Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade Lagane se pahle market ko analyse karne
    Friends Hamen chahie ki Ham trade Lagane se pahle market ko analyse karne aur Market ko analyse karne ke bad Ham Ek plan banaa Le aur Usi plan ke mutabik trade lagaen Agar Ham plan Banakar kam Karenge To Hamen Business mein profit Bhi Hoga aur earning acchi Hogi aur yahan se koi loss bhi nahin hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

    Hamen forex men trade lagany say pahly achy tarah say market ko analyse karna chahey kun kay agar hum forex men achy tarah say kamyaby hasil karna chahty hain tu hamen as men bahut dil laga kar kam karna hoga kun kay forex men trading kay duran hamen as men bahut saber kay sath kam karna hota hy ur hum as men kamyaby hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

      Market Karnal service bahut jaruri hai agar aap log create Lagane se pahle market ka analysis karte hain market ka tajiya Karte Hain To aap log Ek Achcha trade Laga sakte hain
      ab nextrove Logon nahin hai dekhna hai ki market ke tajiya ke andar kya kya hota hai market ke tajiya ke andar candlesticks ki moment Hoti Hai Pepsi Ki Kasam parade hota hai grafter Sudhar Hota Hai Uske alava aap Logon ki planning Hoti Hai Saturday ji Hoti Hai yah sab nelson's ke andar Aata Hai
      ​Forex is the Best Business of the world!
      • #4 Collapse

        Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MirzaYaqoob پيغام ديکھيے
        Friends Hamen chahie ki Ham trade Lagane se pahle market ko analyse karne aur Market ko analyse karne ke bad Ham Ek plan banaa Le aur Usi plan ke mutabik trade lagaen Agar Ham plan Banakar kam Karenge To Hamen Business mein profit Bhi Hoga aur earning acchi Hogi aur yahan se koi loss bhi nahin hoga
        Hamesha hamen market ko analyse kartay rehna chahie aur khas taur per hamen market ko us waqt analysis karna chahie jis waqt ham trade lagany ja rahay hoty hai usi waja sy hamen bahut zeada benefit hota hai aur trade hamari profit dy ker jati hai...
        • #5 Collapse

          Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

          Forex trdaing mein successful traders wohi hoty hain jo is mein trader open karny se pehly workout karty hain aur is market k analysis karty hain jab bhi koi trade lagany lagyn tu pehly ap currency pair select karyn aur us par ap apni trading strategy k mutabiq har time frame laga kar technical analysis karyn aur fundamental analysis bhi karyn aur jab acha entry point mily tu trade open karyn aur tu apko faida hoga aur kabhi bhi analysis k baghair trading mat karyn aur apny account balance k mutabiq trade open karyn
          • #6 Collapse

            Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

            HElloOOOO forex MEmbers...........
            hanjee tu main apkii bat sy agree krtiii hun k hmain trad lgany sy pehly market ko analysis krnaa hugaa thn he hm achii earning kr paingy. trader ko cahaye ko wo trad active krny sy pehly market ko watch kry market k ups down ko understand krain then he wo forex pr apnaa best dy sktaa hy.hm jitnaa zada knowledge or experience k sath kam kraingy hm utnaa he zada he success gain kraingy shukriyaaa
            • #7 Collapse

              Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

              Trade lgaany sy pehly hamein market k signals ko analyse karna chahie keu k jab tak market ki movement ka pta na chly tab tak trade nh lgnaa chahiye. Jik pas experience hoota hai wo chaahy market ko analyse krein ya na krein wo trade lgaa dyty hain keu k unk pas kfii experience hota hai wo firex ki techniques ko jaanty hain isi wja sy wo kamyaab bhi hoojaaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                Assalamu Alaikum, achcha trader Hamesha acche analysis ke bad he trading main entry point leta hai, taki voh profit hasil kar sake, kyunki Jo trader Bina sochy samjay trading karta hai hai usko mushkilat ka samna karna parta hai, Forex Mein Hamesha serious member kamiyab hoty hein.
                Instaforex is the Best broker
                • #9 Collapse

                  Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                  yes you are Right, market ko analyse krein ya na krein wo trade lgaa dyty hain keu k unk pas kfii experience hota hai wo firex ki techniques ko jaanty hain isi wja sy wo kamyaab bhi hoojaaty hain have a nice day.
                  Ali hassan
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                    Trade Lagane se pahle Hamen market karna licence acche tarike se karna chahie Jab Ham read Lagane se market analyse acche tarike se Karenge To Ham is business Mein acchi kamyabi Halchal kar Sakenge Hamen market karne last Hamesha acche tarike se khana 6 without analyses ke market mein bilkul bhi nahin Hona chahie Hamen Hamesha samajhkar trading Karni chahie readymade jaldbaji Nahin Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                      Assalam o alaikum G ha trade lagane se pehle market ko analysis karke trading karni chahiye aur hamesha soch samajhkar sabar ke sath kam karna chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye hamesha fresh mind hokar confidence k sath achi planning k sath kam karna chahie aur market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie aur small lot size ka use karna chahie agar Ham trading karte waqt jaldbazi nhi karenge aur sabar k sath kam karege aur market ko analysis karke trading karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain agar ham trading karte waqt jaldbazi aur lalach karege to Ham kabhi bhi trading main kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur hamen loss ho sakta hai agar Ham loss se bachna chahte hain aur acha profit hasil karna chahte hain to hamen hamesha soch samajhkar Dil laga kar mehnat k sath hardworking k sath kam karna chahie aur market k rules k mutabik kam Karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                        ji han aapki baat bilkul theek hai trade lagane se pahle market ko acchi tarah analysis Karen soch samajhkar trading Karen analysis ko ignore na Karen Achcha entry point milane per hi trade open Karen Achcha signals ka wait Karen agar wait nahin karenge jaldbazi aur tuky ka kam karenge to aapko sirf na kami hogi aur aap kabhi Kamyab nahin ho sakte isiliye soch samajhkar trading Karen jaldbazi aur tuky ki trading bilkul na Karen forex ek online business hai ismein Ham kisi bhi time kam kar sakte hain isiliye fresh mood hokar active mode hokar trading Karen Puri responsibility ke sath pure confidence ke sath taake aap apni mehnat ke sath unlimited earning kar sake aur successful trader Ban sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade Lagane se pahle market ko analyse karne

                          Assalam walekum kaise hain aap sab ummid karta hun bilkul theek honge ji bilkul aane ke lagane se pahle market ka analysis karna lahsun hai agar ham sath Hain ki ham Jo tel laga rahe hain vah successful trade ho usmein hamen profit loss Na ho to hamen chahie ki pahle market Ka chitra se analysis karne market ki movement ko jab ham acchi Tarah red kar lenge ham usko analyse kar lenge ke market mein kya rate chal raha hai to jab bhi ham koi trade lagaenge hamen loss Nahin Hoga balki vah trade profit mein jayegi
                          • #14 Collapse

                            Trade Lagane Se Pehle Market Ko Analyze Karna

                            1. Trade Lagane Ka Maqsad


                            Trading ka asal maqsad profit kamaana hai. Lekin, bina kisi analysis ke trade lagana khud ko mushkil mein daalna hai. Isliye, pehle market ko analyze karna behad zaroori hai taake aap soch samajh kar faislay karein.
                            2. Market Analysis Kya Hai?


                            Market analysis ka matlab hai market ki halat, trends aur price movements ko samajhna. Yeh ek systematic process hai jismein aap past data, current events aur market sentiment ko madde nazar rakhte hain. Is analysis se aapko yeh samajh aata hai ke kis direction mein market ja raha hai.
                            3. Fundamental Analysis


                            Fundamental analysis ka mqsad economic indicators, financial reports aur news events ka jaiza lena hai. Yeh analysis aapko yeh batata hai ke market ki asal halat kya hai. Jaise ke, agar kisi country ka GDP barhta hai, to is se currency ki value bhi barh sakti hai.
                            4. Technical Analysis


