Asalam-o-alikum forex trading mein agar hum ko loss ho jaye to hum sabar karty hain keh phir yahe humare trades profit mein aa jaye magar jaise he trades profit mein ate hy hum close kar dety hain asa kun karty hain hum jab humein loss howa tha to hum ne sabar koiya tha maagr ab jab humein profit hone laga hy to hum saabr kun nahin karty hain , asi loye to kehty hain keh forex mein wohe trader acha profit gain marty hain jo es mein hold karty hain sabar karty hain sabar karny waly he es mein acha profit gain karty hain , es liye humein chahiye keh hum forex tradinmg mein saabr kiya karen aur jo trades jitne loss mein jaye utne he profit mein usy close karna chahiye tab he hum es sy acha profit gain kar sakty hain thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим