forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha
    Aaslam o Alaikum! Dear friends, forex trading ak asa business ha jis ma humay emotions ka bohat bara kirdar hota ha experts kahtay hain k forex trading 10% buying our selling ha baki 90% trading psychology ha mean k emotions ki game ha is ma humay bar bar fasla sazi k marhlay say guzarna parta ha. new traders ki majority market ki choti c movement pay he jazbati ho k faisalay kar lati ha yah phr running cnadles pay he trading start kar lati ha our candle k close honay yah phr achi entry point ka intazar ni karti. kamyab trader bananay k liay emotional yahani jazbati shifting say bachnay boaht zurari ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

    hamy apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hian hamy loss hony pAr tense nahi hona chahye pher hi ham kamyab ho saty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hian yai kabe be band na hony wala aik ral business hain is main hamara koi boss nahi hot ahain e
    • #3 Collapse

      Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

      G Han thek kaha apny j forex maim kaam karte hue hume js main emotional hokat kaam nahi karna chayr balkay is main mehnat ot hard work k sath kaak karba chays taa k hum is main asani sy kamyab ho saken or best way kain is main succeed ho saken q k jazbat main hum aksat galat fesly le lete hain jis sy hume siwse nuqaan k kuch haial nahai hota isliye hune mehnat karna nahi chorni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

        Hamen lalchi Bankar is Mein kam karne ka nuksan hi hoga Hamen ismein Mahina se kam karna chahie mehnat kamyabi ka ek Achcha tool Hai Hamen market ko acche se Samajh Kar Is ky rules ko follow karte hue kam karna chahie yah Ek aik asa karobaar hai jo ke kabhi be band nahe ho sakta hum isko Apna lifetime carrier bhi banaa sakte hain ya Ek world wide karobar hai hum is mai live kam karty hai
        • #5 Collapse

          Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

          Forex trading mai emotional mental state mai janay say bachnay kay liye traders ko practice aur training ki bohat zarurat hoti hai. Jo traders apni demo trading mai achi practice ker kay planning aur strategies ko baar baar revise kertay hain unhain forex trading kay doraan emotions ko control kernay ka bohat moqa milta hai. Kaamyab traders hamesha apni trading aur business say emotions ko dur rakhtay hain
          • #6 Collapse

            Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SMITHSHAHZAD پيغام ديکھيے
            Aaslam o Alaikum! Dear friends, forex trading ak asa business ha jis ma humay emotions ka bohat bara kirdar hota ha experts kahtay hain k forex trading 10% buying our selling ha baki 90% trading psychology ha mean k emotions ki game ha is ma humay bar bar fasla sazi k marhlay say guzarna parta ha. new traders ki majority market ki choti c movement pay he jazbati ho k faisalay kar lati ha yah phr running cnadles pay he trading start kar lati ha our candle k close honay yah phr achi entry point ka intazar ni karti. kamyab trader bananay k liay emotional yahani jazbati shifting say bachnay boaht zurari ha
            Walekum assalam dear Forex member you are right ke hamari jitni bhi seniors hai vah kahate Hain ke 10% sell ar buy Ka hota hai Baki Ham 90% Apne a psychology se Hasil kar sakte hain agar Ham strong psychology rakhte Hain. Ham trading mein emotion se tab bach sakte hain agar Ham Sahi planning Karen apne liye target set Karen. emotion har insan ke sath connect hote hain aur yah ek jaruri baat hai ki jab market hamare against jata hai to Ham emotion mein a jaate Hain aur kuchh kuchh galat jarur kar jaate Hain khud ko emotion mein control rakhne ke liye aapko chahie ki aap market ki moment ko hi time-frame per rakhen aur jyada market ko Na dekhen apne liye ek target set Karen aur use per pahunchne per jo bhi profit aapko mile is per sabar kar lena chahie aur honth ko is kadar kabil banana chahie kya aap emotion per easily control kar sake.
            Your limitationit’s only your imagination.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SMITHSHAHZAD پيغام ديکھيے
              Aaslam o Alaikum! Dear friends, forex trading ak asa business ha jis ma humay emotions ka bohat bara kirdar hota ha experts kahtay hain k forex trading 10% buying our selling ha baki 90% trading psychology ha mean k emotions ki game ha is ma humay bar bar fasla sazi k marhlay say guzarna parta ha. new traders ki majority market ki choti c movement pay he jazbati ho k faisalay kar lati ha yah phr running cnadles pay he trading start kar lati ha our candle k close honay yah phr achi entry point ka intazar ni karti. kamyab trader bananay k liay emotional yahani jazbati shifting say bachnay boaht zurari ha
              Walekum assalam Kiya aap Sahi kah rahe hain Forex Mein emotional kab ho jyada kirdar hai jitni bhi Jyada Ham Apne emotions ko control kar lenge utna Hi Naam Forex Mein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein 10% by yourself Hai Baki 90% emotions ki game Hai Kuchh log Aise Hote Hain Jo candle Ki Tarah sim movement ko Dekhte Hue jaldbazi Se Apna Faisla Badal lete hain lekin yah Baat galat hai ek Achcha trader kabhi bhi jaldbaji Se Kam Nahin Leta Hua Soch samajhkar aur acchi planning ke sath hi trading Karta Hai Jab Bhi aap trading start karen to Sath hi Apna exit point decide kar Leta kya aap apne lalach aur emotions ko acche tarike se control karne Jab aap take profit aur loss ko decide kar lete hain to isase aapko Apne emotions ko control rakhne mein bahut jyada fayda Milta Hai
              • #8 Collapse

                Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

                GM treading main emoation sa bechn ky lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra fresh mind ky sath kam kra market ko achy sa semjh analysis kra mouvmnt ko semjhna tb hi achi qulit ka kam kr kamyb Ho saky ga jitni mhynt sa achi qulit Kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading ma emotional shifing say kasay bacha ja sakta ha

                  Ji han aapane bilkul Achcha question Kiya Hai agar Ham emotional hokar kam Karenge Tu ismein ham log Aise Bhi Utha sakte hain Kyunki Jo log imotional se kam Karte Hain vah Aksar loss Mein Hi rahte hain ismein Soch Samajh Kar kam karna chahie Koi kam emotional hokar nahin karna chahie Kyunki Jo log emotional hokar kam karte hain vah Aksar loss uthate Hain Hamen kabhi bhi jazbati hokar is business Mein Kam Nahin Karna chahie Hamen bilkul Soch Samajh Kar kam karna chahie Agar Ham Soch Samajh Kar kam Karenge To Ham Fir ismein fayda Bhi Utha sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X