                            Technical analysis charts aur historical price data ka istemal karta hai. Is analysis se aap patterns aur trends dekh sakte hain. Technical indicators jaise Moving Averages, RSI aur MACD ki madad se aap market ki movement ko predict kar sakte hain.
                            5. Chart Patterns


                            Chart patterns bhi analysis ka ek hissa hain. In patterns se aap market ke future movements ka andaza laga sakte hain. Jaise ke, Head and Shoulders, Double Tops, ya Flags. In patterns ko samajh kar aap entry aur exit points tay kar sakte hain.
                            6. Sentiment Analysis


                            Market sentiment ko samajhna bhi zaroori hai. Yeh dekhna ke traders kis tarah ka soch rahe hain, aapko market ki mood ko samajhne mein madad deta hai. Agar zyada traders bullish hain, to market ki price barhne ke chances hote hain aur vice versa.
                            7. Economic Events Ka Jaiza


                            Economic events jaise interest rate changes, inflation data aur employment reports ka bhi analysis karna chahiye. In events ka market par seedha asar hota hai. Agar kisi country ki economic condition achi hai, to uski currency ki value barhne ke chances hote hain.
                            8. Risk Management


                            Risk management market analysis ka ek aham hissa hai. Aapko yeh dekhna hai ke aap kis had tak risk lene ko tayyar hain. Iska matlab hai stop loss set karna aur position size tay karna. Yeh aapki loss ko limit karne mein madad karta hai.
                            9. Time Frame Ka Chayan


                            Market analysis karte waqt aapko time frame ka chayan karna hoga. Kya aap long-term trading kar rahe hain ya short-term? Har time frame ka apna analysis method hota hai. Short-term trades ke liye technical analysis behtar hota hai, jabke long-term trades mein fundamental analysis zyada maayne rakhta hai.
                            10. Trade Setup


                            Ek acha trade setup banane ke liye market analysis ki madad se aapko entry aur exit points tay karne chahiye. Jab aapne market ki halat samajh li, to aapko yeh decide karna hai ke kis level par trade lagana hai. Iske liye support aur resistance levels ko dekhna zaroori hai.
                            11. Backtesting


                            Backtesting se aap apne strategies ko historical data par test kar sakte hain. Yeh process aapko batata hai ke aapki strategy kis had tak successful rahi hai. Isse aapko confidence milta hai aur aap apne decisions ko behtar kar sakte hain.
                            12. Continuous Learning


                            Market ka analysis ek ongoing process hai. Aapko market trends, news aur economic events par nazar rakhni hogi. Continuous learning se aap apne analysis skills ko behtar bana sakte hain. Yeh aapko market ki changes se updated rakhta hai.
                            13. Trading Plan Banana


                            Market analysis ke baad, aapko ek trading plan banana chahiye. Is plan mein aapki strategies, risk management techniques aur goals shaamil hone chahiye. Acha trading plan aapko discipline aur focus rakhta hai.
                            14. Conclusion


                            Trade lagane se pehle market ka analysis karna aapki trading success ka ek bada hissa hai. Bina analysis ke trade lagana aise hi hai jaise andhere mein chalte hue. Isliye, har trader ko yeh samajhna chahiye ke market analysis unhe behtar decisions lene mein madad karta hai. Yeh aapki trading journey ko safe aur profitable bana sakta hai.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trade Lagane Se Pehle Market Ko Analyze Karne Ka Tareeqa


                              Trade lagana ek aise amal hai jise soch samajh kar kiya jata hai, lekin bohot se traders is pehlu ko nazar andaz kar dete hain. Market ko analyze karna sirf ek zaroori qadam nahi, balki aapki trading ki success ka bhi aik ahem hissa hai. Is maqale mein hum yeh jaanenge ke market ko analyze karne ke liye kya kya zaroori hai, aur is process ko kaise behtar banaya ja sakta hai.
                              1. Market Analysis Kya Hai?


