insan ke kamaybe us ke apne hath main hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: insan ke kamaybe us ke apne hath main hae

    Assalam.o.alaikum yes dear friends apki bat bilkul drust hy k insan ki kamyabi usk apne hath mein hy to es kalye sbse phly apk pas knowledge ziada ho or usk bad apk pas ziada se ziada experience ho phr dunia ka koi b kam ho kbi b nakam nhi hongy Pakistan forex forum 1 online business hy jo poori world me spread hy Pakistan forex forum me kamyabi hasil krne kalye aapko ziada se ziada learning or hardworking ki zrort hoti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: insan ke kamaybe us ke apne hath main hae

      Bilkul thk kha apne insan k apny hath min hota hy k wo kea chata hy us ki mhanat p e depend hota hy Sara Kam success nakami Jo bhe wo Lena chata ho forex min Kasi k Lia koi fark nh hy bs mhant e sb kuch deti hy or insan ktne mhanat krta hy wo usi p depand krta hy na k forex p yahe forex sa logon lakhon bhe kma rhy or kuch bhe nh
      • #33 Collapse

        Re: insan ke kamaybe us ke apne hath main hae

        G blkul insan ki kamyabi apne hath mai hoti hai ager hum mehnat kre tu hum bhttt kch hasil kr skty ha lkn ager hum jaldbazi kare tu sb loss hu jata hai
        • #34 Collapse

          Re: insan ke kamaybe us ke apne hath main hae

          kamyab hona ya nakam hona yeh aap k apny hath mein hai . jo aap ko dunea mein kamyab log nzar aty hain agar aap un ka background chek kryn to an to unki family itni strong thi or na hi wo log khud koi itny zheen thy mgar unho ny agar kamyabi hasil ki hai to us k pichy unki mehnat hai jis ny unko is kabil bnaya hai k aaj wo both acha survive ker rahy hain yeh sb kuch un ko kisi ny nahi dia unho ny apn imehnat k blbooty per hi hasil kia hai or aap k ois bat sy zrur itfaq hoga k mehant insan ko kamyab bnati hai nakam nahi or aap ny kamyab hoan hai ot aap ko khud ko is kabil bnana hoga k dunia aap ko dykhy.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: insan ke kamaybe us ke apne hath main hae

            Yes kamyab hone ka liye mehnat krna bht hi zrori hai jo mehnat krta hai wo zror successful hota hai or acha profit bhi bna leta hai islye zyada sa zyada mehnat kren or learning kren jo mehnat krta hai wo acha profit bna leta hai islye learning kren or mehnat kren or mehnat ma hi azmat hai mehnat krne wala hmesha successful hota hai or learning bht zrori hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X