new traders ko scalping se door rehna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new traders ko scalping se door rehna chahiye
    my dear friends me apna experience share kar raha hun k new traders ko scalping se door rehna chahiye kiun k mene bht loss uthaya hai iss ki waja se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ap ne acha kiya jo apna experience share kiya mein buht time se trading kr raha hoon but abhi tak mene scalping nahi ki q k mein is mein expert nahi mera dost scalping ki madad se best earning krta hai but mein is scalping mein mahir nahi hoon
    • #3 Collapse

      scalping abi ki sb se zyada useful or zyada kamyab technique ha jis se ek trader forex mein acha khaasa profit earn kr skta ha. scalpint ko use krty huwy hr new trader apni earning ko suitable bna skta ha or mujhy nhi lgta k ek trader ko scalping se duur rahna chahiye.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum yahan per me pher wohi bat kahon ga key trader chahey new ho ya old us ko scalping nahi bal key long term trading he karni chahye q key scalping me samjhta hoon key koi trading nahi hey.
        • #5 Collapse

          me apki baat se kisi hud tuk ittefaq kerta hn forex trading me market buhat rapidly sometime move kerti hay and ap ko her giz nahi pata lgta kay market me kya horaha hay to new traders ko chaye key short term scalping na kya keray
          • #6 Collapse

            jee jnab app ne bilkul theek kha hai new traders ko scalping se door rahna chahiya kun k yah akk boht risky kaam hai jiss ki waja se ager experience na ho to hume loss ko be face kerna per sekta hai iss leya bhter to yah he hai k iss se dur rahe :)
            • #7 Collapse

              Scalping strategy key barey mien main ney to yeh sun rakha hai key yeh strategy kafi achi strategy hai baqi yeh ap sey first time sun rahi houn key yeh nahi karni chahye mien ab khud pareshan ho gai houn Kiyoun key mien isi strategy ko to learn karney ka soch rahi thi.
              • #8 Collapse

                assalam o alekum jee han mery bhai main bhi apki bat se agree karti hun or new treder ko scalaping se dor rehna chahiye taky loss se dor rehy sako or acha profit earn kar saken
                • #9 Collapse

                  bilkul dear new traders ko scalping se door rehna chahiye agar hum forex me kamyab huna chahte han tu hume iss per full focus rakhna chahiye tab hi hume kamyabi milti hai new traders k liye scalping bht dangerous hai.
                  • #10 Collapse

                    g han new traders ko cahye k wo scalping sy door rhyn agr wo scalping sy door rhen gy to ye un k lie bht zyada bhtr haa is sy wo loss sy bach jaen gy
                    • #11 Collapse

                      g han scalping bohat hi dangerous hai aur new tarders ko chahiye ke wo is mein longterm trading karen aur is mein ap scalping mat karen kiunke is mein wo kaafi risk ke sath trading karte hain.
                      • #12 Collapse

                        mere bhai ap ne bilkul theek kaha hae kiunk mere hisab mein new traders ko is tarah ki tamam activities se door rehna chahiay kiunk in cheezon k jab tak achi tarah se ilm na ho to ye admi ko loss karati hein.
                        • #13 Collapse

                          han dear scalping aik short trader hoti hai is ko bahut samjh sy kia jata hai ye aik good business hai is pr kafi mehnat ki jati hai jo new member hain un ko scalping nahi krni chahiye is ko senior hi kr sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k start main hamain is business main scalping nai karni chaye balky is ko achy se soch samjh k he karna chaye and agar trend ke samjh na aye to hedge kar lana chaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X