Market up trend mai higher high aur higher low banati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market up trend mai higher high aur higher low banati hai.
    forex market jab bhi apne trend mein moment kar rahi hoti hai use time yah hum ko indication de rahi hoti hai jaise market ab up trend mein moment kar rahi ho to use time market higher high aur higher low banaa Rahi hoti hai ismein hum ko yah pata chal jata hai ki market nahin abhi upside kam umra karni hai Ham chat ko dekhkar he is market Mein trade open kar sakte hain Jo traders market Mein analysis karte hain unko yah baat pata chale jaati hai ki market ne abhi kis taraf moment karni hai aur mein Ham kaise trade laga ke acha profit hasil kar sakte hain agar aap is market mein jaldbaji mai trade open karenge aur bagair analysis ke trade open karte hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai isliye soch samajh Kar kam Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market up trend mai higher high aur higher low banati hai.

    Yes. Forex trading ma technical analysis sy ham market ko samaj saktyn hain. Jo trader bena market ko samjy trade ma in ho jaty hain wo hamesa loss or acct wash hony ma he pansy rehtyn hain. Forex trading bacho ka khel ni hai ye mehnat or himmat ka kam hai. Forex trading ma ham hardwork sy he khud ko profit tak poncha saktyn hain.
    • #3 Collapse

      Re: Market up trend mai higher high aur higher low banati hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
      forex market jab bhi apne trend mein moment kar rahi hoti hai use time yah hum ko indication de rahi hoti hai jaise market ab up trend mein moment kar rahi ho to use time market higher high aur higher low banaa Rahi hoti hai ismein hum ko yah pata chal jata hai ki market nahin abhi upside kam umra karni hai Ham chat ko dekhkar he is market Mein trade open kar sakte hain Jo traders market Mein analysis karte hain unko yah baat pata chale jaati hai ki market ne abhi kis taraf moment karni hai aur mein Ham kaise trade laga ke acha profit hasil kar sakte hain agar aap is market mein jaldbaji mai trade open karenge aur bagair analysis ke trade open karte hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai isliye soch samajh Kar kam Karen.
      ji bilkul forex market ke bare mein exactly Koi nahin Bata sakta aur yah market bahut hi jyada kisi ki bhi nahin hai is market ko samajhne ke liye aapko bahut jyada mehnat karne ki koshish karni chahie kyunki jab aap isliye mehnat karte ho aur jyada experience Hasil kar dete ho to aapka bahut jyada fayda ho jata hai yahan per successful hone ke liye aapko experience Hasil karna hoga aap forex market mein successful Ho sako kyunki successful hone ke liye knowledge ki bahut jyada jarurat hoti hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Market up trend mai higher high aur higher low banati hai.

        forex forum main kaam karna koi asaan kaam nahi ye bahot mushkil market hay ess ko samajhny kay liay bahot experience oar knowledge ki zaroorat hay haan theek hay market trend settle karti hay lekin ussi lamhy koi pata nahi chalta kay main kes taraf move kar jay ess liay hamain bahot ehtiyaat say mmarket main trading karni hay

        اب آن لائن

        Working...
        X