Signal provider on telegram?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal provider on telegram?
    dear forex members main yeh puchna chahta hun kuchh signal provider telegram per signal provide karte Hain to Kya unke signal per trust karna chahie ya nahin karna chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signal provider on telegram?

    dear pehli baat to yeh hai k telegram aur whtsapp pe different experts signals farahm krtay hain aur unka mission yeh hota hay k aap on se signal purchase krein.mera apko mashvera yeh hai k aap kisi bhi untrusted persons l signal ko follow kr k apna nuqsan na krein is leye aap forex k experts k signals konfollow krein jo reliable bhi hain aur apko acha munafa bhi de sajty hain oskay leye aap application play store se download kr sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Signal provider on telegram?

      pehli baat to yeh hai ok telegram aur whtsapp pe unique professionals alerts farahm krtay hain aur unka mission yeh hota hay okay aap on se sign buy krein.mera apko mashvera yeh hai okay aap kisi bhi untrusted folks l sign ko observe kr ok apna nuqsan na krein is leye aap foreign exchange ok specialists okay indicators konfollow krein jo dependable bhi hain aur apko acha munafa bhi de sajty hain oskay leye aap software play keep se down load kr sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Signal provider on telegram?

        Dear agar to wo signal theek hon phir to aismen koi masla ni hay apko use kar kay trade karni chaye, but ap aisa karen kay first of all wo singnal demo account pay lazmi chekck karen aor agar wo result best den to achai bat hay magar sab sy best ye ho ga kay ham khud sy he trade karen aor different strategy bana kar signals genrate karen takay jo ham fee unhen dety he wo bhi bacha jaye aor apni trading bhi theek ho jaye.
        Last edited by ; 21-07-2020, 10:42 PM.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Signal provider on telegram?

          Jahan tak mera mashwara hai tu apko khud he mehnat kar k analysis karny chahiyn aur khud he trading karni chahiye kyun k agar ap kisi k signals par trading karty rahyn gy tu apko ye loss hoga k kabhi ap achy trader nahi ban sakyn gy aur doosra ye k apko signal providers k suganals par har time tension hogi k pata nahi trade profit deti hai ya nahi aur jo achy traders hain aur achy sigals dety hain wo instagram par apko free mein signals nahi dety wo payment lety hain aur ap ko chahiye k ap khud he achy mehnat karyn aur khud he sigals banayn khud he analysis karyn

          اب آن لائن

          Working...
          X