Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

    g han ap ki bat biulkul theek hay aur main is bat se agree karti hun humain kabhi bhi riski trading nai karni cahiay forex mein kaam karty waqt kosis karay experience aur knowledge kaam karay tab he possible hai ap es mein easily kaamiyab hon pae gae es mein kaam karty waqt cool mind rahay ap k liye better ho ga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

      g bilkul learner member ko risky trade se dour rehna chahye aur voh os vaqt tak avoid kray jab tak oski learning strong na ho jaye.learner ko chahye k woh thoray risk wali trade mrein jaisa k small spread waly kisi currency pair ki trade start kr le aur apna experience bhi improve kry.agar direct big risky trade ko join kiya jaye to oska result sirf or sirf nuqsan hoga.
      • #18 Collapse

        Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

        ji han bilkul dear forex members of jab Tak lene hain aapko risky trade nahin leni chahie aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo pure world mein famous hai isme agar aapka main aap hona chahte Hain to aapko chahie ki mehnat Karen ya ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

          Hamen kabhi bhi trading Mere Se Kam Nahin Lena chahie Kyunki Jab Ham trading mein race kar lete hain to vaise Hamen hi nuksan hota hai isliye Hamesha koshish karen market ko analyse Karke money management ke hisab se apni rate open Karen isliye Jo Banda market ko analyse Karke apni trade open karta hai aur Market mein jyada risk Nahin Leta Hua kamyabi Hasil kar pata hai
          • #20 Collapse

            Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

            Jab ap new hotay hain kisi bhi kam main tu ap ko chaye kay ap wo kam thar kar karain jab tak ap us kam main puray tarekay say mahir nahen ho jatay aisa he forex trading k sath hai ager ap new hain tu ap demo trading karain tab tak jab tak ap ko forex trading karna na ajaye or ap loss na kartay hon ager ap demo main bhi loss kartay hain tu ap ko live trading nahen karni chaye,
            • #21 Collapse

              Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

              Ji han Forex trading Mein Jab aap learner Hain To aapko chahie ke Forex trading Mein money management Ka Khyal Karen small Laat use Karen small profit Hustle karne ki koshish karen Jyada risky trade Na Le jisse Hamen nuksan Ho Forex trading Mein vah log kam job Hain Jo 8 worker Hain Apne kaam par focus karte hain aur apne knowledge ko increase karne ki koshish Karte Hain
              • #22 Collapse

                Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

                aap learning ke dauran kabhi bhi risky trade na lagaen Kyunki aap Jab Fox ko learn kar rahe hain to use Waqt risky trade Lagane se aap loss kar sakte hain jab tak aap acche trader Nahin Ban Jaate use Waqt risky traders na lagaen Kyunki aapko Agar trading karne ka pata hi nahin aur agar aap aap Aise risk Lenge to aapko last hone ka chance jyada hai isliye Hamesha analysing aur Market trend ko Dekhte Hue trading Karen
                • #23 Collapse

                  Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

                  G bilkul theek baat ki hai k forex forum mein jub ap beginners hein r learning k start vali stage pr hein tu us time trade karty waqt zayada focused rehny ki zaroorat hoti hai q k zayada risky trade open karny se hamein trade pr axha hold nahi hota hai to us trade se profit pr confirmation nahi hoti hai r is leye trade vahi open karein jis pr grip axhi ho r trader ko lagy k us trade ko vo axhy se handle kr le ga r us mein lose ki value ya chances km hu r profit ki ratio zayada lg rahi ho tub is trag risk free trade kar k vo apna account bhi safe rakh sakty hein r apna account capital bhi improve kar sakty hein,..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jab aap learner hai to aapko risky trade Nahin leni chahie

                    Ji han Forex trading Mein Jab aap learner Hain To aapko chahie ke pahle aap demo Kaun per practice Karen isase proper time data ke apne experience ko Behtar kar sake market ki moment ko acchi Tarah samajh sake tab aap acche trade Karke Achcha fayda Asar kar sakte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X