Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?
    Pakistan Forex forum Se Jab Ham Logon Ko Achcha bonus Mil Jata hai aur ham log trading karna start kar dete Hain To usse basically Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai ya Los ya To Ham Logon ki ki kam qualities ki vajah se hota hai ya Ham Logon ke andar acchi skills Nahin Hoti Ham Logon Ko sabse pahle koshish yah Karni chahie ki market ke andar Achcha experience Hasil karna Shuru kar de Jab experience a Jaega To Kam karna aap Logon ke liye automatically Aasan ho jaega experience ke upar depend karta hai ki ham log successful Honge chances hai ya FIR Nahin
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

    hamain frum main practice kar k hi hum trade karni ho gi aur is k bary main learn kar k hi hum achi trade karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain s forum main rpactice karni ho gi tab h ihumachys ay trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur forum main har jeet otu sath sath hoti hai so hmain forum main kam karein gay
    • #3 Collapse

      Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

      ismein hamen use waqt nuksan hota hai jab tak Ham apni galti Ko nahin dekhte hamesha har insan ki galti Ho Ho jaati hai lekin usko apni galti ko dekhna chahie aur ismein vah log kamyab Ho jaate Hain Jo apni galti ko dekhte hain agar hamare sath aaj galti Ho jaati hai to hamen use galti ko dekhna chahie aur use dobara nahin karna chahie to isliye vah log na kam ho jate Hain Jo har bar ek hi galti karte hain aur ISI vajah se unko na kam ho sakti hai aur Ko Na kam ho jaate Hain hamen agar ismein kamyab hona chahie to yah baat hamen samajhna chahie ki Ham agar achcha kam karte Hain to hamen ismein fayda ho sakta hai aur hamesha acche se kamyab ho sakte hain aur vah log kam ho jate Hain Jo apna Kam achcha karte hain aur bilkul galat nahin karte isliye hamen bhi jitna ho sake apna Kam achcha karte rahana chahie aur ham ismein agar fayda sar karna hai to hamesha mehnat karni chahie tha ki hamen achcha kam karne ke liye achcha Hi fayda milega aur ham jaldi se kamyab Ho chuke hain aur apne kam Ko jitna mein mehnat ke sath karenge to uth nahin hamen paida hoga aur hamesha mein uth nahin jaldi se kamyab Ho sakenge lekin jitna sabar karenge utna hi hamen fida hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

        Gee haan aap ki baat bilkul theek hai forex main hum ko loss apni mistake ki waja say hota hai jab hum over trading krtay hai tu hum ko loss ho jata hai forex mein hum ko business mein kamyabi ka Lia acha Kaam kray gay tu hum ko loss nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

          Bilkul theak baat hay loss hunay ki aik bari wajah as a trader apni e mistakes huti hain kyun kay jbh trade kurtay waqat market trend na follow kiya jaye ,ya juldbazi mein invest kur diya jaye ya phir zayada kamanay ki koshish mein account mismanagement hou tou loss hunay Kay chances barh jatay hain.mostly losses new traders he face kurtay hain or eski wajah less experienced huna aur properly practice na kurna jesay reasons bhi hou saktay hain yani aik trader ko kbhi bhi loss by chance ya by luck nahi huta bulkay yay apni e galitiyoun ki wajah say face kurna parta hay.esliye kamyabi hasil kur ay kurnay liye knowledge aur proper experience kay elawa apni mistakes say bhi seekhna zaroori huta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

            Aesa tab hota he jab ham is business me casual trading Karen ise just shortcut tariqa samjhen learning ka to zahir si baat he k agar ham kisi kaam me interested na ho to ham phir khud se us me loss Karte hen aur apki ye bat se me agree karta hun k ham khud apne hathon se trading me loss Karte hen agar is me kamyabi se profit lena he to trading soch samajh k Karen ye na ho k ap is me apni sari investment waste Kar den aur akhir me ap k hath kuch baqi na rahe seniors ko sunen un ki raye Ken aur strictly Jo bhi planning Karen us par amal bhi jaren
            • #7 Collapse

              Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

              Loss poor performance ki vajah Se hota hai jab Hamare work karne ke ability poor ho to loss k chances barh jaate hain so good work ko prefer kren is k lye zaroori hy k forex ki terms and conditions komi poori tarah parwi kro aur kabhi bhi koi aisa route akhtiyar na kro jo tabah kr dene vaala agr posting krte ho tu saaf shaaf tareeqy sy point of view byan kro aur agr trading kr rahe ho tu proper management k sath karoobari halat dekh kr trade open kro na jaldi kro aur na hi late ho balke equal way sy deal kro kabhi koi bhi compromise nahi krna jo trading ka prefect aur secure tareeqa hy us per chlte rhna hy manzil mil hi jae gi.trading ko time do gy tu skills better hn gi aur loss ratio kam ho jae gi agr illegal kam kro gy tu results bhi sahi nahi ae ga
              • #8 Collapse

                Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                AOA! I agree loss tab hhi hota hy jaab humm mistaakkeds karty hy oor bbgaair leaarning oor prractiis kkay trading kaarnaa start o jjaaty hy tb hi huian loss hota hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                  humain agar loss hota hai to woh humari wajha say hota haai humain agar loss saay buchna ahai to eskaay liye humain es main apna kam achahyh say kurna chahaiye agar hum es maain apna kaam achay say kurqy gay to he hum kamyaab hon gay to es liye humain achay say aapnaa kam kurna chahiye or humain aagar loss say buchna hai to humain achaysay practise say achay say apna kam kurna ho gaaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Same پيغام ديکھيے
                    hamain frum main practice kar k hi hum trade karni ho gi aur is k bary main learn kar k hi hum achi trade karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain s forum main rpactice karni ho gi tab h ihumachys ay trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur forum main har jeet otu sath sath hoti hai so hmain forum main kam karein gay
                    ji bilkul Jo hamen roj hota hai uski sabse jhopadi Baja Hoti hai vah ham khud hote hain kyunki ham bahut sari galtiyan karte Hain Jo FIR hamare loss ki vajah banti hai hamen koshish Karni chahie ki galtiyan kam se kam Karen taki next time hamen loss Na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
                      Pakistan Forex forum Se Jab Ham Logon Ko Achcha bonus Mil Jata hai aur ham log trading karna start kar dete Hain To usse basically Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai ya Los ya To Ham Logon ki ki kam qualities ki vajah se hota hai ya Ham Logon ke andar acchi skills Nahin Hoti Ham Logon Ko sabse pahle koshish yah Karni chahie ki market ke andar Achcha experience Hasil karna Shuru kar de Jab experience a Jaega To Kam karna aap Logon ke liye automatically Aasan ho jaega experience ke upar depend karta hai ki ham log successful Honge chances hai ya FIR Nahin
                      Assalam o Alaikum dear forex member achi post share kii hy apny hamein chahye k ham mehnat kren experince hasil kren knowledge hasil kren or ak dosry ki help kren or han ye bat to such hy loss hameij hota nhi hy bal keh haam kgud karaty hainjab haam mehnat nhikrty to hamein loss ho jata hy is lea hamein chahye k ham mehnat kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                        Yes aap nay Bilkl Theek kaha hai Dear mate aap ko cheya k aap market main learning ka sat kaam kiya krein jaab ap ke Learning achio hoti hai toh he aap apni loss per bhe Control kar sakty hain is lia aap ko kaam karty hoay in batio ka Khas khyal kar ka Loss ko kam karny ka lia Koshsh karna Cheya or kamyabe hasil karna Cheya is tarah kaam kar ka he aap kamyab trader ban sakty hain or kamyab ho sakty hain or apna Profit bhe zada kar sakty hain or experience bhe hasil kar sakty hain.
                        "Successful investing takes time, discipline and patience.”
                        Bitcoiner!
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                          G bro loss humari apni learning mistakes ki wajah say hoti Hain isliay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen Demo account per trading ki practice Karen aur seniors ko follow Karen market ki movement ko samjhen aur market ko Analyse Karen aur seniors ko follow Karen aur seniors say information gain Karen aur apni learning ko increse karny ky liay Demo account per trading ki practice Karen aur ziada say ziada mehnat Karen aur apni post ki quality ko improve Karen aur apni experiance ko increse kr ky confident hokar trading Karen issay hum bohat achi income gain kr sakty Hain aur kamyab trader bn sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                            Dear loss hamari hi ghalti ki waja sy hota hai hum koi esi ghalti Kar lety hen jiski waja sy hmara loss hojata hai , isliye jab hum Kam Yani k trading Kar rahy him to hamen bhtt hi soch Smjh k Karni cahiye hai ta k loss sy bacha ja saky or zyada sy zyada faida utha ja saky ,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia apko aisa nahi lagta kay loss hota nahi hay, hum khud kwrtay hein?

                              Aoa Kia apko aisa nahi lagta Kay loss hota nahi hay , hum khud kwrtay hein?je han friends umeed h ap sb khriyat sa hon gy ya bhot he aham saval h ka loss hota ni h hum khud krty han q ka loss hmy tab hota h jb hm galti krty hn r galti hm sa jaldbazi ka chkr ma hoti h hmri ak galti hmry lia loss ka sabab banti b r hmy apni galti sa kch sekhna chya ka galti insan sa hoti h aghr hm barbar galti kryn gy to kasy profit hasil kryn gy esi lia hmy soch samjha ka kam krna chya r jhan hm sa galti ho rhe ho hmy apni galti ko tk krna chya thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X