Assalamu Alaikum dear Forex members for you all are fine ab sabse 1 important baat karni hai ki trading karte waqt Jab Ham trade Lagane Lage Aur Hamen risk feel ho raha ho To Hamen filhal trade Nahin Lagani chahie pahle Hamen market ki situation ko dekh lena chahie market ki movement ko samajh Le market situation ko samajhne indications ko understand karne FIR acchi aur strong analysis Kar Ke trade lagaen aur sath hi Sath risk management bhi Karen low risk per trading Kiya Karen Is Tarah aapki trait Kamyab Jayegi Agar analyses ke bad bhi aapko risk feel ho raha hai to filhal trade Naa lgayen Thoda Intezar karne a market ke situation ko stable hone De Taki aapko market ki samajh mein a Jaaye Agar FIR koi acchi indication market de rahi hai to tab trade lagaen Taki aap bhi satisfied ho aur aapki trade bhi Kamyab Jaaye isliye analysis ke bad confident hokar trading Karen aur Agar risk feel ho raha hai to pahle Apne risk ki management Karen Taake Ham lost se bacha sake aur acchi earning kar sake isliye Apne risk ko manage karna sikhen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим