Kia ham forex main apny strategy bana sakty hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ham forex main apny strategy bana sakty hai.
    Dear yahan per yah main discuss karna chahta ho k kia har banda is qabil ho sakta hai k wo forex k bary main apny strategy bana lain . to mery khyal main yah cheeze mumkan hai . k har banda apny anda main forex ko chala skata hai. per is kam main bohat time chahy hota hai yani jab ham new hoty hai to ham ko lagta hai k ham is main kam nahe kar skaty per jiasy jaisy ham apny kam main improvment la kar aty hai to hamain lagta hai k forex ko zyda muskhal cheeze nahe hai bas agr zaroorat hat to bas samjhny or sabar karny ki . or jab ham forex main experienced ho jaty hai to ham ko lagta hai k ham apny way bana sakty hai to us time ham demo per b kafi kam kar chuky hoty hai to is lai ham ko real main kam karny main zyda pareshani paish nahe aty to us time ham aik bahter position main hoty hai k apny strategy develop karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ham forex main apny strategy bana sakty hai.

    Dear Forex main Har EK chij possible hai bus focus ke sath kam karna chahie aur apni position ko strong banana chahie aur demo account per practis karte rahana chahie kyunki prayukt Se Hi achcha experience or knowledge Hasil Kiya ja sakta hai aur jab kisi trader ke pass achcha experience or knowledge hoga tabhi vah acchi tarah Se planning bhi kar payega aur strong startegy banaa payega Forex ke business mein kamyabi Hasil karne ke liye sabse pahle learning ki jarurat padati hai aur jo pahle focus learning par deta hai wahi Forex ke bare mein acchi information Hasil kar pata hai aur achcha knowledge or experience bhi vahi trader Hasil karta hai jo pahle learning per focus rahata Hai kyunki learning Se Hi Har ek chij ko perfect banaya ja sakta hai chahe aap kisi bhi field ya kisi bhi kam Mein chale jaen vahan per bhi aapko learning karni padati hai aur pahle achcha experience Hasil karna padta hai jab aapke pass achcha experience ho jata hai to aap use kam ko acche tarike se handle kar paate Hain Forex mein bhi is kasam ka kam paya jata hai iska Mein jitni jyada mehnat ke sath kam Karenge aur hard work Karenge tabhi is filled Mein success Ho payenge
    • #3 Collapse

      Re: Kia ham forex main apny strategy bana sakty hai.

      Yes dear aapane theek kaha ki hamen Pakistan Forex forum mein main ek strategy ke tahat kam karna chahie hamen chahie ki ham time management ke sath kam Karen apna waqt Pakistan Forex form per spend Karen jo bhi takat aapka hai hai aap use mehnat se achieve Karen isase aapko bonus achcha milega aur aap success jaldi honge.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kia ham forex main apny strategy bana sakty hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
        Dear yahan per yah main discuss karna chahta ho k kia har banda is qabil ho sakta hai k wo forex k bary main apny strategy bana lain . to mery khyal main yah cheeze mumkan hai . k har banda apny anda main forex ko chala skata hai. per is kam main bohat time chahy hota hai yani jab ham new hoty hai to ham ko lagta hai k ham is main kam nahe kar skaty per jiasy jaisy ham apny kam main improvment la kar aty hai to hamain lagta hai k forex ko zyda muskhal cheeze nahe hai bas agr zaroorat hat to bas samjhny or sabar karny ki . or jab ham forex main experienced ho jaty hai to ham ko lagta hai k ham apny way bana sakty hai to us time ham demo per b kafi kam kar chuky hoty hai to is lai ham ko real main kam karny main zyda pareshani paish nahe aty to us time ham aik bahter position main hoty hai k apny strategy develop karain
        Ji dunia mein Koi aisa kam ni jo na mumkin ho.
        Forex aik aisaplatform han jahan se hr banda kamyab trading kr sakta ha.
        Jb Banda mehnat krta ha to usko uska phal zroor milta ha.
        Forex pr Begginers keliy kam mushkil zroor ha lekin na mumkin nahi ha har na mumkin kam ko insan mumkin bana sakta ha mehnit se or stragty se.
        Banda menat kar Ky stragety zroor Bana sakta ha.

        اب آن لائن

        Working...
        X