forex ko log kis nazar se dekhte hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko log kis nazar se dekhte hain???
    dear friends forex ko log kis nazar se dekhte hain??? khas kar in pakistan ??? bht se log dekhen hain mene jo forex per trading karte hain but kisi ko batate nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother yeh depend karta hai ap par k agar pa us ko sahi say dekay its means gambling ki mind say enter na ho our tu best hai agar gambling ki mind say enter ho gay tu must yeh acha nahi ap k liyeh
    • #3 Collapse

      gee bhai forex trading mein jo log apne trading mein acha kam krte hien aur apne trading market mein experience se kam krte hein woh apne trading se fiada hasil krte hein aur woh apne trading mein kamayb hote he aur woh forex ko ache nzar se dekhte hien
      • #4 Collapse

        forex ko aik business ki or life changer ki nazar se dekh rahe hain mene bhi is business se yeh hi hope ki hai hamesha ke is se me kama sakon ga is se meri life achi ban sake gi kiun ke forex he aik business hai jis me mehnat kar ke seekhne ka bohat acha faida yeh business hame de sakta hai .
        • #5 Collapse

          Kuch log jo iss saay bilkul he na waqif hai woh iss ko koi scam type ka business samjhtay hain , baqi kafi saray log iss ko koi money making machine type ke cheez samjhtay hain. lakin jahan tak maire samjhta hon forex trading aik legitimate aur proper business ha ager iss ko sahi tareqay say kia jaye tu .
          • #6 Collapse

            ju traders forex say earnin gker rehay hain wu forex ku achay words man yaad kerty hain. ju traders forex man loss kerty hain un k liye forex aik scam hai aisa nae kerna chahye traders ku learning k baad forex join kerna chahye.
            • #7 Collapse

              dear forex ko business ki nazar se hi dekna chaye jab ye hay hi real legal business to log kinu es ko kesi or nazar se dekty hey agar loss hota hay to es me broker ya forex business ko blame nahi karna chaye.
              • #8 Collapse

                Dear jo log forex trading par kam karty hain wo forex trading ko bohat acha samjhty hain lekin jo log forex trading par kam nahi karty wo samjhty hain k forex trading mein bhi fraud hy jis tarah dosty online kamon mein hota hy
                • #9 Collapse

                  Dear meray khayal mein to jo log forex trading par kam karty hain wo forex trading ko bohat acha business samjhty hain lekin jo log forex trading par kam nahi karty wo samjhty hain k forex trading bhi dosry online business ki tarah fraud hy
                  • #10 Collapse

                    Forex ko jin logoun ko ache guide line milti hy wo to us ko enjoy kerty hain our ache nazar say diekhtay hain ouir jin ko ache guide line nahe milti hy our wo acha khasa loss ker dity hain to ache nazar say nahe diekhtay hain
                    • #11 Collapse

                      Maximum logon ka yeh khayal hy keh forex aik risky business hy aur is main successful hona buhat mushkil hy aur loss buhat ziada hy. Hamain yeh dekhna hy keh yeh aik profitable business hy aur hamain loser ko nahi dekhna balkeh successful logon ko dekhna hy aur is opportunity sey faida lena hy.
                      • #12 Collapse

                        forex trading ka business ek bohat hi behtreen bsuiness hai aur apko agar is mien kamiyab hona hai to isko apko sahi se seekhna hoga aur iski apko bharpoor tareeqe se practice karni hogi.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex ko log bhot pesy ki nazar se dekhty hin. ke is me bhot pasa hai . aur jab wo is ko without learn start krty hin to un ko loss ka face krna prta hai . forex me pesa bhot hai but profit uni ko hota hai jo is ko learn kr ky start krty hin.
                          "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X