek acchi profit earning karne ka mauka milega aur aapka account bhi save ho jaega per aapka account wash hone se bach jaega isiliye aapko chahie ki apne account ko save rakhen shukriya
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: lot size kam profit thori our loss bhi thora

                G friends jitna lot size kam rakhen gy utna ap faidy me rahyn gy q k market me apko nuqsan b hosakta hy Forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy nuqsan hony ki soorat me ghabraen mat

                اب آن لائن

                Working...
                X