Most of the traders gain loss due to greed of profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Most of the traders gain loss due to greed of profit.
    Dear Forex members Forex mein bahut se traders Apna loss kar lete hain sirf aur sirf Jyada profit Hasil karne ki lalach mein agar Ham Jyada profit Hasil karne ki koshish Karenge aur aur Apna Yahi goal Rakhenge ki Ham Jyada Se Jyada profit Hasil Karen aur Soch Samajh Ke apni working na aur profit ka lalach Karte Hain to is se loss hi hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Ke apni working Karen Jyada profit Ka lalach Na rakhen balke continuous working Karke continuous small profit Hasil karne ki koshish karen Taake successful ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

    Dear forex member jyadatar trader loss mein chale jaate Hain aur vah profit hasil nahin kar sakte sirf lalach ki vajah se aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai ismein agar aap kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki mehnat Karen ya ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

      Ji bilkul theek Kaha profit Ke Chakkar Mein Main lalach ke sath trade karne wale log Kabhi Achcha profit Hasil nahin kar sakte lalach se kam karne wale log jyadatar loss karte hain Apne account ko Forex trading Mein Hamen mehnat ke sath aur hardworking ke sath kam karna chahie acche experience ke sath rate Karni chahie Jitna Jyada money management ke sath kam Karenge Kitni acchi knowledge wali trade lagakar Achcha profit bhi increase kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge Forex all world mein Forex all world mein famous business hai Forex Mein Hamen hardworking se acchi success mil sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

        Bilkul Forex trading Mein Hamen apni trade mein lalach ko avoid karna hoga Hamen money management ka Khaas Khyal karna hoga acche knowledge and experience ke sath Agar Ham Forex trading Mein kam Karenge ise proper 1 business ke Taur per Jaan Karenge tabhi Forex trading se Ham acchi earning ka sakte hain Forex trading Mein vah log Kamyab Hain Jo isase proper Ek job Ki Tarah lete hain aur apne knowledge aur learning ko increase karne ki koshish Karte Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

          agar hum es main boht sa profite hasl karna chahety hain to humian es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our agar hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tani1234 پيغام ديکھيے
            Dear Forex members Forex mein bahut se traders Apna loss kar lete hain sirf aur sirf Jyada profit Hasil karne ki lalach mein agar Ham Jyada profit Hasil karne ki koshish Karenge aur aur Apna Yahi goal Rakhenge ki Ham Jyada Se Jyada profit Hasil Karen aur Soch Samajh Ke apni working na aur profit ka lalach Karte Hain to is se loss hi hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Soch Samajh Ke apni working Karen Jyada profit Ka lalach Na rakhen balke continuous working Karke continuous small profit Hasil karne ki koshish karen Taake successful ho sake
            Lalach karne wala kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta hai hamen chahie ki ham mehnat ke sath kam kare aur lalach Se dur rahe Jo log lalach karte hain vah hamesha nuksan mein chale jaate Hain hamen Apne hi Shikha profit Lena chahie Jo kismat mein Nahin likha hota hai aur usse Ham Hasil karne ke liye lalach karte Hain to Jo hamare hi Se mein hota hai vah bhi Chala jata hai hamen koshish Karni chahie ki Ham ek successful trader Ki Tarah trading Karen aur acchi prapt kamae lalach hamari manik ko kaha jata hai Jaise dimak lakadi ko kaha jata hai hamesha koshish karen ki aap ek safe trading karen to aap fayda mein rahenge.
            Conclusion
            Greed is a curse. Lalach se khud ko bachao aur apne paise ko badawo.
            Your limitationit’s only your imagination.
            • #7 Collapse

              Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

              Dear forex members ap nay bilkul thk kha hay aksar log zayada profit hasil kary kay liya kam bhi hasil nhi kar sakty or loss main chlay jaty hain hum sab ko lalch buisiness main nhi lay kay ana chahya q kay is say humen nuqsan hi phnchy ga hamesha positive mind rakh kay hi kam karen tab hi ap kamyab ho pain gain dear members humen kam profit bhi mil rha to lay lana chayaha q kay market main ups an down to chlty rhty hain is liya is chez ko dakhty hoy hi trade karen:1f607:
              • #8 Collapse

                Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                Ji bilkul theek ka most of the traders gain loss due to the greed profit uski vajah yah hai ki bahut se log profit Kila Lage mein apna sab kuchh Jaya kar dete Hain vah trade lagate Hain ke lagane ke badjab cake benefit mein jaati hai To bahut jyada Se jyada karte Hain Ki unko aur income mile per jyada Se zyada trade ko khinchte rahte hain jiski wajah se chale axelos mein bhi chale jaati hai To hamen chahie kya time se khatm kar lena chahie trade aur lalach nahin karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                  G haan greed is curse aur jbh bhi laluch aur juldbazi mein aa kur trade ki jati hay tou mostly nuqsan he outhaya jata hay bajaye eskay kay profit gain kiya jaye kyun kay bohut say traders bghair proper learning kay khud ko mentally prepared samjtay hain aur zayada aur juldi earning ki koshish mein jou pass huta hay woh capital bhi waste kurwa beathtay hain. Esliye kbhi bhi greedy hou kur trade nahi lagani chuhye bulkay hamesha sabar aur experience gain kur kay with small lot size trade lagani chuhye takay profit chahay kum milay ga but loss ki souret mein loss bhi kum hou ga aur account wash bhi nahi hou ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                    Forex trading Mein Hamen greedy ko avoid karna chahie aur Hamen isase proper Ek job Ki Tarah Lena Hoga money management Ka Khyal karna hoga Apne balance ke mein tabhi clot Lagani Hogi Apne balance ke mutabik proper tassel karna hoga tabhi Ham acchi trade kar Sakenge aur apne liye acchi earning kar sakte hain Forex trading Mein vah log kam job hai jo all worker hai apne kaam par focus karte hain aur apni learning ko Behtar banane ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                      Aapki yah Baat bilkul theek hai dear Forex members ke bahut Sare members profit ki lalach mein Hamesha Apna lost kar lete hain Forex Ek bahut Achcha online business are lekin ismein lalach se nahin kam karna chahie balke imandari ke sath mein Naat ke sath kam karna chahie for apne aap Jitna Jyada time Denge main uske sath kam Karenge Apne Jyada Kamyab Ho Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                        G hy bilkul thk kha hy hm sirf profit Ka hi nhi sochna chya blky loss bh hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr achi qulit ka kam kra market ky mutbk kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                          Assalamualaikum
                          Dear forex members g ap ny bilkill theek kaha hai k zaida tar traders ko loss is leay hota hai qk wo lalach krty hain k humy or profit hoga lakin wahi profit ka lalach unhy loss mai dal deta hai to sb ko agr loss sy bachna hai to lalach ko chorna hoga tb ja k wo success hasil kr paye gy
                          Thank you
                          • #14 Collapse

                            Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                            jee haan apne theek kaha bht sy tradrer ko loss greed ki wjha sy hota hy forex trading me loss ker who is ley k who hard working nahi kerty bal k who luck pe depand kerty hane.leken mery khail me hard work he hy jes se hame Forex me kamyabi melti hy.who kehty hane k mahnat ka pal bahot he meta hota hy.So try to hard work &bcome a good trader
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Most of the traders gain loss due to greed of profit.

                              jee haan apne theek kaha mein apki baat sy 100% agree karti hn ye aik asa business ha jis me wohi log success ho sakty hain jo is business me mehnat se kam karty hain isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah mehnat k stah kam kiaa kareen forex mein wohi kamyab hta hy jo mahnat akrta hy aor pori lagan k sath kam karta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X