Mistakes say learning karen aur inko improve krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes say learning karen aur inko improve krein
    ASSALAM O ALIKUM dear brother Agar Humse Koi mistake Ho Jaati Hai To Hamen chahie ki ham sabse pahle isko find Karen aur isase learning Karke isko improve kar lena chahie aur apne mind mein set kar lena chahie ke isko Ham Dobara Na Kar jaen mistakes ko improve karna bahut jaruri hai mistakes ko improve Nahin Karenge To kamyabi Nahin milegi
    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

    galti se sikhana hamare liye bahut hi behtar hai aur jab tak kam galti hone se nahin sikhenge to kamyabi hamare liye nahin hogi aur agar Ham apni galti hone se sikhate Hain to tab hi hamen kamyabi milati hai galtiyo se jo log sikhate Hain unke liye kamyabi aasan hoti hai aur jo log apni galti hone se nahin sakte ho unke liye kamyabi ka Milana bahut hi mushkil hota hai hamen apni galti hone se jarur sikhana chahie tab hamare liye kamyabi hogi
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

      Forex Trading me Mistakes say learning karen aur inko improve krein. Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Mistakes say learning karen aur inko improve krein. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

        Dear ham ko chahiye k ham is main achi mehant k sat kam kry achi mistake na kry us main ham lo chahiy k ham is main achi mehant k sat kam kry aur achi Post Master Gardener to aapko chai kya aap soch samajh to aapko chai kya aap soch samajh to
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

          hmain forum main apni mistaes ko avoid kar k hi hum acha earn kar saty hain so hamain chahye is k bary main learn karna ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur forum main har zrroa tko poar kar k hi hum acha earn kar sakty hain but hamain learn kar k hi hum achi trade karni ho gi ab hi hum loss say bach sakty hain ab h hum run karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