                              Market analysis ka matlab hai wo tools aur techniques ka istemal karna jisse traders ko market ke halat aur trends ko samajhne mein madad milti hai. Ye analysis do main categories mein taqseem hota hai: fundamental analysis aur technical analysis.
                              • Fundamental Analysis: Ye analysis kisi bhi asset ki asli value ko samajhne ki koshish karta hai. Ismein economic indicators, company ki earnings, industry trends, aur political stability ko dekhna shamil hai. Yeh approach un traders ke liye faydemand hai jo lambi muddat ke liye invest karte hain.
                              • Technical Analysis: Ye analysis charts aur past market data ki madad se kiya jata hai. Ismein price movements, patterns, aur trading volume ka dekhna shamil hota hai. Technical analysts aise trends dhoondte hain jo future price movements ko predict karne mein madadgar sabit hote hain.
                              2. Fundamental Analysis Ke Tools


                              Fundamental analysis ke liye kuch ahem tools aur indicators hote hain:
                              • Economic Indicators: GDP growth, unemployment rate, inflation rate, aur central bank ki monetary policy jaise indicators market ki halat ko samajhne mein madadgar hote hain.
                              • Company Reports: Earnings reports, balance sheets, aur cash flow statements kisi bhi company ki financial health ko jaanchne ka zariya hain.
                              • News aur Events: Political events, regulatory changes, aur global news bhi market par asar dalte hain. Isliye traders ko in sab cheezon par nazar rakhni chahiye.
                              3. Technical Analysis Ke Tools


                              Technical analysis ke liye bhi kai tools hote hain jo traders ko market ke trends ko samajhne mein madad karte hain:
                              • Charts: Candlestick charts, line charts, aur bar charts market movements ko visualize karne ka zariya hain.
                              • Indicators: Moving averages, Relative Strength Index (RSI), aur Bollinger Bands jaise technical indicators market ki volatility aur trends ko samajhne mein madad karte hain.
                              • Support aur Resistance Levels: Ye levels market ki critical points hote hain jahan price ek certain level tak aati hai aur wapas jati hai. Inhe samajhna traders ke liye bohot zaroori hai.
                              4. Market Sentiment Analysis


                              Market sentiment analysis se traders ko yeh samajhne mein madad milti hai ke market mein log kis tarah ka behavior dikhate hain. Iske liye kuch methods hain:
                              • Surveys aur Polls: Investor sentiment surveys ya polls se traders ko yeh pata chalta hai ke log kis tarah se market ki taraf dekh rahe hain.
                              • Social Media aur News: Social media platforms aur news articles par logon ka discussion bhi market sentiment ko samajhne mein madadgar hota hai.
                              • Volume Analysis: Jab kisi asset ka trading volume badhta hai, to yeh yeh darshata hai ke market mein zyada interest hai. Iska istemal karke traders market ki overall mood ko samajh sakte hain.
                              5. Risk Management


                              Market ko analyze karne ka ek ahem hissa risk management hai. Ye zaroori hai ke traders apne capital ko protect karein aur losses ko limit karein. Iske liye kuch strategies hain:
                              • Stop-Loss Orders: Yeh orders automatically aapki position ko close karte hain jab market aapke set kiye gaye level se neeche chala jata hai. Is se aapke losses control mein rehte hain.
                              • Position Sizing: Yeh strategy aapko yeh samajhne mein madad karti hai ke aapko kis kadar ka capital kisi position mein invest karna chahiye, taake agar market aapke khilaf chale to aapka overall capital khatam na ho.
                              • Diversification: Alag-alag assets ya sectors mein invest karne se aap apne risk ko spread kar sakte hain. Is se agar ek asset lose karta hai to doosre assets aapko balance kar sakte hain.
                              6. Conclusion


                              Market ko analyze karna trade lagane ka sabse important pehlu hai. Fundamental aur technical analysis ke tools ka istemal karke, traders ko market ke trends aur sentiments ko samajhne mein madad milti hai. Iske ilawa, risk management ki strategies apne capital ko protect karne ke liye zaroori hain. Agar aap trading mein success chahte hain, to in sab aspects ko nazar mein rakhna bohot zaroori hai. Is tarah, aap apni trading journey ko behtar aur more profitable bana sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X