Account management forex mein bohut zaroori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account management forex mein bohut zaroori hay
    Forex mein trade laganay say pehly bohut say dousray factors ki tarhan account management bohut zaroori hay kyun kay agar account balance ko samnay rakh kur lot size choose kiya jaye tou profit hunay ki souret mein account balance mein azafa huta hay aur loss ki souret mein sara account wash bhi nahi huta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

    hamain forum main money ko mange kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karein gay aur forum main knowldge ho ga tab hi hum acy say perform kar skaty hain aur forum main account k bary main pahly learn k arna ho ga tab hum loss say bach sakty hain tab hi hum real main kam ka rk hi hum sucess hon gay atb hi hum achi earning kar k hi hum sucess hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

      Account management forex main bohat zurori hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap apna account management krtay hai tu aap uss say achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap apna account management nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

        Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Forex per Achcha kam karne ke liye Hamen account management bahut Jaruri hoti hai speciality trading karte waqt Jab Humne trade Lagani hoti hai aur ham apni tradekey analysis Karte Hain To Hamen sath mein money management bhi Karni chahie Taki Hamara account safe Rahe Kyunki sometimes aisa hota hai ki Hamare account mein amount kam hoti hai aur ham trade Laga Lete Hain aur Agar Hamen trade Mein loss Ho Jaaye To Hamen vah recover karna padta hai aur Is Tarah Hamara account band ho jata hai isliye Hamen chahie ki agar account mein amount kam Bhi Hai To Hamen money management Karke low risk per trade Lagane chahie Taki Hamare loss ke chances kam se kam ho aur ham Achcha profit banaa sake
        • #5 Collapse

          Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

          bilkul bhai ,equity aur balance waghera dekh kar he trades algana chahiye, management sahi na ho to koi faida nahi, management k liye zaroori hy k banda pehly learn kar saky, aue demo account par tawajjo de, wahan sy accoutn management seekh kar real account main aana chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

            Dear, forex kya every field of worlds main management compulsory ha or es ky begair trading kya every work life main udora ha so, management forex trading business main 30% ki importance ki hamal ha Esliay first of all main management is very compulsory and important, so, baat ko tawojoo sy suny or instructions follow Karen apny mantor ki.
            • #7 Collapse

              Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

              g dear, account management bht zaruri ha hmain trading kaartay waqt apnay account ki safety ko mind ma rakhna chaiay, riskfree trading karain ta k loss s abach sakain aur small lot k sath trade karain, apnay capital ko waste honay sa bachaen aur learning ko increase kar k achi trading karain
              • #8 Collapse

                Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                Han gee dear apki bat bilkul theek ha account management bhi bahot zrori cheez ha apny na apny acount ko kis trah manage karna ha is ka apko zror idea hona chahya apny bonus ko dakhty hoy trade kary apny account ko dakhty hoy dear kabhi laluch na kary agar ap ka account kam ha to ap trade bhi usi hisab ki lgay asa na ho ap ka acount wash ho jay apny bonus ko sahi use kar ka acha profit hasil kary aur kamyab ho jay jaldbazi kabhi na kary ziada ka chakar ma mehnat sa hasil kiya jany wala bonus bhi loss ho skta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: TayybaZainab پيغام ديکھيے
                  Forex mein trade laganay say pehly bohut say dousray factors ki tarhan account management bohut zaroori hay kyun kay agar account balance ko samnay rakh kur lot size choose kiya jaye tou profit hunay ki souret mein account balance mein azafa huta hay aur loss ki souret mein sara account wash bhi nahi huta.
                  Agar ap log forex trading Kay andar kam kar rahay hain to apko account manage karna ana chahey keon Kay forex trading Kay andar 90% profit apki account management per depend karta hai agar apko account management nahe ati to ap kabhi bhe forex trading mein kamyab nahe jo skty ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                    assalamu alaikum dear friend main aapki baat se agriculture hun aapane bilkul theek kaha hai agar aapane kamyab hona hai to aapko sabse pahle phone swarame account managementdear friends sab jitne bhi member hai un Sab ko chahie ki awaaz mein kaun management Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                      Bilkul Forex trading mein money management buth zaruri Hai Hamen chahie ke har Agar hamare pass balance Kam Hai To Hamen currency pair par trade Karni chahie aur apne balance ke Matabik lot choose Karni chahie Apne balance ke mutabik profit karna chahie Jyada risky trade na len jisse Hamen nuksan Ho Thoda Thoda Karke Aaram karne ki koshish karen Forex trading Mein Hamen money management ka Khas Khyal karna chahie tabhi Ham acchi earning kar sakte hain aur apne account ko bhi save kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                        Bilkul account management Forex Ne bahut jyada jaruri hai Kyunki Jab Ham acchi working karte hain Dil Laga Ke Apna Kam karte hain Apne account ko manager rakhte hain aur Full focus concentration ke sath apni trade Lagate Hain To Hamen Jarur kamyabi milati hai aur ham Jyada Se Jyada acchi nahin kar sakte hain isliye account management bahut jaruri hai Taka successful ho sake aur Jyada Se Jyada acchi aur nahin kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                          Ji han account management Forex Ne bahut jyada jaruri hai Kyunki Jab Ham Dil Laga Ke Apna Kam karte hain account manage karte hain Forex proper time Dete Hain acchi working Karte Hain To Ham Jarur successful hote hain aur Jyada Se Jyada acchi earning bhi kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                            Account management ke sath kam karna Ham Logon ke liye bahut important hota hai Forex Ek Aisi market Hai Jiske andar agar aap logon ka account acche tarike se manage Nahin Hoga aap log acche tarike Se Kam Nahin Karna Shuru Karenge to kabhi bhi aap Logon Ko benefits acche Nahin Milenge yah Kaisi market Hoti Hai Jiske andar kam karte waqt Ham Logon Ko rules and regulations coworking qualities ko improve Karte Rahana Hota Hai Jab aap Logon ke pass knowledge achha hota hai market se related experience Ho Jata Hai To Kam karna aap Logon ke liye bahut Aasan ho jata hai aap log koshish karne ki apni working qualities ko improve Karte Rahe
                            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                            :)
                            (AbdulWahab33)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account management forex mein bohut zaroori hay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: TayybaZainab پيغام ديکھيے
                              Forex mein trade laganay say pehly bohut say dousray factors ki tarhan account management bohut zaroori hay kyun kay agar account balance ko samnay rakh kur lot size choose kiya jaye tou profit hunay ki souret mein account balance mein azafa huta hay aur loss ki souret mein sara account wash bhi nahi huta.
                              Ji han Agar Hamen Forex trading Mein Kamyab hona hai aur apne account ko safe rakhte Hue trading karni hai To Hamen Hamesha account management ke sath Forex Mein trading Karni chahie Ham Apne account bonus Ko Jitna Jyada manage karte hue trading Karenge ham utani hi safe trading Karke Apne account ko safe Rakh sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X