            Dear ap pehly to koshish karen k mistakes na ho agar ho bhijaen to phr ap preshan na hon or un mistake ko check karin. K wo mistakes kis waja se hoi hain inko improve karny ki koshish karin or apni mistakes se learnkarin
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haleemasultan پيغام ديکھيے
              ASSALAM O ALIKUM dear brother Agar Humse Koi mistake Ho Jaati Hai To Hamen chahie ki ham sabse pahle isko find Karen aur isase learning Karke isko improve kar lena chahie aur apne mind mein set kar lena chahie ke isko Ham Dobara Na Kar jaen mistakes ko improve karna bahut jaruri hai mistakes ko improve Nahin Karenge To kamyabi Nahin milegi
              dear hamen chahie kya Ham Apne galtiyo se sikhen galti har insaan se Hoti Hai Lekin sabse best insan vah hai jo apni galti HO se sita hai aur apne khiladiyon ko ignore nahin karta hamen chahie Kya Kar humse Koi galti Ho jaaye to use galti ko kabhi bhi ignore na Karen aur use galti se hamen sabak sikhana chahie use galti ko hamen dubara repeat Nahin Karni chahie Is Tarah agar Ham Apne ladkiyon ko serious lenge aur usko theek karne ki koshish Karenge tabhi Ham Kamyab ho sakte hain.
              سرکار
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haleemasultan پيغام ديکھيے
                ASSALAM O ALIKUM dear brother Agar Humse Koi mistake Ho Jaati Hai To Hamen chahie ki ham sabse pahle isko find Karen aur isase learning Karke isko improve kar lena chahie aur apne mind mein set kar lena chahie ke isko Ham Dobara Na Kar jaen mistakes ko improve karna bahut jaruri hai mistakes ko improve Nahin Karenge To kamyabi Nahin milegi
                walaikum salam dear Forex member apni bilkul sahi kaha hai ki mistake se learn karna chahie aur inko karna chahie agar hum chahte Hain Ki Ham sab se suni trading Karen aur Forex per humko kamyabi Hasil ho to hamen chahie ki Ham apni galtiyo ko se sikhe aur inko dobara na duhraen aur inko improve Karen tabhi Ham successfully trading kar sakte hain. Hamen chahie ke mistakes ko apni kamyabi ka sidhi banaen.
                Your limitationit’s only your imagination.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                  Hamen koshish Karni chahie ke Ham apni mistake ko Kabhi Bhi Jyada Na Karna Kyunki Jab forest Din Mein Ham apni mistake Jyada Karte Hain To usse sabse bada nuksan Hamen hi hota hai isliye trading ke related Jyada information ho sakta hai aur Experience At Karen aur Jyada Se Jyada learning Karen ki vah jaldi Jyada Pyar Nahin karte hain utani hi aapko aur Nighasan hoti hai aur forest Parampara behtarin quality ki posting Karke Achcha hone Sar kar sakte hain jis ki buniyad per aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                    Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han apki bat bilkul drust hy k miskaes se learning krein or unko improve karna chahiye Pakistan forex forum 1 asa business hy jo apko learning b deta hy or earning b deta hy es apko chahiye k forex forum me kam krne kalye aapko ziada se ziada learning krni chahiye or apni mistakes ko khtm krna chahiye apni posting ki reading krein chek krein k kya mistakes hn or improve krein
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                      Hmm apni mistk said sekhna chya ugr hm nhi sekhy ga to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga forex main mistk krna wala kamyb Nhi hota is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                        ji han bilkul sahi kaha aapane hamen mistake se learning karni chahie aur mein improvement karni chahie jitna jyada apni learning ko improve karenge aur enquiry search karke in per jyada se jyada work karenge jab Ham is per aage badh sakte hain agar Ham mistake ko again karte Hain To Ham is per bahut time lagaenge aur is per Ham jyada loss bhi karenge hamen chahie ki apni learning ko improve Karen aur jyada se jyada is per mehnat Karen jab bhi yah mumkin hai ki Ham is bar kamyab honge aur isase achcha han yaar nind bhi kar payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                          Khud ki ghaltiyion sy behter seekhna koi aur Cheez nahi de sakti kiun k khud ak cheez ko practically deal krty ho tu us k har choti sy choti cheez k pta laag jaata hy so achi baat yeh hy k jis kam mn difficulty ho rahi hy behter krne ki kosish kren aur focus bna kr karen interested hn gy tu pta chal jae ga k ghalat kahn per kr rahe ho aur uska solution talaash krna mushkil nahi reh ga dosrion sy kitne bhi lecture lety raho kuch khaas hasil nahi ho ga jb tk ak Cheez ko hath sy deal na kya jae zaati tajarba sy hasil krda experience deer paa hota hy aur poori zindgi is k baary mn nahi bhool pata aur is ko caary kr chlne ka benefit earning mn nazar aa jaata hy jaisi hi mistakes ka graph neechy ae ga hasil hone vaaly inaam ka graph oper jae ga.so acha deal kren aur khobsorat tareeqy sy task mukamal kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                            Assalamu alaikum friends agar Forex mein hamen posting karte hue mistake Ho jaati hai to hamen chahie ke posting karne se pahle usko ek bar learning kar len learning karne se hamen bahut fayda hoga aur ham bonus hasil kar payenge aur apni galti improve kar payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes say learning karen aur inko improve krein

                              Dear Khud ki ghaltiyion sy behter seekhna koi aur Cheez nahi de sakti kiun k khud ak cheez ko practically deal krty ho tu us ok har choti sy choti cheez okay pta laag jaata hy so achi baat yeh hy ok jis kam mn problem ho rahi hy behter krne ki kosish kren aur focal point bna kr karen fascinated hn gy tu pta chal jae ga ok ghalat kahn per kr rahe ho aur uska answer talaash krna mushkil nahi reh ga dosrion sy kitne bhi lecture lety raho kuch khaas hasil nahi ho ga jb tk ak Cheez ko hath sy deal na kya jae zaati tajarba sy hasil krda journey deer paa hota hy aur poori zindgi is okay baary mn nahi bhool pata aur is ko caary kr chlne ka advantage earning mn nazar aa jaata hy jaisi hello mistakes ka plan neechy ae ga hasil hone vaaly inaam ka design oper jae ga.so acha deal kren aur khobsorat tareeqy sy assignment mukamal kren hamye jo bhe mistake hoti hy hamye in sy kuch sekhna ho ga tu ham kamyab ho skty hy ur khud ko improve kr skty hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X