Dear main yahan per yah cheeze share karna chahta ho k forex main jo b ham ko loss hota hai ya profit hoty hai to hamain yah forex movement per hota hia per yah forex movement kaisy hoty hai to . to jahan tak mera experience hai k forex main movement 2 waja hoty hai. pahly and routine kia waja hai demand and supply . jin do pair main ham trading kar rahy hai un ki demand and supply kia ratio kai hai . to jab kisi country k currency ki demand main azafa hota hai to us time wo up chali jaty hai or agr supply main azafa ho to wo down chaly jaty hai or second reason yah hoty hai k jab koi economic event hota hai to us se forex move karty hai .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим