Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?
    Dunia kay taqreeban saray business kay liay koi na koi office zaror hota hay aor koi na koi setup bhi zaror hota hay jo k en businesses ko chalanay kay bohat ziada kam atay hain aor en tamam businesses ko manage karnay main bhi en offices ka bohat kirdar hota hay lakin Forex trading kay baray main maira ap say yeh sawal hay k kia Forex trading kay liay bhi kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

    Hamen trading Karke profit Kama sakte hain Hamen profit Kama Ke Ham apni life ko San banaa sakte hain forex market Mein trading karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti yah Ek Aisa business hai jo ke Kabhi khatm Nahin Hoga Ham ismein mehnat se kam Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi Agar Ham kam karte hue Koi galti kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega yah Ek online business hai
    الحمد لله رب العالمين

    • #3 Collapse

      Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

      Nahin dear Mera Nahin Khyal ke Kisi Khaas setup ki jarurat hoti hai Hamen mobile ya laptop per Kahin Bhi baithkar kar sakte hain is kam ke liye Hamen yah to Ek PC chahie hota hai ya Ek mobile Jis per Ham online yah kam Karte Hain Agar Hamara knowledge Achcha Ho To Ham Sirf ine Do chijon Ki madad se acchi income Le sakte hain aur apni Lifestyle ko change kar sakte hain yah depend Karta Hai Ham per ke Ham Kis Tarah Se mehnat karte hain aur Kis Tarah Se Apne kaam ko Aage Lekar Chalte Hain Aaj Kal internet Ki Duniya Hai isliye Kuchh Bhi kam Mushkil Nahin Raha Agar Ham Iske bare mein knowledge Lena Chahe to bhi Ham mobile ya kisi ke sath connect hokar Iske bare mein information Le sakte hain aur apni trading ko improve kar sakte hain isliye Hamen hardworking Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

        As a profession ap koi bhi business join Karen to us ka set up must hota he forex trading me jab ap career start Karen to trading environment ka hona bahut zaruri hota he ap ka environment friendly ho to ap trading par concentrate Kar paye ge aur regular work k lie office ka set up banana bhi bura idea nahi he is se hota ye he k ap trading ko as a daily job ki tarah treat karenge aur jis business par focus ho to us me kamyabi ka ratio bhi barh jata he
        • #5 Collapse

          Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

          bilkul thek kaha hy apny, forex trading ky lye office hona chaye jis sy pehr kafi ziada fiada hsoatk ahy so hamien is miamehant karnyc haye aur pehr himat ky sath work akrna chaye jis sy pher kafi ziada fiad hsoakt ahy so hamein ismiamehant krny chaye jis sy pher kafi ziada faida
          • #6 Collapse

            Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

            Asslamualikum forex per work krne k lie apko time dene ki zaroort hoti hy mehnt krne se hamesha acha bonus milta hy jitni ziada mehnt kro gy utna acha result pao gy hamesha hardworking se success gain hoti hy forex ko daily basis per time den gy to lazmi kamyab hn gy jb tk acha work nai kro gy to kesy kamyabi mumkin ho skti hy
            • #7 Collapse

              Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

              duniya mein agar koi bhi business dekhe to use business letter mein Koi Na Koi office jarur hota hai lekin Pak forex mein kam karne ke liye hamen kisi bhi setting ki jarurat nahin hai apne mindsetup ki jarurat haiagar hamara mind is platform ki taraf hai To Ham acchi se acchi transparent kar sakenge aur agar hamara interest hai is platform Ki tarah To Ham acchi se acchi knowledge bhi hasil kar sakenge agar hamara hai platform per To Ham jyada kar sakenge bonus earn aur acchi income hasil kar sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Dunia kay taqreeban saray business kay liay koi na koi office zaror hota hay aor koi na koi setup bhi zaror hota hay jo k en businesses ko chalanay kay bohat ziada kam atay hain aor en tamam businesses ko manage karnay main bhi en offices ka bohat kirdar hota hay lakin Forex trading kay baray main maira ap say yeh sawal hay k kia Forex trading kay liay bhi kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

                Dr Forex Apne Sahi kaha ke forex for Mein Hamen Kisi e-office yah Jagah Kidhar hoti hai to dear members Forex form hai kya shop platform Hai jismein Hamen Kisi office yah Ek mustaqil jagah ki jarurat Nahin padati Amisha Kisi bhi time of Kisi bhi Jagah baithkar speak kam kar sakte hain vah Samay se minut bahut jyada Karni Hote tab bhi Ham Kamyab ho sakte hain aur ek acchi trader Ban sakte hain Hamen chahie ki Ham Apne a quality word ko increase Karen tabhi Ham Kamyab ho sakte hain aur Hamen apni post ki quality ko informative banana hoga...
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

                  Nahi brother forex trading business ky lie ham ghr Beth kar he kam kar skate Hein kyon Ky is business ko online he Kia jata hai is lea ap is ko Kis office main bhe kar sakty hein ghar main Beth kar bhe kar skate forex Business ka yahi sab sy Acha faida ha islie ap ghar Beth kar apna profit bana kar Withdraw karwa sakta hein islie is mean Hamen hardworking sy kam Krna chahta.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Forex trading kay liay kisi office ya khas setup ki zarorat hoti hay?

                    dear forex tradign k liey kisi khas setup ki zrurat nahi hoti bs aap k mobil ay leptop mein jaha per aa work krty ahin aap ko aik app download krna hoti ahi jo k i think insta forex hoti hai , is k elawa apa ko kisi bhi kisam ka koi setup nahi chahey hota or aap ko apny work per dyhan dyna chahey or sath hi forex ki learnign per focus krna ho ga agar aap ko kamyab hona hai to q1 k jo bhi trader kamyab hony k lliye pehly basic learnign krty hain to un ko nuksan km sy km hota hai or un ka account bhi mehfooz ryhta hai is liye aap ko bhi kam krny sy pehly apny account ko mehfooz krny k liey pehly kuch knowledge krni ho gi tabhi aap kam ko behter treeky sy ker payn gy.
                    "Dream bigger. Do bigger"
                    (mahroosh)
                    :1f607:


                    اب آن لائن

                    Working...
                    X