US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?
    Ajj kal agar market ko daika jaye tho US Dollar kafi ziyada weak ho chuka hai taqreeban har currencies kay against mai dollar nay buhot saray pips lost keye hai kiya apko maloom hai kay eski main waja kiya hai jahan taak maira khyal hai current corona pandemic ki waja say US dollar musalsal weak ho raha hai investors safe haven currencies mai investment kar rahay hai jeski waja say dollar ajj kal kafi ziyada under pressure chal raha hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

    hamain forum main doller main bi trade lga skayt hain so hamain forum main kam karny k liye mhnt kar k h hum sucess ho sakty hain aur forum main enter hony say pahyl is k bary main pracitice kar k hi hum ral main kam kar k hi umachi trade karein gay tab hi hum loss sayy bach sakty hain tab hi hum run karin gay tab hi hum sucess hon gay
    • #3 Collapse

      Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

      Forex Mein Ham kam Karke dollars Mein bonus Aasan kar sakte hain Forex Ek accha business Hai Jo Kabhi Khatam nahi hoga Agar Ham ismein kam karte hue Koi Galti Karte Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni Galti ko khatm karke Forex Mein kam karna chahie ya all world mein bahut se famous hone wala Achcha business
      • #4 Collapse

        Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

        Dear friend us Doller ka rate stable na hony ki waja carona or os ka alwa stock markeet ki traf logon ka or companies ka kam rujhan ha jis ki waja sa aksar us doller ki qemat had sa gir jati ha or aksar is ma non stability ho jati ha isliya sambhal kar trade lagana lazmi ha.
        Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
        • #5 Collapse

          Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

          Iss waqt us dollar kay weak honay ki main wajah USA mai kuch states mai Corona kay second phase ki wajah say bohat ziada patients ki tadaad hai aur aisa kaha jaa raha hai kay USA mai iss ki wajah say Pura country dobara Covid-19 ki lapait mai aas sakta hai. Us dollar kay weak honay ki Dusri Bari wajah economy pay pressure hai kiyu kay abhi takk USA ki big states mai lock down na tou open kia gaya hai aur na he open kernay kay koi chances hain aur job rates bohat neechay aa chuka hai jiss ka direct impact us central bank pay araha hai
          • #6 Collapse

            Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Ajj kal agar market ko daika jaye tho US Dollar kafi ziyada weak ho chuka hai taqreeban har currencies kay against mai dollar nay buhot saray pips lost keye hai kiya apko maloom hai kay eski main waja kiya hai jahan taak maira khyal hai current corona pandemic ki waja say US dollar musalsal weak ho raha hai investors safe haven currencies mai investment kar rahay hai jeski waja say dollar ajj kal kafi ziyada under pressure chal raha hai
            Forex tarading mein jo sb se zaida currency istemal hoti ha wo us dollor he ha or zaida tr log isi ko istemaal krty han lekin ajkal yeh bht week chal raha ha kyun ky ab halat he is qisam ky han in halat mein usko mange krna mushkil ha is ley wo week hua para ha
            • #7 Collapse

              Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

              Ji bilkal US Dollar ki weak hony ki waja america main corona virus kay increasing cases hain jo keh tqrbn last one week say bahut ziada ho gaye hain, or iski waja say gold ko bahut support hasil hay or gold prices bahut high ho rahi hay usd ki weekness ki waja say is waqat NZD, EUR or Aud bahut strong hoty ja rahy hain.
              • #8 Collapse

                Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

                dear members is baat ko samajhne ke lye hamain bhot zyada ghoor karne ki zrorat hogi is lye hamain apni akhian kholni hogi jab bhi esa koi waqiya hota jai ja to is wajha se curencies par utar charhao atta hai rhta hai our merket ki positon badalti rehti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

                  Ajj kal agar marketplace ko daika jaye tho US dollar kafi ziyada weak ho chuka hai taqreeban har currencies kay towards mai dollar nay buhot saray pips lost keye hai kiya apko maloom hai kay eski essential waja kiya hai jahan taak maira khyal hai current corona pandemic ki waja say US dollar musalsal weak ho raha hai traders secure haven currencies mai funding kar rahay hai jeski waja say dollar ajj kal kafi ziyada beneath strain chal raha hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: US Dollar weak honay ki main kiya waja hai?

                    Assalamu alaikum dear forex members main ummid karta Hun ki aap sab log khairiyat se honge aur apna apna Kam aapko bhi sare jaam de rahe honge ji han aapane bahut achcha sawal poochha hai US dollar week hone ki sabse badi bataya ke us mein kauwa kauwa ki vajah se bahut se missile paida hue hain unki kaun bhi Koi jis paise unka doll abhi bhi kho gaya hai isliye kisi minut ka sikka insurance ki kaun nahin hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X