Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho jae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho jae
    Friends forex trading ma loss to sb ko hota hai. Forex trading ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho jae ga. Forex trading loss ko dakh kar tension ma ah jayn gy to profit k darwazy hamesa k lae apny uper band kar leyn gy. Plz comment???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

    forex trading mein aapane loss is sabak sikhana hai ki forex trading main aapko lost kyon ho raha hai aur kyon aapki trading mein bar bar loss hota hai jab aap ke pass ek planning hogi aur aap apni self-evaluation karenge Kiya mein Bahar bar kyon Ho nuksan hota hai to aap trading mein kamyabi honge aur aapke liye trading hathon bhi hogi trading mein aapane kam karte hue kabhi darna nahin hai aur aapane positive mindset ke sath chijon ko achieve karke apne aap ko ek achcha aur kaamyaab trailer banana hai kyunki trading kaise chapte hai jisko humne readout bhi karna hai aur yah bahut hi mushkil hai ki humne perfect performance kisi apne aap ko kanya banana hai aapane har roj apni varjan dekhni hai kya aapane kaun se vardi ki hai jiski wajah se aapko loss jyada hi jawab beauties apni uski trading mein lekar aaenge to aap apni responsibilities ko pahchan lenge aur aap apni trading co perfect banaa lenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

      Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Forex mein jo Hamen loss hota hai usse Agar Ham Kuchh sikhenge aur FIR Uske mutabik Ham next kam Karenge to To Ham Achcha kam Karenge aur Hamen profit Bhi Milega isliye Agar Hamen Kabhi loss Ho Jaaye To Hamen mayus Nahin Hona chahie ki apni mistakes ko samjhaie unko correct Karen aur FIR Apne full potential ke sath come back Karen Taki aap acchi earning kar sake aur accha profit banaa sake
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

        loss se hmain apni mistake ka pata chakta hai ke ham kahan aur kaise mistake kar rahe hain agar ham ne mistake karni hai to ham earn kar sakte hain agar ham mehnat se demo pe kaam kr sakte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain profit ke liye kaam karna hai agar ham demo pe kaam karain ge to hmain buhat hi acha faeda ho ga aur hmain market kio samajh aye gi ke hmain market mein kaam kaise karna hai is liye hmain kafi time dena parta hai tab hmain market ke trend ki samajh ati hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

          G Han thek kaha apny k forex main apkp sabst pehly loss sy bachna chaye or ager aplp loss ho bhi jata hai to aap us loss ko cover karne k bare main sochen q k istrah aap is ko easily seeky sakta hain or achi trah sy profit kama sakte hain or is maim harx work sy sucees haisl kar sakte hain
          .
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

            aik bohat hi umdah andaz may ap nay hamen bataya hey forex trading may loss ko hamen chaheye kah ham us say seekhen kah ye loss hamen quen hua hey or ainda aisa loss karnay ki zara si bhi ghalti na karen.Forex trading may hamen loss ais wajjah say hota hey q kah hamara tajarba nahi hota forex market ko achi tarhan analyse karnay ka tab hi ham forex trading may hamen loss hota hey or ye loss ham ager seekhnayy k leay istimal karen to hamen bohat hi profit ho ga ais say future may ja kar.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma loss ko sabaq sekhny k lae use karyn gy to profit tak ponchna yaqeeni ho

              Yes forex main loss bhi business ka hissa hay hamain loss per pareshan nai hona chahiye balkeh is loss say apni ghaltion ko door karna chahiye or is say learning karni chahiye, q keh ager hum loss say gabhra gaye to profit say door ho jayain gay or kabhi bhi forex main profit hasil nai kar sakain gay.

              اب آن لائن

              Working...
              X