Asalam-o-alikum dear forex trading aik proper business hy es mein humein loss bhi hota hy aur humein profit bhi hota hy kun keh forex trading aik business hy to es mein loss aur profit to business ka hissa hoty hain , es liye humein agar kbhi forex trading mein loss ho jaye to humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apne profit ko accept karty hain , forex trading mein aksar trader es liye nakam hoty hain kun keh wo loss ko accept nahin karty hain humein forex mein apne loss ko bhi apne profit ki tatah accept karna chahiye aur humein loss se learning gain karne chahiye aur apne apko improve karna chahiye tab he hum es mein ache experience aur knowledge gain kar sakty hain sab se zayada jo hum learning gain karty hain wo hum apne loss se he gain karty hain es liye humein chahiye keh hum loss hone par kbhi bhi mayous na howa karen balkeh hjumein es baat ko samjhna chahiye keh loss aur profit forex trading ka hissa hy thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим