panic greed or hurry?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    Hurry and greed both are very harfull for forex trading.
    Hurry: jab bhi koi trader trading men jaldbazi kare ga aur bagair market analyse kiye trade open kare ga wo loss men hi jay ga, hamen trading k liye open close points ko zarur analyse krna chahiye.
    Greed: greed bahot burri cheez hai ham jab bhi ziada ki lalach men over trade karen ge ham apna loss karen ge, ya market men jab bhi useless trade karen ge tab bhi hamara loss hoga.
    Hamen trading k liye achay signols ka wait krna chahiye aur greed bilkul bhi ni krni chahiye ta k ham trading men succes ho saken.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      agar hum panic mchaye gay to humari trading theak nahi hoti es trha hum jald bazi main market main galt trade lga lety hay aur es trha humay market main loss hota hay aur humay chahiey keh esmain jald bazi say kam na lain agar hum es say bach sakty hay to bachna chahiey
      • #1233 Collapse

        Forex trading me jaldbazi se loss hota hai aur lunch see b loss hota hai Forex trading Mein aapne Agar achha Tarah se kaam karna hai toh aapko lunch bhi nahi karna aur jaldbazi bhi nahi kar rahi Forex trading in Planning ke sath kaam karna hai strategy ke saath kaam karna hai
        • #1234 Collapse

          jab hum kam karty hain to greedy ho kar kam karna kafi risky ho sakta hay magr panic say trade karna kafi mushkil ho sakta hay kay market main ziada profit hasil ho sakay so market ko achy say use karn aho ga ta kay kay kam karny main asani ho sakay or is main more and more kay chakr main kam karna greedyness main shumar kia jata hay
          • #1235 Collapse

            Jab Insaan jaldbazi se kaam karta hai toh uska Mein loss hone ke baad Insaan ko bahut takleef hoti hai isliye agar aap takleef se bachna chahte hain aur lost se bachna chahte hain toh aapko jaldbazi se kam nahi karna aur apne mind ko relax Karke Ho tension free hokar Phir Apne kaam mein Karna Hai Is Tarah Se Accha kaam kar lenge aur aap ko baad mein takleef nahi hogi
            • #1236 Collapse

              agar hum market main panic bnaye gay to hum esmain theak say earning gain nahi kar sakty eskay sath sath jald bazi aur lalach ye dono bhi humar liey achi cheez nahi hay agar hum enko use karen gay to hum market main earning karny ki bijaye market main loss kar sakty hay
              • #1237 Collapse

                bussiness mai panic,greed or hurry in teeno ki koi jga nhi hai kion agr ap mai en mi sy koi aik chez hai phr bhi success possible nhi.hamaisha aaram or purskon ho ker trading krain kion k jldi mai loss bhi zaida hot hai...
                • #1238 Collapse

                  agar hum forex trading main panic ya lalach ya jald bazi karen gay to es chakar main humay market main loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh en chezo say bach kar he trading karen tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay bs humay esmain theak say time diana chaiehy
                  • #1239 Collapse

                    humain greedy hony say market main kam karny main kafi risk ho sakta hay humain more and more kay chakr main trade karny say loss hota hay jab hum thory profit say trade close karty hain to best hota hay kun kay kuch na hasil hony say behtar hay kay humain thora hi profit milta rhay magr countiniously profit hasil karna best hota hay
                    • #1240 Collapse

                      agar hum panic karen gay forex trading main to es trha humari trading achi nahi ho sakti so agar hum forex trding main sabar say kam karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay humay chahiey keh esmain dil lga kar kam karen ta keh market main achi earning kar saky
                      • #1241 Collapse

                        greedy ho kar kay market main kam karty hain to is main hurry karny say market main kam karn kafi risk ho sakta hay humain agr sucess hasil karni hay to paice nai karna ho ga kun kay mistake karna kafi loss ka sbab ho sakta hay humain is main demo ko use karna ho ga kun kay dmeo kay use say trade karna kafi practice mil sakti hay
                        • #1242 Collapse

                          hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur market main analyse kar k hi hum earn karein gay
                          • #1243 Collapse

                            forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main planing kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main trend ko mind main rakh k hih um sucess hon gay aur jald bazi say bi avoid kar k hi hum sucess hon gay
                            • #1244 Collapse

                              Lalich aur jald bazi ka traders ke trading per bohot he negative effect hota hai . lalich ke base per ager trading ke jiye aur trading mai trade open karty time per market analsis na kiya jiye ya phir jaldi mai trade open kar lain tu trader ko ziada tar loss he hota hai . trading kay doran lalich ke base per trading nuqsan daay sabit hoti hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                agar hum pani ya greed karen gay to market main humay loss ka samna karna parta hay so humay chahiey keh forex trading main panic ya greed na karen ta keh market main achi earning kar lain esmain safe trading karnay kay liey humay sabar say he kam karna chahiey tab he hum achi earning kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X