Time frame Forex trading main bohat ziada important hay es kay baghair koi bhi trade open nahi hoti time frame main 5 mints say lay kar 1 month tak ka time frame set kia ja sakta hay main time frane kay hawalay say aap sab say pochna chahta hoon k ham ko kamyabi kay liay kon sa time frame choose karna chahiay k jis ko set kar kay ham easily kamyabi hasil kar saktay hain aor achi earning bhi kar saktay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим