analysis ko mostly use Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ko mostly use Karen
    Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein Paisa invest Karke trading Karni chahie FIR hi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Forex Ek online aur kabhi bhi khatm na hone wala business hai ghar mein baith Kiska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti ismein UK or USA Jaise countries involved hai ya business all world mein bahut Teji se famous ho raha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ko mostly use Karen

    Ji ap ny bilkal thak kaha ha. Hamen trading mean analyses ko use karna chahyea es mean hamre leay fiada ha forex aik bhot he acha bisniss ha es ap online kam kar sakte hen ap jub bhi free hon es ko time de sakte hean aur achi earning kar sakte hean
    Last edited by ; 21-07-2020, 08:03 AM.
    • #3 Collapse

      Re: analysis ko mostly use Karen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein Paisa invest Karke trading Karni chahie FIR hi Ham kam Karke acchi earning Hasil kar Sakenge Forex Ek online aur kabhi bhi khatm na hone wala business hai ghar mein baith Kiska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti ismein UK or USA Jaise countries involved hai ya business all world mein bahut Teji se famous ho raha hai
      Dear Forex trading Mein Ham Jab koi bhi analysis Karte Hain To Hamen ismein Apne timeframe ke hisab se analysis ko use karna hota hai Kyunki Ham jitne Bade big time frame per analysis Karenge Hamen ismein Itna e-trade ko hold Rakhna padega aur Hamen ismein itna hi trade ko long time ke liye use karna hoga aap Jab Bhi analysis Kahate Hain To isliye aapko chahie kya aap time frame ka saman acche se Karen tab hi aap usmein Achcha profit Le sakte hain aur aap apne trade ka target set kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: analysis ko mostly use Karen

        hamain forum main learn kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga ab hi hum run krein gy uar forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum cahi trade karni ho gi ta k earn karin gay aur forum main expeerince k mutabiq hi trade kar k hi hum real main kam karein gay
        • #5 Collapse

          Re: analysis ko mostly use Karen

          ji han Janab ap bilkul theek hai rahe hain hamen analysis ko mostly use karna chahie tabhi Ham ismein kamyabi Hasil kar payenge Agar hamen iske analysis nahin kar payenge to kabhi bhi kamyab nahin Ho payenge isliye kamyab hone ke liye es ke analysis karvane bahut jaruri hai Taki kamyabi hamen mil sake aur hamen kisi bhi kasam ki pareshani Na Ho aur ham mostly analysis karva Kar Hi kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: analysis ko mostly use Karen

            dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay market ka achhi trh snalysis krna zroori ha isliay apko chayay k trade lganay sa pehlay market ka analysis kren aur market ki movement k mutabik trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
            • #7 Collapse

              Re: analysis ko mostly use Karen

              Traders ki apni ake aadat bana layni chahiye kay her trade may he analaysis kia karay . Kiyu Kay analaysis kay bagair to trade open kernay may he bay waqufi hay. Koi bi trader jetna bi experience rakhta ho ucay analaysis kay bagair trading may hamesha loss he hota hay . Analaysis say he pata chalta hay kay trading kaysay aor kab aor kitnay lot kay saath kic position pay kerni hay . Traders ki kamayabi he analaysis may hay
              • #8 Collapse

                Re: analysis ko mostly use Karen

                Dear members Forex main profitable trading karne ke liye Hamen market analysis karna bahut jyada jaruri hai jo traders market analysis Nahin Karte vah consider hi nahin kiye Jaate ki vah trader Hai Hamen trading karne ke liye Hamesha maarpeet ka analysis karna news Karnal isase karna aur apne balance ko Dekhte Hue trading Kahana bahut jyada jaruri hai agar Ham market se profitable trading karna chahte hain to market mein jyada Se Jyada mehnat Karne ki jarurat hai Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ko mostly use Karen

                  g han dear member anal;ysis jko humen zeyada sy zeyada istaml karna chye jitna ahum achy sy analuysis karen gy humen pher otni he achi kamiyabi mily ge humk otny he achy starky sy achi kamiyabi hasil kar saken gy is main ap sy ye khna chao ga k ap ko chye k aop jab bhe posting karen mehnat k sath karen jo bhe trade opern karen analysis zaroor karen tu he ap is sy achi kamiyabi hasil kar saken gy
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis ko mostly use Karen

                    Walikum salam forex ki duniya k dosto. aap bilkul theak keh rahy hain anaylsis ko mostly use karayn or then he koi na koi faida ho ga warna without analysis karana bohat bhari bewakoofi hain. so analysis kro or mehanat say kam kro...
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis ko mostly use Karen

                      Hamen is business Mein kam karte hue Apne kaam Ganesha acche tarike se karna chahie market gane licence Hamesha acche tarike se karna chahie without analysis ke Hamen bilkul bhi enter Nahin Hona chahie Hamen kabhi bhi is business Mein kam karte hue chal Basi Nahin Karni chahie Hamen Apne Jazbaat ko control Mein rakhte the kam karna chahie sabse Jyada Jaruri hota hai Chi training ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis ko mostly use Karen

                        Assalam o alaikum Jesa k thread ma bat ki gai h k Forex ma analysis ko mostly use krein. Analysis k use krny se apko bht faida hota ha. Analysis krny se apko bht jald kamyabi mill jati h. Jitny b loog Forex trading ma earnings kr rhy hain, wo analysis ki wajah se kr rhy hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis ko mostly use Karen

                          Hello dear friends kaise ho aap log ummid karta hun aap sab theek hun ke yaar Apna Kam acchi tarike se kar rahe Honge bahut Achcha question kya hai aap Logon Ne ji han yah Baat bilkul teacher Forex trading mein agar humne Kamyab hona hai To Hamen Apna made use karna chahie Jitna Jyada Ham Apna main use Karenge utna Jyada mis Businessman success bologe aur Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen chahie Kya maanasa Karen market karna Uske bad Ham kam Karen Jitna Jyada Main Ala lys Karenge Apna Jyada Kamyab Honge Agar market to analyse Nahin Karenge watch Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen analyse Koi use bhi karna chahie tha kya machi profit Aasan kar sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis ko mostly use Karen

                            han ji bilkul theek Kaha dear friend Hamen analyses ko bilkul properly use karna chahie Agar Ham trading Mein analysis Nahin Karte uski market Ko Nahin samajhte FIR Ham trading Kar Bhi Nahin Sakte Kyunki Trident Ek risky business hai aur is business Mein hamare pass experience Ka Hona bahut jyada Jaroori hai isliye taiyar sabse pahle trade open karte waqt market ko acche se analysis kar le FIR Uske bad trade lagaen trading mein jaldbazi bilkul Bhi Na Kary is se Hamesha loss hi hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: analysis ko mostly use Karen

                              Assalam o alaikum han ji forex bahut hi acha business hai iss mien ehnat se work kr k hum achi earning hasil kr skte haien lekin iss klie hamien iss mienexperience hasil krna chahie aur agar hum log iss mientrding kr rahe haien to hum iss se acha profit hasil kr skte haien lekin hamien is ki market ko analyse krna zroori haihum iss ko achi tarah janene k baghair iss mienachi trading nahien kr skte haien iss lie iss ki market ko analyse kr k iss mien trading krni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X