panic greed or hurry?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    These three things can effect your business because in this business you don't have to take any type of risk in this business otherwise you lose big amount.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear yeh donnon chezien hmain wrong trading he kerwati hain kyun keh ager ap juld bazi krain gain to ek sahe chance ya ek sahe time sey pehley makret main enter hoon gain to bhe hm loss kertey hain aur lalch keh sath bhe hm apni trade ka volume bra ker detey hain woh bhe loss he kerwati hey
      • #153 Collapse

        sir jo forex mein kam karta ha or esi soch rakh kar kam karta ha to siwy loss ke koch ni ay ga q ke sir forex mein to kamyabi ka rast ah mhnt es mein experince ha es ko samjhna ha phr easly paisa kma skaty ha maza kar skta ha :D
        • #154 Collapse

          bhai, greed aur hurry ap ki trading ko zyada affect krte hai is ki waja yeh hai ke ap ko trading mein patience rakhna hota hai agr ap greed mein overtrading kr lete hai ya kisi bi running trade ko jaldi close kr dete hai tu loss hota hai apko is mein, trading ka kam hurry mein bi nhn krna hota hai jaldi bazi se ap ko loss hi milta hai kuch log jaldi earning krna chahte hai is business se jo ke possible nhn hai hurry mein
          • #155 Collapse

            Every thing are worst our trading ... because har chex may nuksan hota hy agar hum us pe sai se tawaja na den tw .. tw hume apne kaam per zda se zada tawaja deni chahiye . ta ke humarakamm humare lyee worst na hojae ..
            • #156 Collapse

              Greed aur hurry donno he forex trading mein bohat zyada dangerous hain aur trading k duran inn se avoid he kerna chahaye kyon k inn ke wajjah se hum gallat decision le letay hain aur humein loss ho jata hai aur kabi kabi tou humara capital he zaya ho jata hai.
              • #157 Collapse

                trading main agar aap pur sakoon mind say kaam kar sakty hain to ye aap kay leiy boohat bara advantage ho ga.main to ab kabhi bhi quickly trade open nahin karta .main market ka wait kar sakta hun or isi liey earning bhi kar leeta hun.
                • #158 Collapse

                  well am new here mujhy is ko koi knowledge nhai ha just 2 weeks huay hain join kia ha to abhi just posting ka experince ha so is ki koi proper knowledge nhi but i think ya tread kaffi achi ha but mujhy is ka idea nhi ha
                  • #159 Collapse

                    jee bro apne sai question poch he .. hurry aur panic greed forex trading men har koi karta he aur bohat kam logg aese hen jo ye nai karte bqi mere khiyaal se tamam logg yahi karte hen forex trading men aur iske effect ye hen ke forex trading men loss khate hen bohat para
                    • #160 Collapse

                      Dear Forex Tradign main hurry aur greedy mind ki koi jaga nhi hay . Forex Trading main successful honay kay liye aap ko patience say kaam lena chaeye. Aap ko us waqt trade karni chaeye jab aap comfortable hoo aur Forex market ko samjh skty hoo.
                      • #161 Collapse

                        dear mera khyal say jb tak ham may lalch ay or huty hai or panic bi to ham kuch bi earn nai kar sakt balka duble apna nuksan hi karyn gay to mera khya say hama lalch say pak trading karni cahiya ku kay lalch buri bala hay o
                        • #162 Collapse

                          my dear friend forex ak pur skoon business hy yahan per hum bht cool minded ho kar kam kart he jase k dosre business ma ap apne dimag se kam kart he is ma jab hum kam karte he to huma apni streyge banani chaye aur is business ma ap wihtour lalach aur hurry ho kar kam karn ga to ap k lya bht faida ho ga aur ap ache trader bano ga dear
                          • #163 Collapse

                            koi b kam panic greed or hurry stle sy start nae krna chahey ku yeh ek trade hai is mien hum ko apny style sy nai trade k rules ko adopt krna chahey so agr trade achi ho gai tu humri earning os living standard b better ho ga so i think it is a good job for all persons.
                            • #164 Collapse

                              Jee brother meri nazar mein ap ko kabhi bhi jaldi jaldi trade nai karni chea ap ko chea kea ap logo zida sea zida earnin gaur profit earn karne kea liea ap log apni strategy yani market sea update rehna chea aur yeh ek bhut bari market hea aur iss mein lalch wala hamsha fail hota hea aur ap log phr ek acha profit nai bana skaketein hea .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: NazirMirza
                                dear mera khyal say jb tak ham may lalch ay or huty hai or panic bi to ham kuch bi earn nai kar sakt balka duble apna nuksan hi karyn gay to mera khya say hama lalch say pak trading karni cahiya ku kay lalch buri bala hay or is may los hi loss hay or kuch nai
                                Han bhai sahi baat hai ap ne thee kaha ke hum me lalach emotions aur panic kafi hain agar hum is par control kar ke trading karen to hume kafi acha saabit ho ga....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X